MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeParikshit Sahni
HomeParikshit Sahni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaj koi nahin apna kise ghum ye sunaayen tadap tadap kar yunhi ghut ghut kar dil karta hai mar jaayen aaaaj koi nahin apna kise ghum ye sunaayen tadap tadap kar yunhi ghut ghut kar dil karta hai mar jaayen aaaaj koi nahin apna kise ghum ye sunaayen sulag sulag kar din pighle din pighle aansuon mein bheegi bheegi raat dhaleeee sulag sulag kar din pighle din pighle aansuon mein bheegi bheegi raat dhaleeee har pal bikhri tanhaayi mein yaadon ki shamma mere dil mein jale tumhin batlaa do humen hum kya jatan karen ye shamma kaise bhujaayen aaaaj koi nahin apna kise ghum ye sunaayen naa humsafar koi naa caarvaan naa caarvaan dhoondhe kahaan tere kadmon ke nishaan naa humsafar koi naa caarvaan naa caarvaan dhoondhe kahaan tere kadmon ke nishaan jab se chhuta saath humara ban gayi saasen bojh yahaan bichhad gaye jo tum kiss liye maange hum phir jeene ki duwaayen aaaaj koi nahin apna kise ghum ye sunaayen tadap tadap kar yunhi ghut ghut kar dil karta hai mar jaayen aaaaj
Ae Mere Hum Kadam
bhola bhandari sai bhola bhandari bhola bhandari sai bhola bhandari shiv bhola shiv bhola shiv bhola bhandari saadhu bhola bhandari sai bhola bhandari shiv bhola bhandari basmaasur ne kari tapasyya var dena tripurari jiske sir par haath laagave bhasm hoye tan saari shiv bhola shiv bhola shiv bhola bhandari saadhu bhola bhandari sai bhola bhandari shiv bhola bhandari shiv ke sir par haath dharan ki mann mein dusht vichaari bhaage phirat chahun dish shankar laga daitaya darr bhaari girjaa roop dhar hari har bole baat asur se pyaari jo mujh ko naach sikhaave ho wo naar tumhaari shiv bhola shiv bhola shiv bhola bhandari saadhu bhola bhandari sai bhola bhandari shiv bhola bhandari naach karat apne sir par dhar bhasam bhayo matti maari brahmaanand de de joyi maange shiv bhakhtan hitkaari shiv bhola shiv bhola shiv bhola bhandari saadhu bhola bhandari sai bhola bhandari shiv bhola bhandari shiv bhola bhandari sai bhola bhandari shiv bhola bhandari sai bhola bhandari shiv
do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan hooooooo do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan ye to apni hi dhun mein gaayen unche unche udate jaayen inn ki masti ko aur bhadaayen saawan ki ye hawaayen manzil ke matwaale dekho chhoone chale aasmaan hooo hooo hooo manzil ke matwaale dekho chhoone chale aasmaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan ik phoolon bhari ho daali aur uss par ho basera kuchh aisa hi meetha meetha hai sapna tera mera ye sapna sach hoga keh rahi dhadkanon ki zabaan hooo hooo hooo ye sapna sach hoga keh rahi dhadkanon ki zabaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan yahaan dil ki nahin koi keemat jo chaahe tod jaaye jab tak naa bane koi rishtaa hum rehte hain
hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe sirf jazbaat hai jazbaaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu inn pareshan sawaalat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal be taalukh si mulaaqat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh aise nadaan khayalaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena
is ishq mohabbat ki kuchh hain ajeeb rasmein is ishq mohabbat ki hmm hmm hmm kuchh hain ajeeb rasmein kabhi jeene ke waade kabhi marne ki kasmein na ye tere bas mein na woh mere bas mein na ye tere bas mein na woh mere bas mein kabhi jeene ke waade kabhi marne ki kasmein is ishq mohabbat ki hmm hmm hmm kuchh hain ajeeb rasmein kabhi intzaar karte barsaat ki raaton mein kabhi raat guzar jaaye baaton hi baaton mein kabhi intzaar karte barsaat ki raaton mein kabhi raat guzar jaaye baaton hi baaton mein ek dard machaltaa hai is dil ki nas nas mein ek dard machaltaa hai is dil ki nas nas mein o kabhi jeene ke waade kabhi marne ki kasmein na ye tere bas mein na woh mere bas mein gar humko juda kar de ek baar jahaan ke sitam har baar janam le kar har baar milenge hum gar humko juda kar de ek baar jahaan ke sitam har baar janam le kar har baar milenge hum yun ahad e wafa kar len aa milkar aapas mein yun ahad e wafa kar len aa milkar aapas mein kabhi jeene ke waade kabhi
