Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFreddie%20Mercury%20(Queen)
HomeFreddie%20Mercury%20(Queen)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo tum hi socho zara kyun naa roke tumhen jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum tum ko apni kasam jaane jaan baat itni meri maan lo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo waqt ki qaid mein zindagi hai magar waqt ki qaid mein zindagi hai magar chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai inko kho kar meri jaane jaan umr bhar naa taraste raho aaj jaane ki zid naa karo
aapne huzoor mujhe aapne huzoor mujhe kya se kya bana diya kya se kya bana diya aap se aana aap se jaana aasmaan pe baitha diya aasmaan pe baitha diya meherbaani meherbaani meherbaani meherbaani meri tere dum se teri mere dhum se hai ye zindgaani zindgaani zindgaani meherbaani meherbaani meri tere dum se teri mere dhum se hai ye zindgaani zindgaani zindgaani meherbaani meherbaani chaand ki nazar na lage aaa aa nazar utaar doon chaand ki nazar na lage aaa aa nazar utaar doon saans saans mein mila ke aaa zindaagi sanwaar doon saans saans mein mila ke aaa zindaagi sanwaar doon le liya hai aapka dil de diya hai apna bemisaal bemisaal bemisaal meherbaani meherbaani meherbaani meherbaani oo meri tere dum se teri mere dhum se hai ye zindgaani zindgaani zindgaani meherbaani meherbaani baat kehte kehte tum jo hans diye phool muskura diye baat kehte kehte tum jo hans diye phool muskura diye taare jugnu banke dekhne humein aasma se aa gaye taare jugnu banke dekhne humein
haal e dil unko sunaana tha haal e dil unko sunaana tha sunaaya na gaya sunaaya na gaya jo zubaan par mujhe laana tha jo zubaan par mujhe laana tha wo laaya na gaya wo laaya na gaya haal e dil unko pyaar se seene pe sar rakhke to dil qadmon par pyaar se seene pe sar rakhke to dil qadmon par aap ko apna banaana tha aap ko apna banaana tha banaaya na gaya banaaya na gaya haal e dil unko khelti aankh micholi rahi nazren apni khelti aankh micholi rahi nazren apni jin ko palkon mein chhupaana tha jin ko palkon mein chhupaana tha chhupaaya na gaya chhupaaya na gaya haal e dil unko ek hi vaar mein haathon se jigar tham liya ek hi vaar mein haathon se jigar tham liya haye jis dil ko bachaana tha haye jis dil ko bachaana tha bachaaya na gaya bachaaya na gaya haal e dil unko sunaana tha haal e dil unko
jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna mushkil hai bahut pyaar ki duniya ko basaana bedard zamaane ka tareeka hai puraana do pyaar bhare dil kabhi aabaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna aakaash ki choti pe mahel humne banaaya duniya se bahut door jahaan apna basaaya kismat ne magar chaha humein shaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna ab apne khayalon mein mujhe tum na basaana bhule se kabhi tum mere sapnon mein na aana gar dil mein uthe dard toh fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna
milon hobe koto dine milon hobe koto dine amar moner manshero sone amar moner manshero sone milon hobe koto dine milon hobe koto dine amar moner manshero sone amar moner manshero sone chatok pray ahornishi cheye ache kaalo shoshi chatok pray ahornishi cheye ache kaalo shoshi hobo bole choron dashi hobo bole chorono dashi o taa hoyna kopal gune o taa hoyna kopal gune aamar moner mansheri shone aamar moner mansheri shone megher bidyut meghe jemon lukale na paye anweson megher bidyut meghe jemon lukale na paye anweson kalare haraye temon kalare haraye temon oi rup herie dorpone oi rup herie dorpone aamar moner mansheri sone aamar moner mansheri sone jokhon oi roop shoron hoy thakena loko lojjar voy jokhon oi roop shoron hoy thakena loko lojjar voy lalon fakir vebe bole sodai lalon fakir vebe bole sodai prem je kore se jane oi prem je kore se jane aamar moner mansheri sone aamar moner mansheri sone milon hobe koto dine milon hobe koto dine amar moner manshero sone amar
nadi kinaaaareee main khadi paani jhilmil hoye main mailiiiiii piyaaaa ujle iss rang milnaaaaa ho hoooo hoooo hooooo naachun chhanaa chhan saiyaan ji ke aage saiyaan ji ke aage naachun chhanaa chhan saiyaan ji ke aage saiyaan ji ke aage aakhon mein kajraa daale haathon mein gajraa honthon pe amrit kaa zulfon mein badra dhadkan ki paayal saanson ke dhaage naachun chhanaa chhan saiyaan ji ke aage saiyaan ji ke aage kaisi machaayi toone tann mann mein hulchul sir pe naa thehri mere resham kaa aanchal tujh bin sanwariyaa tadpe baanwariyaa sapnon mein khoya khoya sejon pe soya soya har ang jaage naachun chhanaa chhan saiyaan ji ke aage saiyaan ji ke aage tu meri pooja main hoon teri pujaaran khaak jahaan ki chhaani piya tere kaaran kadmon mein tere rahungi har ghum main hans ke sahungi tu hi hai mera apna patjhad bhi tujh sang sajnaa barsaat laage naachun chhanaa chhan saiyaan ji ke aage
toone teri nazar ne to kaafir banaa diya mujhe kaafir banaa diya hans kar rula diya kabhi ro kar hansa diya kabhi ro kar hansa diya toone teri nazar ne kadmon ki aahten hain bahaaron ke baadshah bahaaron ke baadshah kadmon ki aahten hain bahaaron ke baadshah bahaaron ke baadshah veeraan ghar ko aapne jannat banaa diya inhe jannat banaa diya toone teri nazar ne dil tha bujha bujha badi bekaif thi haya badi bekaif thi haya dil tha bujha bujha badi bekaif thi haya badi bekaif thi haya laila tera karam mujhe majnu banaa diya mujhe majnu banaa diya toone teri nazar ne main bhi zamin bhi arsh bhi sab jhoomne lage sab jhoomne lage main bhi zamin bhi arsh bhi sab jhoomne lage sab jhoomne lage masti bhari nazar se kaho kya sila diya kaho kya sila diya toone teri nazar ne
wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha rim jhim jhim gagariya barse rim jhim jhim gagariya barse aise mein jariya nahin jarse aise mein jariya nahin jarse humra jiya ghabraaye ab to raha na jaaye wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha sar sar sar chale sard hawayen sar sar sar chale sard hawayen phool hanse kaliyaan muskaayen phool hanse kaliyaan muskaayen humko ye samjhayen hum mil kar naachen gaayen wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha rim jhim jhim barse hain sitaare rim jhim jhim barse hain sitaare aap huye hain jab se humaare aap huye hain jab se humaare hum phoole nahin samaaye
aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya koi mehar nahin koi kehar nahin phir sachcha sher sunaayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya koi mehar nahin koi kehar nahin phir sachcha sher sunaayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ik hizr jo humko laahaq hai taader use dohraayen kya ik hizr ko laahaq hai taader use dohraayen kya wo zehar jo dil mein utaar liya phir uske naaz uthayen kya wo zehar jo dil mein utaar liya phir uske naaz uthayen kya koi mehar nahin koi kehar nahin phir sachcha sher sunaayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ab uska haal bataayen kya wo ishq jo humse ruth gaya ek aag ghum e tanhaayi ki jo saare badan mein phail gayi ek aag ghum e tanhaayi ki jo saare badan mein phail gayi jab jism hi saara jalta ho phir daaman e dil ko bachaayen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Jaane Ki Zid Naa Karo Farida Khanum 07:26 11758
 
