Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSarika
HomeSarika
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap agar aap na hote to bhalaa kya hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote sangemarmar pe taraashe huye chehre pe agar aaaa aaaa aaaaaa sangemarmar pe taraashe huye chehre pe agar aapke hasne ka andaaz yahi hota magar wo jo sharma ke jhukaa lete hain aap nazar aise sharmaane pe hum kaise na fidaa hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote aapke maathe pe basti hai jawaan saanjh shahar aaaa aaaa aaaa aapke maathe pe basti hai jawaan shaanjh shahar achchhi lagti hai humein aapki peshaani magar wo jo maathe pe pasina ubhar aata hai kabhi aise maathe pe na kyon log fidaa hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote aap agar aap na hote
baahon ke ghere mein hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa deewana laaya hai nazraana pyaar ka chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa kismat se paaya hai nazraana pyaar ka baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa palken uthen to nazaaren hon roshan dekho jidhar tum sitaare hon roshan hooo jab se mile tum nazaare haseen hain tumhare hi dam se sitaare haseen hain hasti pe chhaya hai aalam khumaar ka hasti pe chhaya hai aalam khumaar ka deewana laaya hai nazraana pyaar ka chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa kaliyon ke honthon pe rangeen taraana hai anjaani raahon ka har pal suhaana hai apni muhabbat ka itna fasaana hai tumhari hi nazron ka dil ye nishaana hai aaina ho tum mere singaar ka aaina ho tum mere singaar ka kismat se paaya hai nazraana pyaar ka baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa kismat se paaya hai
bachpan har ghum se begana hota hai bachpan har ghum se begana hota hai janam ka shubh din har din se suhana hota hai ke bachpan har ghum se begana hota hai hooo ooo ooo koi fikar na chinta masti ka aalam jeewan khel sa lagta hai sukh milte hain sare rahon mein phir ke ghar to jail sa lagta hai ho isi umar mein khushiyon ka khazana hota hai ke bachpan har ghum se hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hum dhundhte hain jeewan bhar wo khushiyan bachpan mein jo paate hain wo hanste huye din gaati wo raatein laut ke phir nahin aate hain ho yaadon ke saaye mein waqt bitana hota hai bachpan har ghum se hota hai bachpan har ghum se begana hota hai janam ka shubh din har din se suhana hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hum dhundhte hain jeewan bhar wo khushiyan bachpan mein jo paate hain wo hanste huye din gaati wo raatein laut ke phir nahin aate hain laut ke phir nahin aate hain yaadon ke saaye mein waqt bitana
chhani gayi buti aaj to jam ke are hoyi gayi tabiyat jhak jai bam bhole aaj to bhang ka rang chadha chochak bam bam bhole baba chhaya nasha re bam bam bhole baba chhaya nasha re nache jiya ih jab se suna re logo suno to humne suna jo aayega re aayega hamaar ghar babua aayega re aayega hamaar ghar babua bam bam bhole babaa sona chaandi rupiya na paisa humen munna mile hira aisa puchho puchho to hoga wo kaisa hoga hoga wo hamre jaisa are badi badi akhiyan mein ganga jamna ka hilkora chhanv pade maila ho chhora aisa gora gora ha ha aayega re aayega aayega re aayega hamaar ghar babua bam bam bhole babaa mori nazon ki baali bahiniya dulha dhundunga tore liye raniya koi baraat dekhegi duniya banke jaayegi jab tu dulhaniya are bitha ke doli raja sainya tujhko le jayega bua bina ghar soona hoga to babua aayega ha ha aayega re aayega aayega re aayega hamar ghar babua bam bam bhole babaa kaahe munne ki amma lajaye kaahe ghunghta mein mukhada chhupaye aaja main tohe garwa
