Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohd Rafi
HomeMohd Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam jab tak tera bhajan na gavun man panchi atulaaye jab tak tera bhajan na gavun man panchi atulaaye us din jag mein dhoop na nikale us din raat na aaye mera jeevan teri pooja aur na mujh ko soojhe dooja koi kaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam tere rang ke aage lagata rang jagath ka phika tere rang ke aage lagata rang jagath ka phika aur na kuchh sunta hun jab tu chhede sur bansi kaa ho jaata hai man brindaavan tere do charanon mein mohan mera dhaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam
meri muhabbat qabool kar lo meri muhabbat qabool kar lo gareeb shayar ke aansuon ka haqeer tohfa kabool kar lo meri muhabbat meri muhabbat mein saadgi hai meri muhabbat mein azadi hai meri muhabbat mein shayri hai ye shayri bhi to aapki hai meri muhabbat qubool kar lo haay meri muhabbat hai chaand jaise jo shab mein kirnen luta raha ho meri muhabbat hai phool jaisi jo har ghadi muskura raha ho meri muhabbat mujhe to kuchh iska ghum nahin hai ke mere duniyaan mein ghum hi ghum hai meri muhabbat chakor jaisi ki jispe jitna ho naaz kam hai meri muhabbat qubool kar lo gareeb shayar ke aansuon ka haqeer tohfa kabool kar lo
mittar pyaare nu mittar pyaare nu haal muridaan da kehnaa mittar pyaare nu tud bin rog rajaaiyaan da odhan tud bin rog rajaaiyaan da odhan naag nivaasan de rehnaa naag nivaasan de rehnaa mittar pyaare nu haal muridaan da kehnaa mittar pyaare nu sul suraahi khanjar pyaala bing kasaiyaan da sehnaa bing kasaiyaan da sehnaa mittar pyaare nu haal muridaan da kehnaa mittar pyaare nu yaa raden da sanu sathar changa yaa raden da sanu sathar changa path khedeyaan da rehnaa path khedeyaan da rehnaa mittar pyaare nu haal muridaan da kehnaa mittar pyaare nu mittar pyaare nu
more shyam more shyam pal pal more mukh se nikle nisdin tero naam more shyam more shyam tere charan ki main hoon daasi le jo aanchal thaam bhatak na jaaye jeevan asha ghir aayi hai shaam more shyam more shyam darsh ki baati ab to jala do dhoondh phiri nand gaon man ki muraliyaa jo sur khoje jinme base ghanshyam more shyam more shyam ho na saki main radha teri phir bhi pujaran hoon main hansi udaye brij ke vasi preet huyi badnaam more shyam more shyam pal pal more mukh se nikle nisdin tero naam more shyam more shyam
muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye josh e kada se bazm charagaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko maange hain phir kisiko lab e baam par hawas maange hain phir kisiko lab e baam par hawas julf e siyaah rukh pe pareshan kiye huye julf e siyaah rukh pe ik na bahaar e naaz ko taake hai phir nigaah chehra farooge mashe gulistaan kiye huye chehra farooge mashe jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din baithe rahen tassavvure jaana kiye huye baithe rahen tassavvure gaalib humein na chhed ke phir josh e ashq se baithe hain hum tahaiya e toofaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye
tara tutte ta raat di ik te zakham jeya lagg jaaye phull tutte taa ro ro titli koonj waang kur laaye koonj waang kur laaye sheesha tutteya tad tad bole patthar tutte agg laye eh dil chandra jad vi tutda ehde tuteyaan vaaj na aaye ehde tuteyaan vaaj na aaye oh mereya malika eh ki khel rachaya oh mere pit palka ki jana teri maya eh ki khel rachaya oh mereya malikaa mitti de kayi bhave gadhke pehlan tun insaan banaye mitti jai phir dil di de ke lakkhan hi armaan banaye kaljug de insaan de hundiyaan kaannu sheeshe kaan banaye tere ehna insaana ne eee tere ehna insaana ne ki ki roop vataya haay oh mereya malika eh ki khel rachaya eh ki khel rachaya oh mereya malikaa sukh taan aaunde hauli hauli dukh kyun aaunda e nasda nasda ronda ronda aawe banda kyun nai janda hasda hasda pyaara pareya dil kyun rab ji ujad janda ee wassda wassda ehdar khoone odar khaiyaan ehdar khoone odar khaiyaan raahi hai ghabraya oh mereya malika eh ki khel rachaya oh mere pit palka ki jana teri