Poster of Farida Khanum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Noor Jahan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 07:26   Song Number : 11758   

Aapne Huzoor Mujhe Fariyad (1964) 03:41 38210
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Zeb Rahman
Duration : 03:41   Song Number : 38210   

Haal E Dil Unko Sunana Tha Fariyad (1964) 03:21 13243
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Zeb Rahman
Duration : 03:21   Song Number : 13243   

Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Faryad Na Karna Fariyadi (1953) 03:20 12176
 
Poster of Fariyadi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Muzaffar Orkazai
Music Director- 
B N Bali
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:20   Song Number : 12176   

Milon Hobe Koto Dine Farida Parveen 04:46 37810
 
Poster of Farida Parveen
 
Singer- 
Farida Parveen
Duration : 04:46   Song Number : 37810   

Nadi Kinare Farida Khanum 05:06 18863
 
Poster of Farida Khanum
 
Category
Ghazal
Duration : 05:06   Song Number : 18863   

Teri Nazar Ne to Kafir Bana Diya Fariyad (1964) 03:19 39915
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Zeb Rahman
Duration : 03:19   Song Number : 39915   

Wo Dekho Dekha Dekh Raha Tha Fariyad (1964) 02:53 39916
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:53   Song Number : 39916   

Wo Ishq Jo Farida Khanum 05:59 15983
 
Poster of Farida Khanum
 
Category
Ghazal
Duration : 05:59   Song Number : 15983