Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJohnny Walker
HomeJohnny Walker
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani karti hai kuchh ishaare mausam ki ye jawaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale guzra hai ek zamaana baahein gale mein daale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya hum ho chuke deewaane apni humen khabar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya dekho ji dekho
dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein koi kahega kya koi sunega kya kisi ke bhi kahe sune se tera waasta hai kya khayaal zulf e yaar kar ye lo khayaal zulf e yaar kar nazar ko beqaraar kar nahin hoti idhar udhar pade kadam tu kar na gham na soch zindagi mein tera raasta hai kya kya dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein ye chaand ki haseen shamma aaj tere haath hai kya baat hai bada haseen saath hai haseen hoon main jawaan hai tu magar bataa kahaan hai tu jahaan hoon main wahaan to zindagi nashe mein choor hai saroor hi saroor hai teri nazar ka noor hai zara qareeb aa mere arre apan bhi majboor hai aur tu bahut hi door hai dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar zindagi tabaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein suraahi jhoomne lage
dil par hua aisa jaadu tabiyat tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se ke haalat haalat badal badal gayi dil par hua aisa jaadu tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se haalat badal badal gayi kal tak humaara na poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha kal tak humaara na poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha usne jo dekha to hasrat nikal gayi sun pyaare sun pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jaadu tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se haalat badal badal gayi aisi hai ulfat ki dillagi ye hamnashin vo ho gayi meri aur use khabar nahin aisi hai ulfat ki dillagi ye hamnashin vo ho gayi meri aur use khabar nahin zaalim mohabbat bhi kya chaal chal gayi sun pyaare sun pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jaadu tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se haalat badal badal gayi milti hai aahat si pyare uske panv ki dil mein chamakti hain bijliyaan adaon
hmm hmm hmm dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge hum bhi haseen hain hum bhi jawaan hain yun to tum jaise laakhon hum pe meharbaan hain hum bhi haseen hain hum bhi jawaan hain yun to tum jaise laakhon hum pe meharbaan hain lekin ye dil matwaala humse na jaaye sambhala kaisa ye jaadu daala tumpe kurbaan hai dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge kheton mein chor pakdun bhejun main seedha thaane santon mein paapi pakdun duniya maane na maane waise to naam mera j b pinto p d f waise to naam mera saara zamaana jaane lekin tujhse o meri baithe hai haar maane baithe hain haar maane hm hmhm dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge peechha na chhodun tera are chaahe sar fute mera hun hun
ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala mere band mein dhol bajaate the shri raj kapoor sach kehta hoon duniya waalo karta nahin guroor baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala asha bhosle aur rafi ke tum sab ho deewaane ab lacche ambaale waali aayi band bajaane baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aayi hoon main baabu roos cheen england are india waalo maje udaalo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala burman shankar jai kishan o p naiyyar naushaad ye sab hain shagird mere jaani inka ustaad baajewaala
diwaali mubaarakho bhai kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala hum to huye dekho than than gopaala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala mar mar ke hum roz mehnat karen are yaaro ko dekho tizori bharen din raat hum to gulaami karein are phokat mein phokat mein ye saand kheti charein dhan pe humaare hai sethon ka taala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala hum khud to khichadi hi khaate rahe are halwa lafange udaate rahe hum muft jhaadu lagaate rahe ganga mein are ganga mein gadhe nahaate rahe daata teri akl ku daata teri akl ku hai kaay jhala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala
main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaja dil ke hotalon mein ghoom le zaraa aaaaa pyaar ki bahaar le ke jhoom le zaraa aaaaa hamko to khilaayiye ji taaza halva sooon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaj is zameen pe to apna raaj hai aahhaaaaa topi isko mat kaho ji sar pe taaj hai ohhooooooooo yuun chamak raha hoon main toh jaise koyi moon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon
aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa ye ho kar rahega ye hona likha hai haay mere muqaddar mein rona likha hai ye ho kar rahega ye hona likha hai haay mere muqaddar mein rona likha hai aaa aaa aaa aaa na mangni mangetar na shaadi na gaana na wasle muhabbat na aankhen ladaanaa na mangni mangetar na shaadi na gaana na wasle muhabbat na aankhen ladaanaa na zulfon mein dil ko parona likha hai haay mere maathe pe rona likha hai aaa aaa aaa aaa haseenon akela hoon mujhko bachaao arre zaalimon khauf maalik ka khaao haseenon akela hoon mujhko bachaao arre zaalimon khauf maalik ka khaao mera dil tumhaara khilauna likha hai haay mere haathon pe rona likha hai aaa aaa aaa aaa koi mera peechhe nahin naam lega koi abba kehke na aawaaz degaa abbaa ae abbaa abbaa koi mera peechhe nahin naam lega koi abba kehke na aawaaz degaa meri nasl ko band hona likha hai haay mere muqaddar mein rona likha hai ye ho kar rahega ye hona likha hai haay mere muqaddar mein rona likha hai aaa aaa aaa aaa
meri jaan meri jaan meri jaan apne aashiq ko sataana kisse seekha hai jo tum par jaan de usko mitaana kisse seekha hai suno ji sunaoo suno ji suno ji peechhe peechhe roz aana kisse seekha hai meri galiyon ke chakkar roz lagaana kisse seekha hai meri jaan hatt meri jaan chal chal meri jaan apne aashiq ko sataana kisse seekha hai jo tum par jaan de usko mitaana kisse seekha hai ek din majnu mila tha mujhko peepal gaon mein haath pakda aur bithaya mujhko thandi chhaanw mein ahaaaa wahhh wahhhh ek din majnu mila tha mujhko peepal gaon mein haath pakda aur bithaya mujhko thandi chhaanw mein bhar ke thandi saans bola yaar ke peechhe raho mom ho jaayega patthar roz jo milte raho tumhaare tumhaare tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana usse seekha hai tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana usse seekha hai suno ji kya suno ji wahh suno ji peechhe peechhe roz aana kisse seekha hai meri galiyon ke chakkar roz lagaana kisse seekha hai ek din laila mili mujhko ameena baad mein
thoda sa dil laga ke dekh pam pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra nainon se muskura ke dekh pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra mera na ban sake agar tara ram pam pam pam apna humein bana ke dekh tara ram pam pam pam thoda sa dil laga ke dekh pam pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra nainon se muskura ke dekh pam pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra mera na ban sake agar tara ram pam pam pam apna humein bana ke dekh tara ram pam pam pam pam ra ra ra ra ra ra tara ratta la la la la la la la laaa dhadkan mein tere liye nagme bahaaron ke hain dhadkan mein tere liye nagme bahaaron ke hain dil ke khazaane saare apne hi pyaaron ke hain dil ke khazaane saare apne hi pyaaron ke hain aa mere dil mein aake dekh pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra nainon se muskura ke dekh pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra mera na ban sake agar tara ram pam pam pam apna humein bana ke dekh tara ram pam pam pam pam ra ra ra ra ra ra tara ratta la la la la la la la laaa hansne ki baaten kar le ghum ke fasaane se
ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet honth tere hain ya kaliyaan ya misri ki do daliyaan honth tere hain ya kaliyaan ya misri ki do daliyaan naak teri hai chaurangi aankhein peras ki galiyaan ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet shirin hai ya heer hai tu husn ki ek tasveer hai tu shirin hai ya heer hai tu husn ki ek tasveer hai tu dekh ke tujhko chain pade shimla ya kashmir hai tu ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet ek chhalakta jaam hai tu ya ke avadh ki shaam hai tu ek chhalakta jaam hai tu ya ke avadh ki shaam hai tu husn tera tauba tauba daal se tapka aam hai tu ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Ji Dekho Mai Baap (1957) 03:10 38708
 
