MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMain Wohi Hoon (1966)
HomeMain Wohi Hoon (1966)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon pe palkon ke ghoonghat gaalon pe zulfon ka pehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat gaalon pe zulfon ka pehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat ik reshmi dupatta baahon pe jhoomta hai halka sa ik tabassum hothon ko choomta hai hothon ko choomta hai neechi nazar mein chhupa hai jaise koi raaz gehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat naazuk libaas mein yun naazuk badan chhupa hai shabnam ke perhan mein jaise chaman chhupa hai jaise chaman chhupa hai ya chaand se aasman se lipta hai baadal sunehraa subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat jazbaat ki mehak se saansen basi huyin hain baalon mein motiyon ki kaliyaan chuni huyin hain kaliyaan chuni huyin hain ya raat baandhe huye hai sar se sitaaron ka sehra subhaan allaah subhaan allaah aap ka chehra aankhon pe palkon ke ghoonghat gaalon pe zulfon ka pehraa
bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke hooo oooo zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke sitare choomein kadam tumhare baharon ke darmiyaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum hooo oooo labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum jo tumko dekhe yahi dua de ki umar bhar shaadma raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa hooo oooo khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa kabhi vo
main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the kal tak the tum hi deewane mere tum hi ab ho nazren phereee uspe duniya ke sitam hain tanha dil hai laakh ghum hain main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the tumne na jaani chahat ki rasmein vaade bhoole todi kasmein guzre din aur beeti raatein khwab hain wo saari baatein main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the roothe ho aise beganon jaise ab manaun tumko kaise jaan bhi chaho to le lo mere dil se yun na khelo main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Pe Palkon Ke Main Wohi Hoon (1966) 04:50 38503
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Kumkum
Duration : 04:50   Song Number : 38503   

Bahut Haseen Ho Bahut Jawaan Main Wohi Hoon (1966) 05:30 36918
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 05:30   Song Number : 36918   

Main Wohi Hoon Jise Tum Main Wohi Hoon (1966) 05:04 38056
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Firoz Khan
Duration : 05:04   Song Number : 38056