dharti meri maata pitaa aasmaan ho dharti meri maata pitaa aasmaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan oonche oonche parvaton ki baadlon se hod oonche oonche parvaton ki baadlon se hod nadiya bahe re saare bandhanon ko tod phoolon ki hansi mein basi hai meri jaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan yun to meri ankhiyon ne dekhe kayi rang yun to meri ankhiyon ne dekhe kayi rang mann ko na bandha maine kisi ke bhi sang jal ke upar tairoon main hans ke samaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan
dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum kiran nnnnn tum kiran sawere ki tum chiraag manzil ka jab se tum ko dekha hai khil uthha hai chaman dil ka dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum ho mera aaaaa tum ho mera aaina main tumhaari soorat hoon tum mera muqaddar ho main tumhaari kismat hoon dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho umar bhar naa aaa umar bhar na aana tum dil jalon ki baaton mein saath hum ko chalna hai haath leke haathon mein dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho
ek dhoondho milte hain hazaaron husn waale kam nahin laakhon hain gulaab gulsitaan mein tu na ho to ghum nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjhi tu khuda hai ek dhoondho milte hain hazaaron husn waale kam nahin laakhon hain gulaab gulsitaan mein tu na ho to ghum nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjhi tu khuda hai haath ka jawaab haath se baat ka jawaab baat se preet ka jawaab preet se aur geet ka jawaab geet se daulat ke nazaare humko na dikha tu bega kaagaz ki kashti na chala daulat ke nazaare humko na dikha tu bega kaagaz ki kashti na chala na hogi teri baat humse na badha shaan apni kitni hi dikha le jhukne waale hum nahin baahar baahar ke hain saare daawe tere andar dam nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjha tu khuda hai khatron se dar jaayen aise nahin hum soorat pe mar jaayen aise nahin hum are khatron se dar jaayen aise nahin hum soorat pe mar jaayen aise nahin hum tujhe mehenga padega na humko
geet gaata chal o saathi gungunaata chal geet gaata chal o saathi gungunaata chal o bandhu reeeeeeee ayeee ayeeee hanste hansaate beete har ghadi har pal o saathi khula khula gagan ye hari bhari dharti jitna bhi dekho tabiyat nahin bharti hoooo sunder se sunder har ik rachna phool kahe kaanton mein bhi seekho hansna o raahi reeeeeeee ayeee ayeeee kumhla na jaaye kahin mann tera komal o saathi o hoooo hoooo hoooo hoooo hooo hooo hoooo hooo hooo hooo hooo chandi sa chamakta ye nadiyaa ka paani paani ki har ik boond deti zindagani hooo ambar se barse zameen se mile neer ke bina to bhaiya kaam na chale o megha reeeeeeee ayeee ayeeee jal jo na hota to ye jag jaata jal o saathi kahan se tu aaya aur kahan tujhe jaana hai khush hai wahi jo iss baat se begaana hai hooo chal chal chalti hawayen karen shor udte pakheru kheenche manwaa ki dor o panchhi reeeeeeee ayeee ayeeee panchhiyon ke pankh le ke ho ja tu ojhal o saathi chal le chal
gulmohar gar tumhara naam hota gulmohar gar tumhara naam hota mausam e gul ko hansaana bhi humara kaam hota gulmohar gar tumhara naam hota aayengi bahaaren to ab ke unhen kehna zara itna sune aayengi bahaaren to ab ke unhen kehna zara itna sune hooo mere gul bina unka kahaan bahaar naam hota gulmohar gar tumhara naam hota mausam e gul ko hansaana bhi humara kaam hota gulmohar gar tumhara naam hota shaam ke gulaabi se aanchal mein ek diya jala hai chaand ka shaam ke gulaabi se aanchal mein ek diya jala hai chaand ka hooo mere unn bina uss ka kahaan chaand naam hota gulmohar gar tumhara naam hota mausam e gul ko hansaana bhi humara kaam hota gulmohar gar tumhara naam hota