oi dur diganta paare oi dur diganta paare jetha akash mati te kanakani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare akash anek range rangano mati te fuler mela sajano akash anek range rangano mati te fuler mela sajano tai to emon kore rupe ar rase aaj bhore achhe bhore achhe bhubano khani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare anek kathar majhe hoyni bala ekti katha tumio jaano ar amio jaani keno e nirabata keno e nirabata jiban duiti sure bharano alote chhayay maya jarano jiban duiti sure bharano alote chhayay maya jarano emni kurei tumi amar hoyecho bole tarei bhaggo bole maani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare jetha akash mati te kanakani tomar amar shudhu emni korei janajani oi dur diganta paare oi dur diganta paare oi dur diganta paare
paagal chanda mere mann ki aag mein saari raat jale pyaar ke path parr raat raat bharr yehi akela saath chale paagal chanda mere mann par kya beetenge dard koi bhi jaane na antar mann mein palki pida aur koi pehchaane na chaand ne dekha hai hum kaise iss jeevan mein kaise chhale paagal chanda sab kahte hain jeevan ka dukh bat jata keh dene se chaand se sikha dard khushi mein dhal jaata kehlene de aansoon moti ban jaate hain jis din dhuk ki raat dhale paagal chanda mere mann ki aag mein saari raat jale paagal chanda
paaaaun padun tore shyaam brij mein laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam brij mein laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam sooni kadam ki thandi chhaniyaan khoje dhun bansi ki vyaakul ho ke brij naa dubon den lehren jamuna ji kiiiii laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam dhoodh dahi se bhari matakiyaa tode kaun muraari ansunwan jal se bhare gagariyaa panghat pe panihaari laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam bilakh rahi hai maat jashoda nand ji dukh mein khoye kuchh to soch are nirmohi brij ka kan kan roye laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam
poochh na mujh se dil ke fasaane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane woh din jab hum unse mile the dil ke naazuk phool khile the masti aankhein choom rahi thi saari duniya jhoom rahi thi do dil the woh bhi deewane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane woh din jab hum door huye the dil ke sheeshe choor huye the aayi khizaan rangeen chaman mein aag lagi jab dil ke ban mein aaya na koi aag bujhane ishq ki baatein ishq hi jaane poochh na mujh se dil ke fasaane
main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai
samay ka khel nirala re bhai samay ka khel nirala samay ka khel nirala re bhai samay ka khel nirala samay ke aage jhukna pade chahe ho wo bada bal wala re bhai samay ka khel nirala re bhai samay ka khel nirala mahabharat ka veer shiromani krishn sakha tha mahan looti dawarka kabaone wahi arjun wahi baan guru vashist ne rajtilak ka sunder mahurat nikala par ram chale vanvasi ho kar vidhi ne sankat dala samay ke pher mein aaye sabhi prabhu ram or murliwala re bhai samay ka khel nirala re bhai samay ka khel nirala samay ke aage jhukna pade chahe ho wo bada bal wala re bhai samay ka khel nirala re bhai samay ka khel nirala bhasmasur ki dekh tapasya shambhu ne var de dala shiv ki shakti shiv ke hi peechhe bhage damru wala aise samay mein vishnu ji ne mohani roop banaya bhasmasur ko chhaliya ne chhal se apne sang nachaya papi hua bhasm apne hi haathon shiv ka hua bol bala re bhai samay ka khel nirala re bhai samay ka khel nirala samay ke aage jhukna pade chahe ho wo bada
aa aa ooo oo shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla kaise tasveer ke parde mein bhi uriyaan nikla haaaan zakhm ne daad na di tangi e dil ki yaarab teer bhi seena e bismil se par afshaa nikla shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla haaaan boo e gul naala e dil dood e chiraag e mehfil jo teri bazm se nikla so parishaan nikla jo teri bazm se nikla so parishaan nikla aa aa aa dil mein phir giriya ne ik shor uthaaya gaalib aa aa aa aa aa aa aah jo katra aah jo katra na nikla tha so tufaa nikla shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla
