Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj Udhas
HomePankaj Udhas
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo oooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa hoooo hoooo hooooo hooooo mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo o mitwaaaaa mitwaa re mitwaa uttar naa jayi ho dakkhin naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo chaaron dishaayen pardes jaayen chaaron dishaayen pardes jaayen pardesi waapas aaye naa aaye pardesi waapas aaye naa aaye ghar se nikas ke ghar se nikas ke dhoka naa khaiyo mitwaaaaa mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo iss jee mein rahiyooooooooo iss jee mein rahiyo tum jaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke ankhiyon se aansoo ankhiyon se aansoo ban ke naa bahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein
imaan ko bekaar na kar doon yaa rab is jeene ko dushwaar na kar doon yaa rab is khouff se har shaam ko pee leeta hoon main khud se bhi inkaar na kar doon yaa rab peene de mujhe dard e mera paimana duniya to hai ek duja hua afsaan jab tak mujhe maloom na ye ho jaaye main aaya kahaan se hoon kahaan hai jaana mujhse mera kya rishta hai mujhse mera kya rishta hai har ek rishta bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein uski baaten yaad nahin uski baaten yaad nahin ab uska lehja bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya main wo baadal ka tukda hoon main wo baadal ka tukda hoon jisko dariyaa bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai duniya waale
lehra ke jhoom jhoom ke la muskura ke la phoolon ke ras mein chand ki kirne milake la kehte hain umre rafta kabhi lautti nahin kehte hain umre rafta kabhi lautti nahin jaa mehkade se meri jawani utha ke la na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete humein seedhi raahon ne roka bahut tha humein seedhi raahon ne roka bahut tha humein seedhi raahon ne roka bahut tha kadam larkhara hi gaye peete peete kadam larkhara hi gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete nahin dekhe saaki ne hum se sharabi nahin dekhe saaki ne hum se sharabi nahin dekhe saaki ne hum se sharabi ke maikhaane mein bhi gaye peete peete ke maikhaane mein bhi gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee
beparda nazar aayin jo kal chand biwiyaan akbar zameen mein gairate kaumi se gad gaya poochha jo maine aapka parda wo kya hua kehne lagi ke akal pe mardon ki pad gaya niklo naa benaqaaaaaab niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai aur uspe ye shabaaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye kya honge hum kharaaaaab zamaana kharaab hai kya honge hum kharaaaaab zamaana kharaab hai aur uspe ye shabaaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein do soch kar jawaaaaaaab zamaana kharaab hai do soch kar jawaaaaaaab
kaun hai jisne mai nahin pee hai kaun jhoothi kasam uthata hai maikade se jo bach nikalta hai teri aankhon mein doob jata hai jab ghir ke aayee kaali ghata rindon ne kaha jee bhar ke pila inkaar kiya jab saaki ne paimaane toot gaye paimaane toot gaye jab ghir ke aayee kaali ghata rindon ne kaha jee bhar ke pila inkaar kiya jab saaki ne paimaane toot gaye paimaane toot gaye jab aaye sharabi masti mein sab doob gaye yun masti mein hungama hua ik basti mein hungama hua ik basti mein log aaye jab maikhaane tak paimaane toot gaye paimaane toot gaye saaki ki nakaboo ulatte hi keemat na rahi paimaane ki raunak hi gayi maikhaane ki raunak hi gayi maikhaane ki sab peene lage jab aankhon se paimaane toot gaye paimaane toot gaye saaki ki nazar jab tang hui sheeshon ki kismat sang hui yun saari faza berang hui yun saari faza berang hui maikhaane mein aisi jung hui paimaane toot gaye paimaane toot gaye jab ghir ke aayee kaali ghata rindon ne kaha jee bhar ke pila inkaar kiya
pathar sulag rahe the koi lakshya paana tha pathar sulag rahe the koi lakshya paana tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the parchhaaiyon ke shaher ki tanhaaiyaan naa poochho parchhaaiyon ke shaher ki tanhaaiyaan naa poochho apna shareeq e ghum koi apne siwa naa tha apna shareeq e ghum koi apne siwa naa tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the patton ke tootne ki sadaa ghut ke reh gayi patton ke tootne ki sadaa ghut ke reh gayi jungle mein door door hawaa ka pata naa tha jungle mein door door hawaa ka pata naa tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the raashid kise sunaate gali mein teri ghazal raashid kise sunaate gali mein teri ghazal uss ke makaan ka koi darichaa khula naa tha uss ke makaan ka koi darichaa khula naa tha hum jis taraf chale the udhar raasta naa tha pathar sulag rahe the koi lakshya paana tha pathar sulag rahe the