jo chahe saza dedo kaisi bhi kasam le lo main aaj apne zulm ka ikraar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo kaisi bhi kasam le lo main aaj apne zulm ka ikraar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo jab se tumhen dekha dil ne tumhe chaha roka bahut maine dil hi nahin maana jab se tumhen dekha dil ne tumhe chaha roka bahut maine dil hi nahin maana majboor hoon jazbaat ka izhaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo tumne to raaz e dil mujhse chhupaya hai lekin in aankhon ne sab kuchh bataaya hai tumne to raaz e dil mujhse chhupaya hai lekin in aankhon ne sab kuchh bataaya hai tumko pareshan isliye har baar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo ye shaam ye sahil aur ye jawan mausam mere kareeb aao ab to meri humdum ye shaam ye sahil aur ye jawan mausam mere kareeb aao ab to meri
jo raah chuni tune are jo raah chuni tune ussi raah pe raahi chalte jaana re ho kitni bhi lambi raaaaat are hooo hoooo ho kitni bhi lambi raat diyaa ban jalte jaana re ussi raah pe raahi chalte jaana re jo raah chuni tune ussi raah pe raahi chalte jaana re kabhi ped ka saaya ped ke kaam naa aayaa ho hoo kabhi ped ka saaya ped ke kaam naa aayaa are sevaa mein sabhi ki usne janam bitaayaa hooo koi kitne hi phal todeeeee are hooo hooo koi kitne hi phal tode usse to hai phlate jaana re ussi raah pe raahi chalte jaana re teri apni kahaani ye darpan bol raha hai hoo hoo teri apni kahaani ye darpan bol raha hai bheegi aankh ka paani haqeeqat khol rahaa hai hooo jiss rang mein dhaaleeee are hooo hoooo jiss rang mein dhaale waqt musaafir dhalte jaana re ussi raah pe raahi chalte jaana re jeevan ke safar mein aise bhi mod hai aate hoo hoo jeevan ke safar mein aise bhi mod hai aate jahaan chal dete hain apne bhi tod ke naate kahin dheeraj chhoot na jaaye are hoooo hoooo kahin
mile na phool to kaanton se dosti kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega khuda taraash liya khuda taraash liya aur bandagi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya zuban khuli bhi na thi zuban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li mile na phool wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wohi kahenge kabhi wohi kahenge kabhi hum ne khudkushi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool
moti jaisa rang ang mein moti jaisa rang ang mein ras ka saagar lehraaye tere roop ki aanch lage to pathar dil bhi pighal jaaye moti jaisa rang ang mein nainon mein hai tere jaise kirnon ka basera nainon mein hai tere jaise kirnon ka basera nikhra tera yauwan jaise bikhra ho savera sooraj tere darshan ko sooraj tere darshan ko har din aaye jaaye moti jaisa rang ang mein ras ka saagar lehraaye tere roop ki aanch lage to pathar dil bhi pighal jaaye moti jaisa rang ang mein hoga wo bhi sundar jispe hogi teri chhaya hoga wo bhi sundar jispe hogi teri chhaya hoga wo bhi mohit jisne tujhko hai banaaya jeevan kar de roshan jeevan kar de roshan tu jo muskuraaye moti jaisa rang ang mein ras ka saagar lehraaye tere roop ki aanch lage to pathar dil bhi pighal jaaye moti jaisa rang ang mein
naav kagaz ki gehra hai paani zindagi ki yahi hai kahani phir bhi har haal mein muskura ke duniya daari padegi nibhaani naav kagaz ki gehra hai paani zindagi ki yahi hai kahani phir bhi har haal mein muskura ke duniya daari padegi nibhaani naav kagaz ki gehra hai paani ik nadi ki rawaani hai ye mauj hai aani jaani hai ye haan ik nadi ki rawaani hai ye mauj hai aani jaani hai ye koi doobe koi tair le ek dariya toofaani hai yeee nahin patwar na hi kinara par kashti ye kaise lagani phir bhi har haal mein muskura ke duniya daari padegi nibhani naav kagaz ki gehra hai paani chand lamhon ka ye khel hai aag paani ka ye mel hai hoooo chand lamhon ka ye khel hai aag paani ka ye mel hai umar bhar ke liye ye jahaan khubsurat si ek jail hai jaan kar bhi hai anjan saare aur kya hogi bolo nadani phir bhi har haal mein muskura ke duniya daari padegi nibhani naav kagaz ki gehra hai paani pyaar ke bin gujaara nahin aur koi sahara nahin hooo pyaar ke bin gujaara nahin aur koi sahara
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Koi Nahin Apna Agni Pareeksha (1981) 05:18 12624
 
