Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMehdi Hassan
HomeMehdi Hassan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee kuchh iss tarah se jiye zindagi basar naa huyi tumhare baad kisi raat ki sehar naa huyi sehar nazar se mile zulf le ke shaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee khud apne ghar mein wo mehmaan ban ke aaye hain sitam to dekhiye anjaan ban ke aaye hain humare dil ki tadap aaj kuchh to kaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee wo hi hai saaz wohi geet hai wohi manzar har ek cheez wohi hai nahin ho tum wo magar ussi tarah se nighaahen uthe salaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee
kya toota hai andar andar kya toota hai andar andar aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kya toota hai andar andar chehra kyun kumlaaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai rang birangi iss mehfil mein rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho bhool bhi jaao paagal logon bhool bhi jaao paagal logon kya khoya kya paaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai kya toota hai andar andar sher kahaan hain khoon hai dil ka sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai dil ke zakhm dikha kar humne dil ke zakhm dikha kar humne mehfil ko garmaaya hai kya toota hai
main hosh mein tha to phir uspe mar gaya kaise main hosh mein tha to phir uspe mar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein tha kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna kuchh us ke dil mein lagawat zaroor thi warna wo mera haath wo mera haath wo mera haath wo mera haath daba kar guzar gaya kaise wo mera haath daba kar guzar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein thaa zaroor us ki tawajo zaroor us ki tawajo ki rehbari hoge nashe mein tha nashe mein tha nashe mein tha nashe mein tha to main apne hi ghar gaya kaise nashe mein tha to main apne hi ghar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya kaise main hosh mein thaa jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil jise bhulaaye kayi saal ho gaye kaamil main aaj uski hooo main aaj uski gali se guzar gaya kaise main aaj uski gali se guzar gaya kaise ye zehar mere lahoo mein utar gaya
aaaaaa aaaa aaaaaa ga ma pa dha aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa pa ni dha ma ga ma pa ga ma re sa sa re sa re ga ma pa dha pa dha ma pa ga ga ma pa ma ga sa ga ma dha ga ma sa sa ni dha pa dha ma ma ga ga ma pa dha dha ma ma pa ga ma pa dha ni dha ma pa dha ni dha ma pa dha ni sa re sa sa re sa re sa re ni sa sa re ni sa ni sa ni sa ni sa re sa ni sa sa re ga ma sa sa re ga pa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa ooooo oooo ooooooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa pa ga ma pa ga ma re sa re re ga ma sa sa re ga ma pa dha ma ga re sa re ga ma pa dha ma re ni aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaa main khayaal hoon main khayaal hoon main khayaaaaaal hoon main khayaal hoon kisi auuuur ka main khayaal main khayaal hoon kisi auuuuur ka auuuur kaaa main khayaaaal hoon main khayaal hoon khayaaaaaal hooon main khayaal hoon main khayaal hoon kisi auuur ka main khayaal hoon main khayaal hoon kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai main khayaal hoon
aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa muhabbat muhabbat karne waale kam na honge muhabbat karne waale kam na honge teri mehfil mein lekin hum na honge teri mehfil mein lekin teri mehfil mein lekin hum na honge muhabbat karne waale kam na honge zamaane bhar ke ghummmmmmm zamaane bhar ke ghum haaaaaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum aaaaaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum aaaaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum aaaaaaaaaa zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum yaa ik teraaaaaaaaaaaa ghum aaaaaaa zamaane bhar ke ghummmmmmmm zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum zamaane bhar ke ghum yaa ik tera ghum ye ghum hoga to kitne ghum na honge ye ghum hoga to kitne ghum na honge teri
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa sheetal chanda agni ban gaye kaante ban gaye phool pyaar na karna tu kisi se pyaar hai mann ki bhool mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhoola na sakoge na jaane mujhe kyun yakin ho chala hai na jaane mujhe kyun yakin ho chala hai mere pyaar ko tum mita na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhoola na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo tadpata mujhe har traf paaoge tum shamma jo jalaaoge meri wafaa mein shamma jo jalaaoge meri wafaa mein bujhana bhi chaahon bujha na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aayaa jo mera to bechain ho ke dil tham loge to bechain ho ke dil tham loge tab bechain ho ke dil tham loge kabhi naam baaton mein
mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge na jaane mujhe kyun yakeen ho chala hai mere pyaar ko tum mitaa na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon tadapta mujhe har taraf paaoge tum shamma jo jalaayi hai meri wafaa ne bhujha na bhi chaaho bhujhaa na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aaya jo mera to bechain ho ho ke dil tham loge to bechain ho ho ke dil tham loge nighaahon mein chhayega ghum ka andhera kisi ne jo poochha sabab aansuon ka batana bhi chaahon bata na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se
nawazish karam shukriya mehrbaani nawazish karam shukriya mehrbaani mujhe baksh di aapne zindgaani nawazish karam shukriya mehrbaani jawani ki jalti huyi dopeher mein ye zulfon ke saaye ghanere ghanere ajab dhoop chhaon ka aalam hai taari mehkta ujala chamkte andhere zameen ki fiza ho gayi aasmani nawazish karam shukriya mehrbaani labon ki ye kaliyan khili adh khili si ye makhmoor aankhein gulaabi gulaabi badan ka ye kundan sunhara sunhara ye kad hai ke chhuti huyi mahtaabi humesha salamat rahe ye jawaani nawazish karam shukriya mehrbaani mujhe baksh di aapne zindgaani nawazish karam shukriya mehrbaani
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye jiss tarah chaand utar aaya ho paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat warna kuchh baat nahin thi mere afsaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein
pyaar bhare do sharmeele nain jinse milaa mere dil ko chain koi jaane naa kyun mujh se sharmaaye kaise mujhe tadpaaye pyaar bhare do sharmeele nain dil ye kahe geet main tere gaaun tu hi sune aur main gaata jaaun tu jo rahe saath mere duniyaa ko thukraaun tera dil bahlaaun pyaar bhare do sharmeele nain darr hai mujhe tujhse bichhad na jaaun kho ke tujhe milne ki raah na paaun aisa na ho jab bhi tera naam labon par laaun main aansoon ban jaaun jinse milaa mere dil ko chain koi jaane naa kyun mujh se sharmaaye kaise mujhe tadpaaye pyaar bhare do sharmeele nain
rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaanaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye din ba din badhati gayin is husn ki raanaaiyaan din ba din badhati gayin is husn ki raanaaiyaan ehle gul phir gulbadan phir gulbadaanaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye aap to nazdeek se nazdeektar aate gaye aap to nazdeek se nazdeektar aate gaye pehle dil phir dilrubaa phir dil ke mehmaan ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye pyaar jab had se badha saare takalluf mit gaye pyaar jab had se badha saare takalluf mit gaye aap se phir tum hue phir tu ka unvaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaanaa ho gaye rafta rafta wo meri hasti ka saamaan ho gaye
rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gayi rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gayi rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye din be din badhti gayin din be din badhti gayin iss husn ki raaniyan din be din badhti gayin iss husn ki raaniyan pehle gul phir gul badan pehle gul phir gul badan phir gul badamaan ho gaye rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye aap to nazdeek se nazdeek tar aate gaye aap to nazdeek se nazdeek tar aate gaye pehle dil phir dilruba pehle dil phir dilruba phir dil ki mahima ho gayi rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gaye rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gaye pyaar jab had se badha pyaar jab had se badha saare taqaloof mit gaye pyaar
ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to rasmo rahe duniyaa hi nibhaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi kis kis ko batayenge judai ka sabab hum kis kis ko batayenge judai ka sabab hum tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi
saamne aa ke tujhko pukaara nahin saamne aa ke tujhko pukaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin zakhm seene ke tujhse chhupaaunga main zakhm seene ke tujhse chhupaaunga main pyaar ka naam lab par naa laaunga main haar kar bhi ye baazi main haara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin shukriyaa tumne jo dard mujhko diya shukriyaa tumne jo dard mujhko diya khush raho phir bhi deta hoon tumko duaa koi shikwaa jabaan par tumhaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin mujhse logon ne poochhee kahaani teri mujhse logon ne poochhee kahaani teri kya dikhaaun main unko nishaani teri tere chehre se pardaa utaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin saamne aa ke tujhko pukaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin
aaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaa shola tha jal bujha hoonnnnnnnnnnn shola tha shola tha jal bujha hoon hawaayen mujhe naa do shola tha shola tha jal bujha hoon hawaayen mujhe naa do main kab ka jaa chuka hoon sadaayen mujhe naa do shola tha jal bujha hoon hawaayen mujhe naa do shola tha jal bujha hoon hawaayen mujhe naa do main kab ka jaa chuka hoon sadaayen mujhe naa do shola tha jal bujha hoon jo zehar peeeee chuka hoonnnnnn jo zehar peeeee chuka hoon tumhin ne mujhe diya jo zehar pee chuka hoon pee chuka hoon pee chuka hoon peeeeeeeeeeeee chuka hoon jo zehar pee chuka hoon jo zehar peeeeeeee chuka hoon peeeee chukaaaaa hooon
tere bheege badan ki khushboo se tere bheege badan ki khushboo se lehren bhi huyi mastaani si teri zulf ko chhoo kar aaj huyi khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye roop ka kundan dehka hua hmm hmm hmm hmm ye roop ka kundan dehka hua ye jism ka chandan mehka hua mehka hua hmm hmm hmm hmm ilzaam na dena phir mujhko ilzaam na dena phir mujhko ho jaaye agar naadani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm bikhraa hua kaajal aankhon mein hmm hmm hmm hmm bikhraa hua kaajal aankhon mein toofan ki hulchal saanson mein saanson mein hmm hmm hmm hmm ye narm labon ki khamoshi ye narm labon ki khamoshi palkon mein chhupi hairaani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tere bheege badan ki khushboo se lehren bhi huyi mastaani si teri zulf ko chhoo kar aaj huyi khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga mere baare mein bade gaur se socha hoga usne jab meri taraf subho ko jisne sajayi hai hansi honthon par subho ko jisne sajayi hai hansi honthon par raat bhar usko kisi ranj ne sataya hoga raat bhar usko kisi ranj ne sataya hoga usne jab meri taraf kar ke wada bhi agar aap nahin aayenge kar ke wada bhi agar aap nahin aayenge naam badnaam zamaane mein wafa ka hoga naam badnaam zamaane mein wafa ka hoga usne jab meri taraf hans ke hum baat jo kar lete hain unse khursheed hans ke hum baat jo kar lete hain unse khursheed haal apna wo samjh lete hain achcha hoga haal apna wo samjh lete hain achcha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga mere baare mein bade gaur se socha hoga usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga usne jab meri taraf
aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ik roshni andhere mein bikhra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein wo haadsa wo pehli mulaaqat kya kahun kitni ajab thi soorat e haalaat kya kahun wo qehar wo kazad wo zafaa mujhko yaad hai wo uss ki berukhi ki adaa mujhko yaad hai mitta nahin hai zehan se yun chhaa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi phir apne hi haseen khayaalon mein kho gayi bechargi pe meri use reham aa gaya shayad mere tadapne ka andaaz bhaa gaya saanson se bhi kareeb mere aa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye benaam aarzoo ki lazzat naa poochhiye ik
aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa zindagi mein to sabhi zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain main to marr kar bhi meri jaan tujhe chaahunga zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko ye meri umr mohabbat ke liye thodi hai ik zara saa ghum e taara ka haq hai jis par maine wo saaaaannnns bhi tere liye rakh chhodi hai tujhpe ho jaaunga qurbaan tujhe chaahunga main to marr kar bhi meri jaan tujhe chaahunga zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain apne jazbaat nagmaat rachaane ke liye apne jazbaat nagmaat rachaane ke liye maine dhadkan ki tarah dil mein basaya hai tujhe main tassavvur bhi judaayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khuda Kare Ki Muhabbat Mein Mehdi Hassan 04:27 15966
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:27   Song Number : 15966   