oo oo oo oo oo oo har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haan raheeeee main tumhen devta maan loon man mera ik shivalaa rahen haan raheeeee har janam mein hamara milan nainon ka sangam hota rahe sapnon ka sawan gaata raheee nainon ka sangam hota rahe sapnon ka sawan gaata raheee phoolon ke mele lagte rahen geeton ka mausam aata rahee bhor ki kiran sanjh ki pawan gunguna ke kahen har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haa rahe ee ee ee har janam mein hamara milan nadiyaa ki baahen faili rahen lehron ke aanchal khilte rahen nadiyaa ki baahen faili rahen lehron ke aanchal khilte rahen badra ki chhaon mehki rahe jhoom ke do dil milte rahen roop ka nagar preet ki dagar muskura ke kahen main tumhen devta maan loon man mera ik shivalaya rahe haan rahe ee ee ee har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haan raheeeee har janam mein hamara milan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
jaan e bahaar yaaron ka yaar yaaro mujhe ho hoo sabse hai pyaar heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hyee hyee hoo hoo heyy heyy hum jo bahke mahken baharen hum hanse to hansti hain kaliyaan hum ruken to ruk jayen rahein hum chalen to chalti hai duniya main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hai ye dharti apna bistar aur gagan hai apni chadar sardi garmi aandhi tufaan apne aage ek barabar main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana itna sa hai mera fasana sabke bigde kaam banana apno se hai yaari apni gairon ko bhi apna jana main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana jaan e bahar yaaron ka yaar yaaro mujhe hooo ooo sabse hai pyaar
jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye mann ka saiyam toota jaaaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye bikhari alken jhuki jhuki palken aanchal mein ye roop chupaaye bikhari alken jhuki jhuki palken aanchal mein ye roop chupaaye aise aaye chhui mui si aise aaye chhui mui si nazar se chhu lun to kumlaaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye kanchan saa tan kaliyon sa mann ang ang amrit chhalkaaye kanchan saa tan kaliyon sa mann ang ang amrit chhalkaaye jaata bachpan aata yovan jaata bachpan aata yovan jaane kaisi pyaas jagaaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye sachh hon apne milan ke sapne sindoori wo raat bhi aaye sachh hon apne milan ke sapne sindoori wo raat bhi aaye tu mere aangan jhoome jaise tu mere aangan jhoome jaise nadiyan saagar mein lehraaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne
jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan hoooo ooo oooo oooo haaye jalta hai badan pyaas bhadki hai pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan ishq se keh do ke le aaye kahin se saawan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan jaane kab raat dhale subho tak kaun jale daur par daur chale aao lag jaao gale aao lag jaao gale kam ho seene ki jalan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan hoooo ooo oooo oooo aaahhh jalta hai badan dekh jal jaayenge hum iss tabsuum ki kasam ab nikal jaayega dum teri baahon mein sanam dil pe haath rakh ke tham jaaye ye dil ki dhadkan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan ishq se keh do ke le aaye kahin se saawan pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan hoooo ooo oooo oooo haaye jalta hai badan jalta hai badan jalta hai badan jalta
kar gaya kanha milan ka wada jamuna kinare khadi hai kabse radha na ab tak aayi milan ki wo raat na ab tak aayi milan ki wo raat yun to piya pardes sidhare nis din barse nain hamare hoo nis din barse nain hamare yun to piya pardes sidhare nis din barse nain hamare yahan daru mahine lagi hai barsaat na ab tak aayi milan ki wo raat shyama re meri bhul bhula de aaja phir jo chaahe saza de hoo aaja phir jo chaahe saza de shyama re meri bhul bhula de aaja phir jo chaahe saza de main ab na karungi thitholi tere saath na ab tak aayi milan ki wo raat kar gaya kanha milan ka wada jamuna kinare khadi hai kab se radha na ab tak aayi milan ki wo raat na ab tak aayi milan ki wo raat
