Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChandrashekhar
HomeChandrashekhar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai itna hi tumse humko tha kehna dil mein samaana dil hi mein rehna itna hi tumse humko tha kehna dil mein samaana dil hi mein rehna iss dil ko tumse yahi kaam hai aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hai daali daali ulfat ki maala rangon mein dooba poolon ka pyaala hai daali daali ulfat ki maala rangon mein dooba poolon ka pyaala jaise mohabbat ka ik jaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai halka sa ab to kar ke ishaara girte huye ko dena sahara halka sa ab to kar ke ishaara girte huye ko dena sahara teri hi nazron ka ye kaam hai aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai
jo mammy ki aankhon ke taare the hum tum to daddy ke dil ke sahaare the hum tum aye bada lutf tha jab o kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji bhare shahar mein sabko pyaare the hum tum muhalle mein sabke dulaare the hum tum bada lutf tha jab aye kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji main hero tha kitno ka shaadi se pahle tha hangama fitno ka shaadi se pahle badi beautiful thi jawani ki raatein haseeno se hoti thi rangeen baatein mujhe yaad hai aaj tak wo zamana haseeno ke jamghat mein picnic manana magar ban gayi jab se tu meri dulhan meri jindagi ban gayi ek uljhan jo shaadi huyi to baje mere barah meri har khushi ho gayi nau do gayarah teri budi maa ne kabhi mujh ko daanta kabhi ban gaya tera baap dil mein kaanta kabhi jaan ko aa gaye tere bhaayi kabhi teri bahano ne ki haathapayi aur uss par sitam har baras ek bachcha chalo abb mujhi ko chaba jaao kachcha huaa har maja kirkira aashiqi ka
beet gayi hai aadhi raat beet gayi hai aadhi raat chandaniya dheere dheere aana kaise kahoon main dil ki baat kaise kahoon main dil ki baat jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat pyaar mera jaage zamaana soya soya pyaar mera jaage zamaana soya soya jhume tere aage deewaana khoya khoya chheen li tune munh ki baat chheen li tune munh ki baat jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat chandaniya dheere dheere aana kaise kahoon main dil ki baat jalte huye taaron ke diyon ko bujhaati jalte huye taaron ke diyon ko bujhaati aayi tere angnaa mein chhupti chhupaati de ke mere haathon mein haath de ke mere haathon mein haath chandaniya dheere dheere aana kaise kahoon main dil ki baat jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat aa ke mere dil se guzar mat jaana aa ke mere dil se guzar mat jaana kar to liya vaadaa mukar mat jaana main to rahungi tere saath main to rahungi tere saath jiya tere bina hai deewaana beet gayi hai aadhi raat
aaaa aa aa aaaa bina tumhare maza kya hai aise jeene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein bina tumhare humen chand aisa lagta hai bina tumhare humen chand aisa lagta hai ke jaise zakhm ho aaaa aa aa aaaa ke jaise zakhm ho is aasma ke seene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein yeh mere pyaar ka dhokha nahin hai aye hasrat yeh mere pyaar ka dhokha nahin hai aye hasrat hasi hai unki hasi hai unki sitaron ke har nageene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein
chaand jaisa badan phool sa perhan jane kitne dilon pe sitam dhayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin ruk ke zulfen hata lo khuda ke liye yun na uljhan mein dalo khuda ke liye dil ki deewanagi aur badh jayegi dil ki deewanagi aur badh jayegi ishq kuchh aur gustakh ho jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega chaand jaisa badan phool sa perhan berukhi ka asar kuchh na hoga yahan maan jao na lo iss kadar imtihaan apni ruswaiyon ka hamen darr nahin apni ruswaiyon ka hamen darr nahin soch lo tumpe ilzaam aa jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega chaand jaisa badan phool sa perhan rang kyun udd gaya dil pe kyun hath hai dil lagaya to darne ki kya baat hai muskura kar zara ik nazar dekh lo muskura kar zara ik nazar dekh lo chalte chalte zamaana thahar jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega
daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain aaye hain door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo aaye the door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo chale jaate hain kaahe ko khafa hote ho hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo
aaaa aaaa aaaaa meethi meethi madhur madhur jaise hi gunji taan kachche dhage se bandh ke lo aaye kisi ke praan ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali tan sanwaar ke kajra daar ke tan sanwaar ke kajra daar ke apne shaam ki kunj gali ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali shyam virah ko seh na saki wo gup chup ghar mein reh na saki wo aaaaaa aaaaa aaaaaaaa shyam virah ko seh na saki wo gup chup ghar mein reh na saki wo man mein jo meethe sapne the man mein jo meethe sapne the apne munh se keh na saki wo apne munh se keh na saki wo chali daud ke laaj chhod ke chali daud ke laaj chhod ke jab madhuban mein shaam dhali ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali gaalon pe poonam ki chhata thi baalon mein sawan ki ghata thi gaalon pe poonam ki chhata thi baalon mein sawan ki ghata thi kaari kajraari do akhiyan kaari kajraari do akhiyan jaise neel kamal ki pankhiyan jaise neel kamal ki pankhiyan gol ang tha gora rang tha gol ang tha gora rang tha chanda ki
engengu nee sendra pothum en nenjame unnai thedum ananda geedam aarambh maagum kaalangal yaavum nammodu paadum poongaatru thalaattum anbe anbe engengu nee sendra pothum en nenjame unnai thedum kangalin paarvai ambugal pole nenjinile paivadumen ambugal meendum paaindhidum podhu kaayangalum aariyadhen aridum nenjam theridum neram vandhadu eno un uravu nerungidum podhum neengidum podhum mayanguvadeno un manadhu iru nenjin thunbam idhu thanamma adhu pola inbam edhu kanmani poongaatru thalaattum anbe anbe engengu nee sendra pothum en nenjame unnai thedum anandha geedham aarambamagum kaalangal yaavum nammodu pogum poongaatru thalaattum anbe anbe engengu nee sendra pothum en nenjame unnai thedum maalai nanneram maarida vendaam maanguyile maanguyile kaalangal kooda maarida vendaam kanmaniye kanmaniye sooriyan merke sendridattum sandhiran ange vandhidattum megangal vaanathil nilai perattum kadalin kooda alai nirkattum unnodu serum oru nerame endrendrum inge nilayagattum
ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai ye watan bhi mera meharbaan ho gaya ye watan bhi meraa meharbaan ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ghar ki murgi daal barabar kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa jo koi door tha paas wo aa gaya jo koi door tha paas wo aa gaya aa gaya aa gaya aa gaya ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar
Jigar Ka Dard Badhtaa Ja
de re naaaaa daaaa naaaaaaaaaaaaaaaaaa ketaki gulab juhi champak ban phoole ketaki gulab juhi champak ban phoole ritu basant apnukant kori garvaa lagaaye jhulna mein baith aaj pee ke sang jhule ketaki gulab juhi champak ban phoole gail gail kunj kunj aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaa gail gail kunj kunj gun gun bhanwaro ki gunj raag rang ang ang chhedat rasiyaa anand koyal ki pancham sun duniyaa dukh bhoole bhoole bhoole ketaki gulab juhi champak ban phoole aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ketaki gulab juhi ketaki gulab juhi champak ban phoole aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa ketaki gulab juhi champak ban phoole aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa naaaaaa naaaaa naaaaa da nu aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
laagi chhute naa ab to sanam laagi chhute naa ab to sanam chaahe jaaye jiyaa teri kasam laagi chhute naa ab to sanam oooooooooo tujhko pukaare ban ke deewana naa maane re jiyaa tujhko pukaare ban ke deewana naa maane re jiyaa ho ji hooooooo pyaar kiya to kar ke nibhanaa suno ji rasiyaa haaye pyaar kiya to pyaar kiya teri kasam laagi chhute naa haaye laagi chhute naa ab to sanam chaahe jaaye jiyaa teri kasam laagi chhute naa ab to sanam oooooooooo door hoon phir bhi dil ke kareeb nishaana hai tera door hoon phir bhi dil ke kareeb nishaana hai tera ho ji hooooooo soch le phir se ek gareeb deewana hai tera hoooooo soch liya ji soch liya teri kasam laagi chhute naa haaye laagi chhute naa ab to sanam chaahe jaaye jiyaa teri kasam laagi chhute naa ab to sanam oooooooooo jab se ladi hai tumse nighaah tadap raha dil jab se ladi hai tumse nighaah tadap raha dil ho ji hooooooo dekh ke chalna pyaar ki raah badi hai mushqil haan dekh liya ji dekh liya teri kasam laagi chhute
