Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaftaar (1975)
HomeRaftaar (1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ve sun haniya oye sun jaaniya ve sun haniya oye sun jaaniya main teri heer hoon teri takdeer hoon main teri heer hoon teri takdeer hoon ni ruk marjaniye niii sun raniye main tera yaar hoon tera dildaar hoon main tera yaar hoon tera dildaar hoon dil ka lagaana dildaar jaanta phoolon ki kadar gulzaar jaanta are ek dil nahin pyaar jaanta ho yaar ke wasool ko hi yaar jaanta jaanta aa lag ja gale goriye main tera yaar hoon tera dildaar hoon main tera yaar hoon tera dildaar hoon suna hai nigahon ka milaana hai bura ek doosre ka ban jaana hai bura dil deke akhiyaan churaana hai bura o dekhe haath haath mein chhudana hai bura dil deke kadi chhadd ke na jaayin sajna main teri heer hoon teri takdeer hoon main teri heer hoon teri takdeer hoon ek baat bolta hoon main balam se pyaar mera amar hai tere dam se bichhad na jana mil ke hum se oye mar hi na jaun kahin is ghum se haye ghum se kabhi honge na juda heeriye main tera yaar hoon tera dildaar hoon main tera yaar hoon tera
sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dharti pe amber ki aankhon se barste hain ek roz wahi boondein phir baadal bante hain phir baadal bante hain iss banne bigadne se dustoor mein saare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan chalte huye jeevan ki raftaar mein ik lai hai ik raag ik sur mein sansaar ki har shai hai sansaar ki har shai hai ek taal ki gardish mein ye chaand sitaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan koi bhi kisi ke liye apna na paraaya hai rishthon ke ujaale mein har aadmi chhaya hai har aadmi chhaya hai kudrat ke bhi dekho to ye khel niraale hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan hai kaun wo duniyaan mein na paap kiya jisne bin uljhe kaanton se hain phool chune kisne hain phool
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Teri Heer Hoon Raftaar (1975) 05:16 38253
 
Poster of Raftaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:16   Song Number : 38253   

Sansaar Hai Ik Nadiyaan Raftaar (1975) 05:55 31133
 
Poster of Raftaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 31133