Kya Toota Hai Andar Andar Mehdi Hassan 05:37 16697
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:37   Song Number : 16697   

Main Hosh Mein Tha Mehdi Hassan 07:09 18825
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:09   Song Number : 18825   

Main Khayaal Hoon Mehdi Hassan 20:22 10667
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 20:22   Song Number : 10667   

Muhabbat Karne Waale Mehdi Hassan 14:11 18869
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 14:11   Song Number : 18869   

Mujhe Tum Nazar Se (Live Version) Mehdi Hassan 06:15 18834
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:15   Song Number : 18834   

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Mehdi Hassan 03:42 15981
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:42   Song Number : 15981   

Nawazish Karam Shukriya Mehdi Hassan 03:11 32249
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:11   Song Number : 32249   

Phool Hi Phool Khil Uthe Mehdi Hassan 04:40 15982
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:40   Song Number : 15982   

Pyaar Bhare Do Sharmeele Nain Mehdi Hassan 03:40 10684
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:40   Song Number : 10684   

Rafta Rafta Wo Meri Mehdi Hassan 03:39 11294
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 11294   

Rafta Rafta Woh Meri Mehdi Hassan 04:40 18577
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:40   Song Number : 18577   

Ranjish Hi Sahi Mehdi Hassan 03:50 11760
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 11760   

Saamne Aa Ke Tujhko Pukaara Nahin Mehdi Hassan 03:23 11427
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 11427   

Shola Tha Jal Bujha Hoon Mehdi Hassan 11:58 18295
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 11:58   Song Number : 18295   

Tere Bheege Badan Ki Khushboo Mehdi Hassan 04:20 31546
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:20   Song Number : 31546   

Usne Jab Meri Taraf Pyaar Se Dekha Hoga Mehdi Hassan 07:01 18822
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:01   Song Number : 18822   

Yun Zindagi Ki Raah Mein Mehdi Hassan 05:45 18429
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:45   Song Number : 18429   

Zindagi Mein To Sabhi (Live) Mehdi Hassan 07:17 18826
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:17   Song Number : 18826