ho ho ho ho ho ho ho leke sahaara tere pyaar ka leke sahaara tere pyaar ka dekhe rasta tera haaye koi bekraar sa leke sahaara tere pyaar ka ho leke sahaara tere pyaar ka khili toh hai daali daali kali teri yaad ki magar tere ghum ka shola lagaata hai aag si khili toh hai daali daali kali teri yaad ki magar tere ghum ka shola lagaata hai aag si sitam hai suhaana zamaana ye bahaar ka leke sahaara tere pyaar ka o leke sahaara tere pyaar ka dil hi mila hai aisa humko naseeb se behle na dekhe bina tujhko kareeb se dil hi mila hai aisa humko naseeb se behle na dekhe bina tujhko kareeb se kahe hai diwaana diwana main hoon yaar ka leke sahaara tere pyaar ka o leke sahaara tere pyaar ka kabhi ghar se baahar aake meri chaah dekhte pathra gaye do naina teri raah dekhte kabhi ghar se baahar aake meri chaah dekhte pathra gaye do naina teri raah dekhte zara sun ke jaana afsaana intzaar ka leke sahaara tere pyaar ka haye leke sahaara tere pyaar ka dekhe rasta tera haaye koi
o kaali topi o kaali topi wale zara naam to bataa o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore o gore gore gaalon wali kaam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa mohe wo naam bata door bhi reh ke mohe wo naam bata door bhi reh ke tohe pukar saku main wohi keh ke main wohi keh ke wohi batane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa chham chham ke teer chale dil hua ghayal chham chham ke teer chale dil hua ghayal phir ek baar sunu gori teri paayal gori teri paayal paayal sunane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa tum bhi wohi ho babu humen na banao tum bhi wohi ho babu humen na banao tumko bhi dekh liyaa jao ji jao jao ji jao jaunga jaane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa arre o kaali topi wale zara naam to bataa arre o gore gore gaalon wali kaam to bataa
khushi jisne khoji wo dhan le ke lauta hansi jisne khoji chaman le ke lauta magar pyaar ko khojne jo chala wo na tan le ke lauta na mann le ke lauta subah na aayi shaam na aayi subah na aayi shaam na aayi jis din teri yaad na aayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi kaisi lagan lagi ye tujh se kaisi lagan ye lagi hansi kho gayi khushi kho gayi aansoon tak sab rahan ho gaye arthi tak nilaam ho gayi arthi tak nilaam ho gayi duniyaa ne dushmani nibhaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi tum mil jaate to ho jaati poori apani raam kahaani khandhar taajmahal ban jaata gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani saanson ne hathkadi lagaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi jaise bhi ho tum aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aa jaao aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aag lagi hai tan mein aur mann mein aag lagi hai tan mein aur mann mein ek taar ki dori hai ek taar ki dori hai bas daaman aur kafan mein huyi maut ke sang
wo hum naa the wo tum naa the wo hum naa the wo tum naa the wo rehguzar thi pyaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye khel tha naseeb kaaa ye khel tha naseeb ka naa hans sake naa ro sake naa toor par pahunch sake naa daar par hi so sake kahaani kiss se ye kahen kahaani kiss se ye kahen chadhav ki utaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the tumhin the mere rehnuma tumhin the mere humsafar tumhin the meri roshni tumhin ne mujhko di nazar di nazar bina tumhaare zindagi bina tumhaare zindagi shamma hai ek majaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye kaun sa muqaam hai ye kaun sa muqaam hai falak nahin zamin nahin ke shab nahin sehar nahin ke ghum nahin khushi nahin kahaan ye le ke aa gayi kahaan ye le ke aa gayi hawaa tere dayaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aana Hai To Chale Aao Taxi Stand (1958) 03:16 36612
 
