Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharaabi (1984)
HomeSharaabi (1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meenaaaa are meenaaaa aa gaya tera deewana bata bata are kahaan hai tera thikana hum bande hai pyaar ke maange sab ki khair haaaan apni sab se dosti nahin kisi se bair ho de de pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de duniyaan waale kuchh bhi samjhe hum hain prem deewane jahaan bhi jaayen tujhe pukare gaa ke prem taraane de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are aane ko to roz hain aate sooraj chaand sitaare haaaa phir bhi andheri hai ye duniyaa tu hi raah dikha re prem pyaar sukh chain ki barkha teri nazar se barse ye dukh dard ki aag bhujhe koi dil na pyaasa tarse de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are yahaan dilon ke beech khadi jo wo deewaar gira de haan dil mein soyi soyi aisi pyaar ki jyot jaga de pyaar ho dil mein to lagti hai saari duniyaan pyaari hum saari
lala lauuu lala lauuu lala lala lala lala lala lala lala lala hmmm hmmm hmmm intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hmmmm baat jo hai uss mein baat woh yahaan kahin nahin kissi mein woh hai meri bas hai meri shor hai yahi gali gali mein saath saath woh hai mere ghum mein mere dil ki har khushi mein zindagi mein woh nahin toh kuchh nahin hai meri zindagi mein bujh na jaaye yeh shamma aitbaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hooooo mere sajna lo main aa gayi hooooo mere sajna lo main aa gayi logon ne to diye honge bade bade nazraane layi hoon main tere liye dil mera dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa mera hai mera hi rahe dil tera yeh
jahan chaar yaar jahan chaar yaar mil jaayen wahin raat ho gulzaar jahan chaar yaar jahan chaar yaar mil jaayen wahin raat ho gulzaar jahan chaar yaar mehfil rangeen jame mehfil rangeen jame daur chale dhoom mache mast mast nazar dekhe naye chamatkar jahan chaar yaar jahan chaar yaar mil jaayen wahin raat ho gulzaar jahan chaar yaar one o clock in my house there was a cat there was a mouse khel rahe the danda gilli chooha aage peechhe billi choohe ko pad gaye jaan ke laale bola mujhko koi bachale chooha aage pichhe billi pichhe billi chooha aage chooha aage pichhe billi pichhe billi chooha aage chooha aage pichhe billi pichhe billi chooha aage band jharokha band thi khidki bigdi huyi thi haalat uski mere paas tha bhara gilass pee gaya chooha saari whisky kadak ke bola kahan hai billi dum daba ke billi bhaagi choohe ki phuti kismat jaagi dum daba ke billi bhaagi choohe ki phuti kismat jaagi dum daba ke billi bhaagi choohe ki phuti kismat jaagi aaaaa khel risky tha
hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm dere naa aaaa log kehte hain main sharabi hoon log kehte hain main sharabi hoon tumne bhi shayad yehi soch liya haaan log kehte hain main sharabi hoon kisipe husn ka gurur jawaani ka nasha kisi ke dil pe mohabbat ki ravaani ka nasha kisiko dekh ke sanson se ubharta hai nasha bina piye bhi kahin had se guzarta hai nasha nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara kise hai hosh mere saamne to lao zara nasha hai sab pe magar rang nashe ka hai juda khili khili huyi subah pe hai shabnam ka nasha hawa pe khushbu ka badal pe hai rimjhim ka nasha kahin suroor hai khushiyon ka kahin ghum ka nasha nasha sharaab mein hota to nachati botal maikade jhoomte paimanon mein hoti hulchal nasha sharaab mein hota to nachti botal nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara log kehte hain main sharabi hoon thodi aankhon se pila de re sajni deewani thodi aankhon se pila de re sajni deewani tujhe main tujhe main tujhe
hmm hmm hmm manzilon pe aa ke lootte hain dilon ke caarvaan kashtiyaan saahil pe aksar doobti hain pyaar ki manzilein apni jagah hain raaste apni jagah manzilein apni jagah hain raaste apni jagah jab kadam hi saath na de to musaafir kya kare yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera badh ke koi haath na de dil bhala phir kya kare manzilein apni jagah hain raaste apni jagah doobne waale ko tinke ka sahaara hi bahut dil behal jaaye fakat itna ishaara hi bahut itne par bhi aasmaan waala gira de bijliyan koi batla de zara ye doobta phir kya kare manzilein apni jagah hain raaste apni jagah pyaar karna jurm hai to jurm humse ho gaya kaabil e maafi huaa karte nahin aise gunhaa tang dil hai ye jahaan aur sang dil mera sanam kya kare josh e junu aur honsala phir kya kare manzilein apni jagah hain raaste apni jagah jab kadam hi saath na de to musaafir kya kare yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera badh ke koi
ang ang tera rang racha ke aisa karoon singaar jab jab jhanjhar jhankaun main khanke mann ke taar mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane maate pe jhumar kaanon mein jhumka paanv mein paayaliyaa haathon mein hooo kangna mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane tujhe main tujhe main tujhe gale se laga loongi o saiyaan deewane mujhe angiyaa sila de re o saiyaan deewane tujhe main tujhe main tujhe seene se laga loongi o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane salma sitaaron ki jhilmil chunariyaa aaun pehan ke to phisle nazariyaa mujhko sajaa de balmaa sajaa de mujhko sajaa de balmaa kori kunwaari ye kamsin umariyaa tere liye naache sajj ke sawariyaa laali mangaa de sajnaa suraj se laali mangaa de sajnaa tujhe main tujhe main tujhe honthon se laga loongi o saiyaan deewane tujhe honthon se laga loongi o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane main to saari umariyaa lootaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

De De Pyaar De Sharaabi (1984) 05:46 20316
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:46   Song Number : 20316   

Intaha Ho Gayi Intezaar Ki Sharaabi (1984) 08:49 20586
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Raag- 
Madhukauns
Duration : 08:49   Song Number : 20586   

Jahan Chaar Yaar Mil Jaayen Sharaabi (1984) 06:26 20637
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan, Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:26   Song Number : 20637   

Log Kehte Hain Main Sharabi Hoon Sharaabi (1984) 05:15 37001
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan, Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Amitabh Bachchan
Duration : 05:15   Song Number : 37001   

Manzilein Apni Jagah Sharaabi (1984) 05:42 20889
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:42   Song Number : 20889   

Mujhe Naulakha Manga De Re Sharaabi (1984) 11:00 14231
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan, Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Duration : 11:00   Song Number : 14231