Poster of Mai Baap (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Johnny Walker
Duration : 03:10   Song Number : 38708   

Dekhta Chala Gaya Gateway Of India (1957) 03:30 38712
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Johnny Walker, Madhu Bala
Duration : 03:30   Song Number : 38712   

Dil Par Hua Aisa Jadoo Mr & Mrs 55 (1955) 03:24 39098
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Johnny Walker
Duration : 03:24   Song Number : 39098   

Dil To Kisi Ko Doge Ek Saal (1958) 03:42 19942
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 03:42   Song Number : 19942   

Ghoom Ke Aaya Hoon Main Bandhu Basant (1960) 04:39 40514
 
Poster of Basant (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 04:39   Song Number : 40514   

Kaise Deewaali Manayen Paigham (1959) 02:29 39606
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 02:29   Song Number : 39606   

Main Main Cartoon Mr Cartoon M A (1958) 03:27 40739
 
Poster of Mr Cartoon M A (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Johnny Walker
Duration : 03:27   Song Number : 40739   

Mere Muqaddar Mein Rona (Yeh Ho Kar Rahega) Changez Khan (1957) 03:06 40904
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 03:06   Song Number : 40904   

Meri Jaan Meri Jaan Mere Huzoor (1968) 03:35 40809
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Zeb Rahman, Johnny Walker
Duration : 03:35   Song Number : 40809   

Thoda Sa Dil Laga Ke Dekh Musafir Khana (1955) 03:52 11184
 
Poster of Musafir Khana (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johnny Walker, Shammi
Duration : 03:52   Song Number : 11184   

Yeh Ras Teri Baaton Ka Chocolate Ghar Basake Dekho (1963) 03:41 40643
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 03:41   Song Number : 40643   
Karaoke Songs of johnny walker, Sad Songs of johnny walker, Love Songs of johnny walker, Dance Songs of johnny walker, Hip-hop songs of johnny walker, Best songs of johnny walker, Super hit songs of johnny walker, hit songs of johnny walker, duet songs of johnny walker, solo songs of johnny walker, old songs of johnny walker, famous songs of johnny walker, Hindi Karaoke Songs of johnny walker, Hindi Sad Songs of johnny walker, Hindi Love Songs of johnny walker, Hindi Dance Songs of johnny walker, Hindi Hip-hop songs of johnny walker, best Hindi songs of johnny walker, super hit Hindi songs of johnny walker, hit Hindi songs of johnny walker, duet Hindi songs of johnny walker, solo Hindi songs of johnny walker, old Hindi songs of johnny walker, famous Hindi songs of johnny walker, Sing Along Songs of johnny walker, Sing Along Sad Songs of johnny walker, Sing Along Love Songs of johnny walker, Sing Along Dance Songs of johnny walker, Sing Along Hip-hop songs of johnny walker, Sing Along Best songs of johnny walker, Sing Along Super hit songs of johnny walker, Sing Along hit songs of johnny walker, Sing Along duet songs of johnny walker, Sing Along solo songs of johnny walker, Sing Along old songs of johnny walker, Sing Along famous songs of johnny walker