Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNeend Hamari Khwab Tumhare (1966)
HomeNeend Hamari Khwab Tumhare (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bheegi huyi iss raat kaa aanchal kehta hai lehraa ke aao aao saaye mein mere pyaar karo bheegi huyi iss raat kaa aanchal kehta hai lehraa ke aao aao saaye mein mere pyaar karo bheegi huyi iss raat kaa aanchal aaaaaa haaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa haaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa saanson mein saansen haaa ghul mil jaayen pyaar ki khushboo phailaaye shabnam phoolon par jab moti bikhraayen tab ho naa juda sharmaa ke sharmaa ke sharmaa ke bheegi huyi iss raat kaa aanchal kehta hai lehraa ke aao aao saaye mein mere pyaar karo bheegi huyi iss raat kaa aanchal aaaaa haaaaa haaaa aaaaa haaaaa lara lala laaaa aaaaa aaaaa inn baahon mein aa so jaane do oooo oooo aaj mujhe kho jaane do keh do keh do naa tum kiss ki baahen kiss ki haan keh bhi do muskaa ke muskaa ke muskaa ke bheegi huyi iss raat kaa aanchal kehta hai lehraa ke aao aao saaye mein mere pyaar karo bheegi huyi iss raat kaa aanchal aaaaaa haaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa
husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya jab kabhi paigaam e ulfat aa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya pyaar kehte hain jise hai kaun se jaadu kaa naam pyaar kehte hain jise hai kaun se jaadu kaa naam aankh karti hai ishara dil ka ho jaata hai kaam muskuraa kar chot jab dil khaa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya iss muhabbat ko tadap samjhe yaa betaabi kahen iss muhabbat ko tadap samjhe yaa betaabi kahen beqaraari din ki yaa raaton ki bekhaabi kahe raaz ye jis din samjh mein aa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya
kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum chaahe zamaana kare laakhon sitam haaan haan haaan chaahe zamaana kare laakhon sitam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum sanam meri jannat hai tere kadam haayeeeee sanam meri jannat hai tere kadam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman muhabbat ke sholon mein jalta rahunga tera naam le ke main chalta rahunga thokar bhi khaa ke sambhaltaa rahunga bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman dengi sahaara jo teri nighaahen to aasaan hongi muhabbat ki raahen ke manzil hai meri ye teri hi baahen chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaan haaan haaan chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman
koi shikwa bhi nahin koi shikayat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin koi shikayat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin ye khamoshi ye nighahon mein udaasi kyun hai ye khamoshi ye nighahon mein udaasi kyun hai paa ke sab kuchh bhi muhabbat abhi pyaasi kyun hai raaz e dil hum bhi sune itni inaayat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin pyaar ke waade wafaa hone ke din aaye hain pyaar ke waade wafaa hone ke din aaye hain ye na samjhao khafaa hone ke din aaye hain rooth jaaoge to kuchh door qayamat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin hum wohi apni wafaa apni muhabbat hai wohi hum wohi apni wafaa apni muhabbat hai wohi tum jahaan baith gaye apni to jannat hai wohi aur duniyaa mein kisi cheez ki chahat bhi nahin aur tumhen humse wo pehli si muhabbat bhi nahin koi shikwa bhi nahin koi shikayat bhi nahin
aa aa aaaa aaaa aaaa aa aa aaaa aaaa saaqiyaa ek jaam wo bhi to de saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo teri aankh se chhalakta hai saaqiyaa saaqiyaa saaqiyaa jo bhari hai teri suraahi mein daur uska to roz chalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de
yun rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi yun rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi haai yoon rootho na haseena karte na jo bahana nazdeek kaise aate ye faasla ye doori hum kis tarah mitate haathon mein tum na lete jab haath hi humara iss beqrar dil ko milta kahan sahara haai yoon rootho na haseena ye baal bikhre bikhre gaalon pe yun na hote ye naag kaale kaale phoolon mein yun na sote ye raat ka andhera din se galle na milta ulfat ka shokh gunchaa aise na dil mein khilta haai yoon rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi hoy yun rootho na haseena aao kareeb aao palkon pe baith jao aankhon mein jhoom jaao dil mein mere samaao ab muskura ke kehdo hum to khafaa nahin hain ik dil hai ek jaan hai hum tum juda nahin hain yun rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi yun rootho na haseena
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bheegi Huyi Iss Raat Kaa Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:34 13870
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:34   Song Number : 13870   

Husn Jab Jab Ishq Se Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13868
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nanda, Shashi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 13868   

Kabhi Tera Daaman Naa Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13869
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:36   Song Number : 13869   

Koi Shikwa Bhi Nahin Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 04:53 13871
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 04:53   Song Number : 13871   

Saaqiya Ek Jaam Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:34 39867
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:34   Song Number : 39867   

Yun Rootho Na Haseena Meri Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:33 21490
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 21490