uski mehfil mein ja ke dekh liya apna sab kuchh lutaa ke dekh liya laakh samajhaaya par na samajhega dil ko phir aazma ke dekh liya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gayaa sheron mein uske husn ko kya kya kaha gaya sheron mein uske husn ko kya kya kaha gaya baadal ko zulf phool ko chehra kaha gaya baadal ko zulf phool ko chehra kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gayaa socho to ye bhi ek kafas hi to hai jise socho to ye bhi ek kafas hi to hai jise tehzeeb ki jubaan mein kamara kaha gaya tehzeeb ki jubaan mein kamara kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya kaha gaya patthar kaha gaya kabhi sheesha kaha gayaa ik baat akhtiyaar se baahar jo thi use ik baat akhtiyaar se baahar jo thi use kis khoobsoorati se tamanna kaha gaya kis khoobsoorati se tamanna kaha gaya dil jaisi ek cheez ko kya kya
Phir Haath Mein Sharab Hai
phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein shayad ek roz tera roop kahin par dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya khwaab chun loon to kahin waqt se chhup kar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon
sabko maloom hai main sharabi nahin phir bhi koi pilaaye to main kya karoon sabko maloom hai main sharabi nahin phir bhi koi pilaaye to main kya karoon sirf ik baar nazron se nazrein mile sirf ik baar nazron se nazrein mile aur kasam toot jaaye to main kya karoon aur kasam toot jaaye to main kya karoon mujh ko maikash samajhte hain sab baada kash mujh ko maikash samajhte hain sab baada kash kyun ki unki tarah ladkhdaata hoon main meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai jo samajh mein na aaye to main kya karoon sirf ik baar nazron se nazrein mile sirf ik baar nazron se nazrein mile aur kasam toot jaaye to main kya karoon aur kasam toot jaaye to main kya karoon haal sun kar mera sehme sehme hain wo haal sun kar mera sehme sehme hain wo koi aaya hai zulfein bikhere huye maut aur zindagi dono hairaan hai maut aur zindagi dono hairaan hai maut aur zindagi dono hairaan hai dum nikalne na
zindagi mere liye kimati nemat teri mujhko paida kiya tune ye hai kudrat teri imtehaan loongaa main do chaar baras karke gunaah jurm mere hain jyada ke hai rehmat teri khalik hai har ek sheh ka bata tu hi bata main banda hoon aur tu hai khuda tu hi bata karta hoon bura main to saza deta hai hum donon mein kya fark raha tu hi bataa sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein ab elaahi mere pairon mein ujala de de sabr de ya mere zakhmon ko umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai us sulagti huyi deewaar ko saya de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke
achhi surat ko sawarne ki zururat kya hai achhi surat ko sawarne ki zururat kya hai saadgi bhi to qayamat ki ada hoti hai pilana farz tha kuchh bhi pila diya hota sharab kam thi to paani mila diya hota sagar se surahi takrati sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata tum zulf agar lehra dete tum zulf agar lehra dete saawan ka mahina aa jata sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata jeene ki ada se na waakif insaan ko bhi jeena aa jata jeene ki ada aaaa jeene ki ada se na waakif insaan ko bhi jeena aa jata thodi si agar tum de dete thodi si agar tum de dete zaahid ko bhi peena aa jata sagar se surahi takrati baadal ko paseena aa jata kismat mein na thi ye do raatein ek pyaar ki ek tanhaayi ki kismat mein na thi ye do raatein ek pyaar ki ek tanhaayi ki ek raat mein jeena aa jata ek raat mein marna aa jata ek raat mein jeena aa jata ek raat mein marna aa jata tum zulf agar lehra dete tum zulf agar lehra
sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi maathe pe sitaaron ki jagmag bangal ka jaadu baalon mein honthon pe tabbasum phoolon ka kashamir ki rangat gaalon mein bijali jo humaare dil pe giri un aankhon mein thi kajal jaisi un aankhon mein thi kajal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi mehafil mein jidhar wo aaye nazar har aankh udhar ho jaati hai wo jab aaye wo jab jaaye logo ko khabar ho jaati hai wo jab bhi nikalti hai ghar se baj uthati hai paayal jaisi ek naar mili baadal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi ye jhuki hui rangi palake ye chehare ka sharmilaapan layaa hai bana ke usko dulhan ye joban ye albelaapan dekho to wo sar se paon talak lagati hai tajmahal jaisi ek naar mili baadal jaisi sawan ke suhaane mausam mein ek naar mili baadal jaisi har jazba sher mein dhal jaaye har baat kavita ho jaaye jo dekhe use wo kho jaaye jo mile wo shaayar