main wohi darpan wohi main wohi darpan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ho o o main wohi darpan wohi ik jaadu ki chhadi tan man pe padi ho oo ik jaadu ki chhadi tan man pe padi main jahan thi reh gayi wohi pe khadi ho oo oo ghar wohi aangan wohi ree mera ghar wohi aangan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ho o o main wohi darpan wohi kahin door papeeha bole piya piya hoo oo kahin door papeeha bole piya piya ud jaane ko bekal hai mora jia hoo oo oo dil wohi dhadkan wohi re mera dil wohi dhadkan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya
o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara jhule mein kaisa tim tim kare maa ke naseebon ka tara hoooo sota hai munna hamara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara chup ho gaya rote rote jaage nahin sote sote rehna kadam roke bhola hai ye nazuk hai ye uppar se hai besahara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara tanha ise chhod kar ke mummy gayi ban savar ke nikali hai yun ghar se jaise ke ye apna nahin dujaa hai koi bechara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara hmmmm hmmm hmm hmmmm hmmmm hmm hmm hmmmmmmm hmm hoti hai mamta deewaani duniya jo kehti kahaani ye uski naadaani maine to aa dekhaa yahaan bilkul hi ulta nazara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara jhule mein kaisa tim tim kare maa ke naseebon ka tara sota hai munna hamara
o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale raaten hain usi ki ye neende usi ki teri zulfen jinn shaanon pe pareshaan sapne wahi tu jin sapnon mein aa ke haal e dil kar jaaye bayaan jeena akele kyun ho ganwaara mujhe neend na aaye aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa reeeee zindagi hai jaam e ishq aao sang sang peeyen aur jhoom jaayen yahaan aise mil jaaye ik duje mein samaayen bhool jaaye ye donon jahaan saat janam se main hoon tumhari mujhe neend na aaye aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya
shyam abhimani o shyam abhimani tum to bhaye mathura ke raaja roti rahi raadha raani o deewani aree deewani raaja hua main logo ka lekin raadha mere mann ki raani aachha ye to batao saanware kaahe chhoda gokul gaon re kaahe hoo jis bansi ke the sab banware wohi kar gaye mann mein ghav re wohi bante ho tum veeron ke bandhu naari ki peeda na jaani meri bansi mein jitne geet hain sab raadha ke mann meet hain sab hoo kab raadha alag hai shyam se wo to jud gayi hai mere naam se wo to chanda mein jyoti sipi mein moti saagar mein jaise ho paani shyama neeti ki baatein chhod do dekho toote dil ko jod do dekho hoo kuchh aisi hi thi majburiyaan jo badh gayi apni dooriyan raadha subah ko bhula sandhya jo laute kehte hain sab us ko gyani shyam abhimani o shyam abhimani raadha reeeeeeeeeeee kahna reeeeeeeeeeee raadha reeeeeeeeeeee kahna reeeeeeeeeeee raadha reeeeeeeeeeee
shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya shyam ka deewana to saara brij dhaam shyam ka deewana to saara brij dhaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye ye usi ke gun gaaye kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye wo usi ke gun
sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata ek tere liye duniya se munh mod ke aa gayi hoon main bandhan sabhi tod ke kya na kiya tere liye saajan tujhe kya pata sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata yug badal gaye dil na badal saka aansuon se bhi kajra na dhal saka aandhiyon mein jal raha diya tere pyaar ka sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata aaa aaa aaa aaa aa aaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa aa re aa bhi ja rasta hi bhool ke khel ja mere gajron ke phool se dulhan to main bani teri ghungta bhi tu hi utha sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata aaaa aaaa aaaa aaaa oooo oooo oooo oooo aaaa aaaa aaaa aaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Agar Aap Na Hote Griha Pravesh (1979) 03:47 16244
 