shodhisi manava rauli mandiri megh he datati kothuni ambari soor yeti kase vajate bansari romromi phulen teerth he bhuvari door indrayani door ti pandhari shodhisi manava rauli mandiri gandh ka hansato pakali saruni vahate nirjhari premsanjeevani bhovatali tula sad ghali kuni khun ghe januni roop he ishwari shodhisi manava rauli mandiri bhetato dev ka pujani archani punya ka labhate dandharmantuni shodh re divyata aapulya jeevani aandhala khel ha khelashi kuthvari shodhisi manava rauli mandiri nandato dev ha aapulya antari shodhisi manava rauli mandiri
shyaam se neha lagaaye raadhe neer bahaaye shyaam se neha lagaaye jaa ke gun baansuriya gaati wo haari likh likh kar paati jaa ke gun baansuriya gaati jaa ke bin hai shyaam adhuro wo birhan kehlaaye haaye shyaam se neha lagaaye raadhe neer bahaaye shyaam se neha lagaaye peeli pad gayi kesar kaaya roop ne apna roop ganwaaya peeli pad gayi kesar kaaya roop ne apna roop ganwaaya deepak chhed rahen hain aansun thandi aag lagaaye haaye shyaam se neha lagaaye raadhe neer bahaaye shyaam se neha lagaaye
aa aa aaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari duniyaa ki iss bhari sabhaa mein duniyaa ki iss bhari sabhaa mein rakhiyo laaj muraari suniyo araj hamaari tod diyaa andhe haathon ne raam naam ka pyaalaa jal ke raakh huyi re kaanhaa bhakton ki madhushaalaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari paap ke mandir nis din bante jhoot ki gangaa behati dharm ki aankhen andhi ho gayi pujaa ho gayi sasti suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari har man mein tum base huye ho jaane ye sansaari aas milan ki janam janam tak phir bhi rahe kunvaari suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari
aaaaaaa talkhi e mai mein zara aaaaaaaaaaaa talkhi e mai mein zara talkhi e dil bhi gholen aur kuchh der yahan baith lein pee lein ro lein talkhi e mai mein zara har taraf ek purasaraar si khamoshi hai har taraf ek purasaraar si khamoshi hai apne saye se koi baat karen kuchh bolen talkhi e mai mein zara koi to shakhs ho jee jaan se chahen jis ko koi to jaan e tasavur ho ke jis ke ho lein talkhi e mai mein zara aaha ye dil ki kasak haye ye aankhon ki jalan aaha ye dil ki kasak haye ye aankhon ki jalan neend aa jaye agar aaj to hum bhi so lein talkhi e mai mein zara talkhi e dil bhi gholen talkhi e mai mein zara
tere bharoseeeee hoooo ooooo tere bharose heyyyy nandlala koi ro ro baat nihaare tere bharose heyyyy nandlala meet banaa keeeeeeeeee tum to bhoole sakhiyaan kare thitholi lok laaj se dare naa bole mann mein jalti holi hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala bindh jaaye so moti kaanha baaki kankar hoye preet deewani aas naa chhode chaahe jeevan khoye hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala le kaandha le naina more dekh agar tu paaye jogan ke ansuan mein pal pal mathura doobi jaaye hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala koi ro ro baat nihaare tere bharose heyyyy nandlala
la la la laa aaaa la la la laa aaaa lal lal laaaa teri nazar teri ada sabse haseen sabse judaa teri nazar teri ada sabse haseen sabse judaa hai dil mein rakhne ke kaabil aye jaane mehfil gussa tera teri nazar teri ada sabse haseen sabse judaa chehre ki laali aankhon ka pyaar honton ki kaliyaan baahon ke haar ho chehre ki laali aankhon ka pyaar honton ki kaliyaan baahon ke haar badle mein dil ke dil ki kasam kar de kisi pe sab kuchh nisaar wafaa ki rasmein nibhaa de palken jhuka de aye dilrubaa teri nazar teri ada sabse haseen sabse judaa teri nazar teri ada sabse haseen sabse judaa aayi hai kitni rangeen shaam tujhko humara pahunche salaam aayi hai kitni rangeen shaam tujhko humara pahunche salaam aankhon ne dekhe tere hi khawaab likhaa hai dil pe tera hi naam sajaa le chaahat ke sapne rishte ko apne kar le naya teri nazar teri ada sabse haseen sabse judaa hai dil mein rakhne ke kaabil aye jaane mehfil gussa tera teri nazar teri ada sabse haseen sabse judaa
aa aa aa teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki jidhar bhi jaao hazaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se ye uske unche mukaddar ki baat hoti hai chaman chaman mein tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi yehi sharaab ke maaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Shyaam Tera Naam Mohd Rafi 03:42 32804
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:42   Song Number : 32804   