Poster of Agni Pareeksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rameshwari, Parikshit Sahni
Duration : 05:18   Song Number : 12624   

Ae Mere Humkadam Humkadam (1980) 04:47 37617
 
Poster of Humkadam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakhi, Parikshit Sahni
Duration : 04:47   Song Number : 37617   

Bhola Bhandari Shirdi Ke Sai Baba (1977) 03:57 18515
 
Poster of Shirdi Ke Sai Baba (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anup Jalota
Music Director- 
Pandurang Dixit
Duration : 03:57   Song Number : 18515   

Do Panchhi Do Tinke Tapasya (1975) 05:01 14320
 
Poster of Tapasya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rakhi, Parikshit Sahni, Asrani
Duration : 05:01   Song Number : 14320   

Hum Mein Hai Kya Nawab Sahib (1978) 04:44 32123
 
Poster of Nawab Sahib (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Duration : 04:44   Song Number : 32123   

Is Ishq Mohabbat Ki Zulm Ki Pukar (1979) 05:51 37700
 
Poster of Zulm Ki Pukar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni, Ranjeeta
Duration : 05:51   Song Number : 37700   

Jo Chahe Saza Dede (Main Tumse Pyaar Karta Hoon) Vandana (1975) 04:10 36844
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni, Sadana
Duration : 04:10   Song Number : 36844   

Jo Raah Chuni Tune Tapasya (1975) 06:12 14319
 
Poster of Tapasya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakhi, Parikshit Sahni, Asrani
Duration : 06:12   Song Number : 14319   

Mile Na Phool Anokhi Raat (1968) 03:25 12713
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Raag- 
Yaman
Duration : 03:25   Song Number : 12713   

Moti Jaisa Rang Ang Aansoo Aur Muskan (1970) 04:07 12577
 
Poster of Aansoo Aur Muskan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Hema Malini, Parikshit Sahni
Duration : 04:07   Song Number : 12577   

Naav Kagaz Ki Gehra Hai Paani (Happy) Duniyadari (1977) 06:38 32502
 
Poster of Duniyadari (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Vishveshwar Sharma
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Parikshit Sahni
Duration : 06:38   Song Number : 32502   
Karaoke Songs of parikshit sahni, Sad Songs of parikshit sahni, Love Songs of parikshit sahni, Dance Songs of parikshit sahni, Hip-hop songs of parikshit sahni, Best songs of parikshit sahni, Super hit songs of parikshit sahni, hit songs of parikshit sahni, duet songs of parikshit sahni, solo songs of parikshit sahni, old songs of parikshit sahni, famous songs of parikshit sahni, Hindi Karaoke Songs of parikshit sahni, Hindi Sad Songs of parikshit sahni, Hindi Love Songs of parikshit sahni, Hindi Dance Songs of parikshit sahni, Hindi Hip-hop songs of parikshit sahni, best Hindi songs of parikshit sahni, super hit Hindi songs of parikshit sahni, hit Hindi songs of parikshit sahni, duet Hindi songs of parikshit sahni, solo Hindi songs of parikshit sahni, old Hindi songs of parikshit sahni, famous Hindi songs of parikshit sahni, Sing Along Songs of parikshit sahni, Sing Along Sad Songs of parikshit sahni, Sing Along Love Songs of parikshit sahni, Sing Along Dance Songs of parikshit sahni, Sing Along Hip-hop songs of parikshit sahni, Sing Along Best songs of parikshit sahni, Sing Along Super hit songs of parikshit sahni, Sing Along hit songs of parikshit sahni, Sing Along duet songs of parikshit sahni, Sing Along solo songs of parikshit sahni, Sing Along old songs of parikshit sahni, Sing Along famous songs of parikshit sahni