sharab cheez hi aisi hai na chodi jaaye ye mere yaar ke jaisi hai na chodi jaaye sharab cheez hi aisi hai na chodi jaaye ye mere yaar ke jaisi hai na chodi jaaye sharab cheez hi aisi hai har ek shai ko jahan mein badalte dekha hai har ek shai ko jahan mein badalte dekha hai har ek shai ko jahan mein badalte dekha hai magar ye waise ki waisi hai na chodi jaaye ye mere yaar ke jaisi hai na chodi jaaye sharab cheez hi aisi hai kisi ke dum se pighalti hain ye bojhal raatein kisi ke dum se pighalti hain ye bojhal raatein kisi ke dum se pighalti hain ye bojhal raatein magar ye paani ke jaisi hai na chodi jaaye ye mere yaar ke jaisi hai na chodi jaaye sharab cheez hi aisi hai yehi to toote dilon ka ilaaj hai anjumm yehi to toote dilon ka ilaaj hai anjumm yehi to toote dilon ka ilaaj hai anjumm main kya kahun tujhe kaisi hai na chodi jaaye ye mere yaar ke jaisi hai na chodi jaaye sharab cheez hi aisi hai na chodi jaaye ye mere yaar ke jaisi hai na chodi jaaye sharab cheez
wo nahin badnaam jisne dil ko hai paida kiya dil se jo paida huyi wo aarzoo badnaam hai shehar mein tere kar ke wafayein hum to huye badnaam shehar mein tere kar ke wafayein hum to huye badnaam kissa ye apna kisko sunayen kissa ye apna kisko sunayen hum to huye badnaam hum to huye badnaam apne labon ko see ke humne ishq mein naam kamaya apne labon ko see ke humne ishq mein naam kamaya apne labon ko see ke humne ishq mein naam kamaya husn ko lekin deke duayein hum to hue badnaam husn ko lekin deke duayein hum to hue badnaam kissa ye apna kisko sunayen kissa ye apna kisko sunayen hum to huye badnaam hum to huye badnaam maikhane se uski gali tak jab apni shohrat failli maikhane se uski gali tak jab apni shohrat failli jab apni shohrat failli log humein phir kaise bhulayen hum to huye badnaam log humein phir kaise bhulayen hum to huye badnaam kissa ye apna kisko sunayen kissa ye apna kisko sunayen hum to huye badnaam hum to huye badnaam humne to ghar baar lutaaya unke
suraj ki har kiran teri soorat pe waar doon suraj ki har kiran teri soorat pe waar doon do zakh ko chaahtaa hoon ke jannat pe waar doon suraj ki har kiran teri soorat pe waar doon do zakh ko chaahtaa hoon ke jannat pe waar doon itni si hai tasalli ke hoga muqabilaa itni si hai tasalli ke hoga muqabilaa dil kya hai jaan bhi apni qayaamat pe waar doon do zakh ko chaahtaa hoon ke jannat pe waar doon suraj ki har kiran teri soorat pe waar doon ek khaab tha jo dekh liya neend mein kabhi ek khaab tha jo dekh liya neend mein kabhi ek neend hai jo teri muhabbat pe waar doon do zakh ko chaahtaa hoon ke jannat pe waar doon suraj ki har kiran teri soorat pe waar doon aadam haseen neend milegi kahaan mujhe aadam haseen neend milegi kahaan mujhe aadam haseen neend milegi kahaan mujhe aadam haseen neend milegi kahaan mujhe phir kyun naa zindgaani ko turbat pe waar doon do zakh ko chaahtaa hoon ke jannat pe waar doon suraj ki har kiran teri soorat pe waar doon do zakh ko chaahtaa
kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo tamaam umr kahaan koi saath deta hai tamaam umr kahaan koi saath deta hai main jaanta hoon magar thodi door saath chalo main jaanta hoon magar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi hai door saher thodi door saath chalo abhi hai door saher thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door
ye intezaar galat hai ke shaam ho jaaye jo ho sake to abhi daur e jaam ho jaaye mujh jaise rind ko bhi tune hashar mein yaa rab bulaa liya hai to kuchh intejaam ho jaaye huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo piyo lekin rakho hisaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ik mashwaraa hai janaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya phoonk daale jigar ko sharaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi
todna toote huye dil ka bura hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai maang kar tumse khushi loon mujhe manzoor nahin maang kar tumse khushi loon mujhe manzoor nahin kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai log nahak kisi majboor ko kehte hain buraa log nahak kisi majboor ko kehte hain buraa aadmi achhe hain par waqt bura hota hai aadmi achhe hain par waqt bura hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai kyun muneer apni tabaahi ka ye kaisa shikwaa kyun muneer apni tabaahi ka ye kaisa shikwaa jitna taqdeer mein likha hai ada hota hai jitna taqdeer mein likha hai ada hota hai jis ka koi nahin uska to khuda hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai todna toote huye dil ka bura hota hai
phanoos banke jiski hifazat hawa kare woh shamma kya bujhe jise roshan khuda kare toote huye dilon ki duaa mere saath hai toote huye dilon ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai toote huye dilon ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua saagar ke tootne ki sada mere saath hai saagar ke tootne ki sada mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin kya jaane kis haseen ki duaa mere saath hai kya jaane kis haseen ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai paimana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mitwa Re Mitwa Pankaj Udhas 04:42 18502
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Vikas Anand, Danny
Duration : 04:42   Song Number : 18502   

