Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRamu To Diwana Hai (1980)
HomeRamu To Diwana Hai (1980)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne ye maana ki humne sikha gana na phir bhi gunguna lete hain dil ka taraana humne ye maana ki humne sikha gana na sunahri shaam aayi humne maana andheri raat chhaayi humne maana pyaar ki baat aayi humne maana yaar ki yaad aayi humne maana khoi tanhaaiyon mein ghum ki gahraaiyon mein humne maana humne ye maana ki humne sikha gana na phir bhi gunguna lete hain dil ka taraana humne ye maana ki humne sikha gana na bole naadaar ho tum humne maana bole laachaar ho tum humne maana bole bekaar ho tum humne maana bole bimaar ho tum humne maana himmat ke hain pujaari hum hai sachche juaari humne maana humne ye maana ki humne sikha gana na phir bhi gunguna lete hain dil ka taraana humne ye maana ki humne sikha gana na
khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin ujde fizaa ke chaman se ye keh do ke rangeen bahaar ab door nahin khaabon ki duniyaa har taraf hon veeraniyaa gher chuki hon aandhiyaan har taraf hon veeraniyaa gher chuki hon aandhiyaan tadapte armaan ke iss jahaan ko kabhi to sukoon bhi aayega khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin khaabon ki duniyaa kaali ghatayen jab jaayengi sunheri kirne aayengi kaali ghatayen jab jaayengi sunheri kirne aayengi phir inn baaton ko yaad kar aayegi khud ko bhi hansi khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin ujde fizaa ke chaman se ye keh do ke rangeen bahaar ab door nahin khaabon ki duniyaa
meri duniyaa ko lootane waale meri hasti ko mitaane waale tere darr pe kabhi insaaf bhi hoga iss beaaram duniyaa mein kahin aaraam bhi hoga maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila pyaar ke badle mein ghum sau baar milaaa maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila mere haalat koi naa jaane dil ke jazbaat koi naa jaane mere haalat koi naa jaane dil ke jazbaat koi naa jaane jo sahaare the tanhaaiyon ke wo khayaalat koi naa jaane maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila pyaar ke badle mein ghum sau baar milaaa maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila mitt gaye mere sapnon ke saaye huye apne aaj paraaye mitt gaye mere sapnon ke saaye huye apne aaj paraaye ab waapas mujhe bula le meri haalat pe hasne waale maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila pyaar ke badle mein ghum sau baar milaaa maanga tha pyaar magar mujhko naa pyaar mila
zindagi hai tadapna tadapna hai zindagi phir kyun jiye jaa rahe hain aye khuda tu hi samajhna zindagi hai tadapna tadapna hai zindagi phir kyun jiye jaa rahe hain aye khuda tu hi samajhna zindagi socha tha ye baharein hain humare hi liye socha tha ye baharein hain humare hi liye jannat ki saari raahen hain humare hi liye phir kyun bhari hain aahein aye khuda tu hi samjhana zindagi hai tadapna tadapna hai zindagi phir kyun jiye jaa rahe hain aye khuda tu hi samajhna zindagi humne ye kyun na samjha dukh se bhara jahaan hai humne ye kyun na samjha dukh se bhara jahaan hai sab dhundhte hain khushiyan milta hai ghum yahaan pe iss ajeeb daastaan ko aye khuda tu hi samajhna zindagi hai tadapna tadapna hai zindagi phir kyun jiye jaa rahe hain aye khuda tu hi samajhna zindagi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Ye Maana Ramu To Diwana Hai (1980) 03:02 37636
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Chandru
Duration : 03:02   Song Number : 37636   

Khaabon Ki Duniyaa Ramu To Diwana Hai (1980) 03:38 16467
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
I S Johar, Deepa Rani, Chandru
Duration : 03:38   Song Number : 16467   

Maanga Tha Pyaar Ramu To Diwana Hai (1980) 04:28 16306
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Chandru
Duration : 04:28   Song Number : 16306   

Zindagi Hai Tadapna Ramu To Diwana Hai (1980) 04:13 36368
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Chandru
Duration : 04:13   Song Number : 36368