Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePaise Ki Gudiya (1974)
HomePaise Ki Gudiya (1974)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoooo hooo hoooo hoooo hoo hoooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti naa hota ujaala aur ye raat bhi naa hoti koi baat hi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi hanseen naa hota koi jawaan naa hota naa taare muskuraate ye nazaare bikhar jaate koi khushi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi dil machaltaa naa beqaraar hota poochhe jo koi humse ye sab hai tere dam se koi bhi shai naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti
main to darti ooooo ooo aaaa aaa main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste mera hans ke mera hans ke ye bole gajarwa ke nainon mein sajan baste saara din to tere milan ka dard mujhe tadpaaye saara din to tere milan ka dard mujhe tadpaaye raat ka deepak bujhe to dil ka jalna shuru ho jaaye kab mujhko milenge saanwariya kab mujhko milenge saanwariya ke nainon mein sajan baste kab mujhko milenge saanwariya ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste phoolon ke rukhsaaron pe leti shabnam angdaayiyaan phoolon ke rukhsaaron pe leti shabnam angdaayiyaan tujhe pukaare meri palkon ki pyaasi parchhaiyaan mere man ki hai sooni atariya mere man ki hai sooni atariya ke nainon mein sajan baste mere man ki hai sooni atariya ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste baithi baithi shaam savere dekhun sapne tere baithi
meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai insaan ke saare jeevan mein bas ek jawaani hoti hai kabhi wo apni hoti hai kabhi begaani hoti hai kabhi begaani hoti hai isi umar mein aa ke to bante hain afsaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai duniya jis ko dil kehti hai wo do rangon ka hota hai mil jaaye to ye hansta hai aur toot jaaye to rota hai toot jaaye to rota hai thukraana hai thukra do milta hai mil jaane do jo achchha lage wo apna lo jo bura lage use jaane do meri baat ke maane do meri baat ke maane do ye chehra bhi ek darpan hai do tasveeren dikhlaata hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Koi Phool Na Khilta Paise Ki Gudiya (1974) 03:27 13899
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 03:27   Song Number : 13899   

Main To Darti Na Paise Ki Gudiya (1974) 05:01 14170
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 05:01   Song Number : 14170   

Meri Baat Ke Maane Do Paise Ki Gudiya (1974) 04:09 38725
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Saira Banu, Naveen Nishchal
Duration : 04:09   Song Number : 38725