Mujhse Mera Kya Rishta Hai Pankaj Udhas 07:13 37182
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:13   Song Number : 37182   

Na Samjho Ke Hum Pee Gaye Pankaj Udhas 07:19 17916
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:19   Song Number : 17916   

Niklo Na Benaqab Pankaj Udhas 07:11 17998
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:11   Song Number : 17998   

Paimaane Toot Gaye Pankaj Udhas 06:06 18384
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
S D Chaturvedi, Babu Das
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:06   Song Number : 18384   

Pathar Sulag Rahe Pankaj Udhas 05:29 18270
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 05:29   Song Number : 18270   

Patthar Kaha Gaya Pankaj Udhas 07:20 19175
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 07:20   Song Number : 19175   

Phir Haath Mein Sharab Hai Pankaj Udhas 04:27 40504
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:27   Song Number : 40504   

Phir Hatheli Pe Lakiro Ka Samunder Dekhon Pankaj Udhas 03:22 40490
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mukhtar
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 03:22   Song Number : 40490   

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin Pankaj Udhas 06:07 18248
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:07   Song Number : 18248   

Sabr De Ya Mere Zakhmon Ko Pankaj Udhas 08:52 32297
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:52   Song Number : 32297   

Sagar Se Surahi Pankaj Udhas 06:50 35942
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:50   Song Number : 35942   

Sawan Ke Suhaane Pankaj Udhas 07:32 18280
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Indipop
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:32   Song Number : 18280   

Sharab Cheez Hi Aisi Hai Pankaj Udhas 06:06 11295
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 06:06   Song Number : 11295   

Shehar Mein Tere Pankaj Udhas 08:30 32043
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 08:30   Song Number : 32043   

Suraj Ki Har Kiran Teri Pankaj Udhas 04:40 17846
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 04:40   Song Number : 17846   

Thodi Door Saath Chalo Pankaj Udhas 06:28 36023
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:28   Song Number : 36023   

Thodi Thodi Piya Karo Pankaj Udhas 06:18 18385
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:18   Song Number : 18385   

Todna Toote Huye Dil Ka Pankaj Udhas 06:16 18808
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 06:16   Song Number : 18808   

Toote Huye Dilon Ki Duaa Pankaj Udhas 08:06 36466
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:06   Song Number : 36466