Poster of Taxi Stand (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Anita Guha
Duration : 03:16   Song Number : 36612   

Bada Lutf Tha Jab Kunware The Hum Noor E Elahi (1976) 09:45 18535
 
Poster of Noor E Elahi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Bablu O Heeraj
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 09:45   Song Number : 18535   

Beet Gayi Hai Aadhi Raat Nache Nagin Baje Been (1960) 03:23 40997
 
Poster of Nache Nagin Baje Been (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Kumkum
Duration : 03:23   Song Number : 40997   

Bina Tumhare Maza Kya Hai Street Singer (1966) 03:47 32951
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:47   Song Number : 32951   

Chaand Jaisa Badan Rustom-E-Baghdad (1963) 03:40 32219
 
Poster of Rustom-E-Baghdad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:40   Song Number : 32219   

Daga Daga Vai Vai Vai Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:35 38025
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakila, Kumkum
Duration : 03:35   Song Number : 38025   

Ek Lali Ghar Se Chali Cha Cha Cha (1964) 06:01 36816
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, helen
Duration : 06:01   Song Number : 36816   

Engengu Nee Sendra Pothum Ninaikka Therintha Maname (1987) 05:17 39799
 
Poster of Ninaikka Therintha Maname (1987)
 
Category
Tamil
Year- 
1987
Lyricist
kamakoduran
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Mohan, Rupini
Duration : 05:17   Song Number : 39799   

Ghar Ki Murgi Daal Barabar Street Singer (1966) 03:13 11236
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:13   Song Number : 11236   

Jigar Ka Dard Badhta Ja Street Singer (1966) 03:22 36990
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Sarita
Duration : 03:22   Song Number : 36990   

Ketaki Gulab Juhi Basant Bahar (1956) 05:44 12858
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Chandrashekhar
Raag- 
Basant-Bahar
Taal- 
Ektal
Duration : 05:44   Song Number : 12858   

Laagi Chhute Naa Ab To Kali Topi Lal Rumal (1959) 04:27 20813
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakeela
Duration : 04:27   Song Number : 20813   

Leke Sahaara Tere Pyaar Ka Nache Nagin Baje Been (1960) 04:21 40158
 
Poster of Nache Nagin Baje Been (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kumkum, Chandrashekhar
Duration : 04:21   Song Number : 40158   

O Kaali Topi Wale Zara Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:18 13510
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakeela
Duration : 03:18   Song Number : 13510   

Subah Na Aayi Shaam Na Cha Cha Cha (1964) 05:24 12293
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Helen
Duration : 05:24   Song Number : 12293   

Wo Hum Naa The Cha Cha Cha (1964) 05:08 12953
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 05:08   Song Number : 12953   
Karaoke Songs of Chandrashekhar, Sad Songs of Chandrashekhar, Love Songs of Chandrashekhar, Dance Songs of Chandrashekhar, Hip-hop songs of Chandrashekhar, Best songs of Chandrashekhar, Super hit songs of Chandrashekhar, hit songs of Chandrashekhar, duet songs of Chandrashekhar, solo songs of Chandrashekhar, old songs of Chandrashekhar, famous songs of Chandrashekhar, Hindi Karaoke Songs of Chandrashekhar, Hindi Sad Songs of Chandrashekhar, Hindi Love Songs of Chandrashekhar, Hindi Dance Songs of Chandrashekhar, Hindi Hip-hop songs of Chandrashekhar, best Hindi songs of Chandrashekhar, super hit Hindi songs of Chandrashekhar, hit Hindi songs of Chandrashekhar, duet Hindi songs of Chandrashekhar, solo Hindi songs of Chandrashekhar, old Hindi songs of Chandrashekhar, famous Hindi songs of Chandrashekhar, Sing Along Songs of Chandrashekhar, Sing Along Sad Songs of Chandrashekhar, Sing Along Love Songs of Chandrashekhar, Sing Along Dance Songs of Chandrashekhar, Sing Along Hip-hop songs of Chandrashekhar, Sing Along Best songs of Chandrashekhar, Sing Along Super hit songs of Chandrashekhar, Sing Along hit songs of Chandrashekhar, Sing Along duet songs of Chandrashekhar, Sing Along solo songs of Chandrashekhar, Sing Along old songs of Chandrashekhar, Sing Along famous songs of Chandrashekhar