Poster of Griha Pravesh (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sarika
Duration : 03:47   Song Number : 16244   

Baahon Ke Ghere Mein Nazrana Pyar Ka (1980) 06:00 18534
 
Poster of Nazrana Pyar Ka (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Vijayendra Ghatge, Sarika
Duration : 06:00   Song Number : 18534   

Bachpan Har Ghum Se Geet Gaata Chal (1975) 04:53 36418
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sachin Pilgaokar, Sarika, Madan Puri
Duration : 04:53   Song Number : 36418   

Bam Bam Bhole Baba Bambai Ka Maharaja (1980) 06:13 37451
 
Poster of Bambai Ka Maharaja (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
sarika, Raj Kiran
Duration : 06:13   Song Number : 37451   

Dharti Meri Mata Pita Geet Gaata Chal (1975) 03:07 13271
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika, Others
Duration : 03:07   Song Number : 13271   

Dost Ban Ke Aaye Ho Bin Phere Hum Tere (1979) 05:19 32724
 
Poster of Bin Phere Hum Tere (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Sarika
Duration : 05:19   Song Number : 32724   

Ek Dhoondho Milte Hain Pyara Dushman (1980) 06:22 37593
 
Poster of Pyara Dushman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 06:22   Song Number : 37593   

Geet Gaata Chal Geet Gaata Chal (1975) 04:55 20472
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 04:55   Song Number : 20472   

Gulmohar Gar Tumhara Devta (1978) 03:26 13060
 
Poster of Devta (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 03:26   Song Number : 13060   

Har Janam Mein Hamara Kaagaz Ki Nao (1975) 04:42 37029
 
Poster of Kaagaz Ki Nao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Sarika, Raj Kiran
Duration : 04:42   Song Number : 37029   

Jaan E Bahaar Yaaron Ka Yaar Jaan-E-Bahaar (1979) 05:18 36912
 
Poster of Jaan-E-Bahaar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 05:18   Song Number : 36912   

Jab Jab Tu Mere Saamne Aaye Shyam Tere Kitne Naam (1977) 05:21 16118
 
Poster of Shyam Tere Kitne Naam (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 05:21   Song Number : 16118   

Jalta Hai Badan Razia Sultan (1983) 04:26 14070
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sarika
Duration : 04:26   Song Number : 14070   

Kar Gaya Kanha Milan Geet Gaata Chal (1975) 03:45 13270
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Arati Mukherjee
On Screen Actors- 
Sarika
Duration : 03:45   Song Number : 13270   

Main Wohi Darpan Wohi Geet Gaata Chal (1975) 02:54 32322
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Arati Mukherjee
On Screen Actors- 
Sarika
Duration : 02:54   Song Number : 32322   

O Ri Hawa Dheere Se Chal Shriman Shrimati (1982) 04:53 16479
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sarika, A K Hangal, Rakhi
Duration : 04:53   Song Number : 16479   

O Saathiyaa Re Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:38 18542
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 05:38   Song Number : 18542   

Shyam Abhimani Geet Gaata Chal (1975) 04:54 12352
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 04:54   Song Number : 12352   

Shyam Teri Bansi Pukaare Geet Gaata Chal (1975) 06:25 12353
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:25   Song Number : 12353   

Sunsaan Raaton Mein Sannata (1981) 06:21 38032
 
Poster of Sannata (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sarika
Duration : 06:21   Song Number : 38032   
Karaoke Songs of Sarika, Sad Songs of Sarika, Love Songs of Sarika, Dance Songs of Sarika, Hip-hop songs of Sarika, Best songs of Sarika, Super hit songs of Sarika, hit songs of Sarika, duet songs of Sarika, solo songs of Sarika, old songs of Sarika, famous songs of Sarika, Hindi Karaoke Songs of Sarika, Hindi Sad Songs of Sarika, Hindi Love Songs of Sarika, Hindi Dance Songs of Sarika, Hindi Hip-hop songs of Sarika, best Hindi songs of Sarika, super hit Hindi songs of Sarika, hit Hindi songs of Sarika, duet Hindi songs of Sarika, solo Hindi songs of Sarika, old Hindi songs of Sarika, famous Hindi songs of Sarika, Sing Along Songs of Sarika, Sing Along Sad Songs of Sarika, Sing Along Love Songs of Sarika, Sing Along Dance Songs of Sarika, Sing Along Hip-hop songs of Sarika, Sing Along Best songs of Sarika, Sing Along Super hit songs of Sarika, Sing Along hit songs of Sarika, Sing Along duet songs of Sarika, Sing Along solo songs of Sarika, Sing Along old songs of Sarika, Sing Along famous songs of Sarika