Meri Muhabbat Qabool Kar Lo Mohd Rafi 03:23 40156
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khavar Zama
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:23   Song Number : 40156   

Mittar Pyaare Nu Mohd Rafi 03:18 15485
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Punjabi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 15485   

More Shyam Pal Pal Mohd Rafi 03:41 36591
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:41   Song Number : 36591   

Muddat Huyi Hai Mohd Rafi 04:13 38710
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Year- 
1964
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:13   Song Number : 38710   

O Mereya Malika Mohd Rafi 05:47 36908
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Punjabi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:47   Song Number : 36908   

Oi Dur Diganta Pare Mohd Rafi 03:24 40241
 
Poster of Mohd Rafi
 
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:24   Song Number : 40241   

Paagal Chanda (Geet) Mohd Rafi 03:26 16276
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Nasur Bazmi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:26   Song Number : 16276   

Paaun Padun Tore Shyaam Mohd Rafi 03:33 15512
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:33   Song Number : 15512   

Poochh Na Mujhse Dil Ke Fasaane Mohd Rafi 03:40 38315
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:40   Song Number : 38315   

Pyaar Kisi Ka Gaata Hai Mohd Rafi 03:39 16097
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Nazrudeen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 16097   

Samay Ka Khel Nirala Mohd Rafi 04:22 19756
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:22   Song Number : 19756   

Shauq Har Rang Mohd Rafi 03:06 12080
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:06   Song Number : 12080   

Shodhisi Manawa Mohd Rafi 02:54 29170
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Marathi
Lyricist
Vandana Vitankar
Music Director- 
Shrikant Thackrey
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:54   Song Number : 29170   

Shyaam Se Neha Lagaaye Mohd Rafi 03:30 16192
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 16192   

Suniyo Araj Hamaari Prabhuji Mohd Rafi 03:37 36500
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:37   Song Number : 36500   

Talkhi E Mai Mein Mohd Rafi 05:06 36773
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:06   Song Number : 36773   

Tere Bharose Hey Nandlala Mohd Rafi 03:37 15513
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:37   Song Number : 15513   

Teri Nazar Teri Ada Mohd Rafi 03:57 18576
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Kafeel Azar
Music Director- 
Mohammed Rafi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:57   Song Number : 18576   

Teri To Chaand Sitaaron Mein Mohd Rafi 03:35 40565
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40565