Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMurder%203%20(2013)
HomeMurder%203%20(2013)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bheege honth tere pyaasa dil mera lage abr saaaa mujhe tann tera jam ke barsa de mujh par ghataayen tu hi meri pyaas tu hi mera jaam kabhi mere saath koi raat guzaar tujhe subah tak main karoon pyaaaar wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo saansen aanch teri tann aag tera chheene neend meri heyyy loote chain meraaaaa kaala jaadu kare lambe baal tere aankhen jheel teri dore laal tere kabhi mere saath koi raat guzaar tujhe subah tak main karoon pyaaar ho wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo yehhhh wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo yehhhh wooooo ooooo oooooooo aankhen keh rahi jo naa hum kahen usse sun le tu jo naa lab kahen tu naa soye aaj main naa soun aaj tujhe dekhun aaj tujh mein khoun aaj kabhi mere saath koi raat guzaar tujhe subah tak main karoon pyaaar wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo hooooo
aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa dhundti hain tujhe meri tanhaiyaan aye meri zindagi kho gayi tu kahaan tere bin ajnabi hai zameen aasmaan aye meri zindagi kho gayi tu kahaan teri chahat mein chaahi thi humne wafa ro diye yaad aayi jo dil ki khata teri chahat mein chaahi thi humne wafa ro diye yaad aayi jo dil ki khata jal rahi hai nazar uth raha hai dhuan aye meri zindagi kho gayi tu kahaan dhundti hain tujhe meri tanhaiyaan aye meri zindagi kho gayi tu kahaan kaisa mausam hai ye phool khilte nahin zakhm silte nahin yaar milte nahin kaisa mausam hai ye phool khilte nahin zakhm silte nahin yaar milte nahin hai bahaaron ke parde mein jaise fiza aye meri zindagi kho gayi tu kahaan tere bin ajnabi hai zameen aasmaan aye meri zindagi kho gayi tu kahaan hum ye samjhe the kuchh roz mein tujhko hum bhool jaayenge par bhool thi ye sanam hum ye samjhe the kuchh roz mein tujhko hum bhool jaayenge par bhool thi ye sanam dil se jaati nahin teri
haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa aa haa haan aa aa haa aa aa aa aa aa dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar roka roka roka haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa aa haa haan aa aa haa aa aa aa aa aa dhoondega koi bahaana dhoondega koi nishaana haan haa dhoondega koi bahaana dhoondega koi nishaana dil ka bazaar hai yahaan to dil ko dilon se bachaana dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar
dushman e dil kahun dushman e jaan kahun ya dushman e imaan kahun tum hi kaho tumhen kya kahun kya kahun kya kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun shahzaad ye bahaar ko jaane wafa kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun butkhane dekh len to kadam choomne lagen maykhane dekh len to wahi choomne lagen kya husn e taajgaar ko dil ki dua kahun shahzaad ye bahaar ko jaane wafa kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun ho ummm ho ummm duniya pe chha gayi ho gulaabi khumaar ho jhonka ho khushbuon ka farishton ka pyaar ho kya malika e jamaal ko rangin ada kahun shahzaad ye bahaar ko jaane wafa kahun tumko pasand ho to tumhen dilruba kahun
Hamari Adhuri Kahani
haan aa haan aaa aa aa de re naa haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye ooo aaa aaa de re naa haan hum badalne lage girne sambhalne lage jab se hai jaana tumhein teri ore chalne lage haan hum badalne lage girne sambhalne lage jab se hai jaana tumhein teri ore chalne lage har safar har jagah har kahin ban gaye maante the khuda aur haan wahi ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasman meri zameen ban gaye pehchaante hi nahin ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hain dhoondte wo tujhe pehchaante hi nahin ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hain dhoondte wo tujhe hum the dhoondhte jise wo kami ban gaye tum mere ishq ki sar zameen ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasman meri zameen ban gaye ooo aaa de re naa aaa aaaa
haan aaa ooooo main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon saari hadein meri ab maine tod di de kar mujhe pata aawaargi ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda hasratein ab meri tumse hain jaa mili tum dua ab meri aakhiri ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa aaa aa haaaa aaa aaa ooo ooo ooo
haa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa ae humnava mujhe apna bana le sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de hmm hoon akela zara haath badha de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de kab se main dar dar phir raha musaafir dil ko panaah de tu aawaargi ko meri aaj thehra de ho sake to thoda pyaar jataa de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de aaaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaaaa murjhaayi si shaakh pe dil ki phool khilte hain kyun baat gulon ki zikr mehak ka achha lagta hai kyun un rangon se tune milaaya jinse kabhi main mill na paaya dil karta hai tera shukriya phir se bahaaren tu laa de dil ka soona banjar mehka de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de hmm hoon akela zara haath badha de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de waise to mausam guzre hain zindagi mein kayi par ab naa jaane kyun mujhe wo lag rahe hain haseen tere aane par jaana maine kahin na kahin zinda hoon main jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein chehre ko chhooti hawaayein inki tarah do
kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein ye sahaara hai wafa ke saahilon ka ye kanaara hai kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein ye sahaara hai wafa ke saahilon ka ye kanaara hai baadalon se oonchi udan unki sab se alag pehchaan unki unse hai pyaar ki kahaani mansoob aati jaati saanson ki rawaani mansoob baadalon se oonchi udan unki sab se alag pehchaan unki unse hai pyaar ki kahaani mansoob aati jaati saanson ki rawaani mansoob tamally maaak wallaw haata baaeed aani fe alby hawak tamally maaak tamally fe bali wi albi wala bansaak tamally waheshni law haata bakoon wayaak kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein tu hamaara hai andhere raaston ka tu sitaara hai tamally habibi mehtaglak iiaya alaya men badlak we law hawalaya kol el doon sadeqni habibi mehtagillak tu hi jeene ka sahaara hai meri maujon ka kinaara hai mere liye ye
mat aazma re phir se bula re apna bana le hoon beqaraar tujhko hi chaha dil hai ye karta aa betahasha tujhse hi pyaar hasratein baar baar baar baar yaar ki karo khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo chahatein baar baar baar baar yaar ki karo mannatein baar baar baar baar yaar ki karo hum zaar zaar rote hain khud se khafa bhi hote hain hum ye pehle kyun na samjhe tum fakat mere dil ka qaraar khote hain kahaan chain se bhi sote hain humne dil mein kyun bichhaaye shaq ye gehre hasratein baar baar baar baar yaar ki karo khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo chahatein baar baar baar baar yaar ki karo mannatein baar baar baar baar yaar ki karo oo oo oo ooooo oooooo oooooo oo tere hi khwaab dekhna teri hi raah taakna tere hi vaaste hai meri har wafa teri hi baat sochna teri hi yaad odhna tere hi vaaste hai meri har duaa tera hi saath maangna teri hi baah thaamna mujhe jaana nahin kahin tere bina tu mujhse phir na roothna kabhi kahin na chhootna mera koi nahi
parda zara hataao parda zara hataao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho aankhen zara milaao aankhen zara milaao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho aane lagi hain tumko angdaaiya udhar shayad ki meri aah ka hone laga asar aane lagi hain tumko angdaaiyaan udhar kya haal hai bataao kya haal hai bataao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho parda zara hataao oo oo oo oo oo oo aa aa aa aa aa aa ye kya sitam ki parda deewar ban gaya tumko khabar kahaan koi bimaar ban gaya ye kya sitam ki parda deewar ban gaya aa kar gale lagaao aa kar gale lagaao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho dil aag ke kareeb hai jab neend aayegi ye raat bhi ajeeb hai aankhon mein jaayegi dil aag ke kareeb hai kab neend aayegi dil ki lagi bujhaao dil ki lagi bujhaao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho parda zara hataao oo oo oo oo oo oo
chaahe kuchh na kehna bhale chup tu rehna mujhe hai pata tere pyaar ka khamosh chehra aankhon pe pehra khud hai gawah tere pyaar ka teri jhuki nazar teri har ada mujhe keh rahi hai ye daastan koi shakhs hai jo ki in dinon tere zehan o dil pe hai chhaa gaya teri jhuki nazar teri har ada mujhe keh rahi hai yeh daastaan ooo teri zulf jab bhi bikhar jati hai aye haseen tu haseen aur ho jaati hai jo kitabon mein padhte rahe aaj tak woh pari humko tujh mein nazar aati hai teri hi baahon mein panahon mein rehna mujhe har dam sada teri hi yaadon mein nighaon mein rehna mujhe har dam sada teri hi baahon mein panahon mein rehna mujhe har dam sadaaa har dam sada chaahe kuchh na kehna bhale chup tu rehna mujhe hai pata tere pyaar ka khamosh chehra aankhon pe pehra khud hai gawah tere pyaar ka teri jhuki nazar teri har ada mujhe keh rahi hai yeh daastan koi shakhs hai jo ki in dinon tere zehan o dil pe hai chha gaya teri jhuki nazar teri har ada mujhe keh rahi hai yeh daastaan
ye kaisi jagah le aaye ho tum ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun main meera see deewani ho gayi is duniya se begaani ho gayi mere honthon pe jo bhatke kayi janmon ki pyaas hai mere amrit ka woh pyaala bas tere paas hai ye kaisi jagah le aaye ho tum ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun na re nana aaaareeeeenare na na re nana aaaaaareeeeenare na na re nana reeeeeeeeenare na na re nana aaaananana na renananirena na rirererenanareeeee raat meri aankhon aankhon mein kat gayi roshni mein teri subah see ho gayi raat meri aankhon aankhon mein kat gayi roshni mein teri subah see ho gayi chehra hoon main mera roop ho tum ye kaisi jagah le aaye ho tum aaj uss khuda se mujhe kuchh na chahiye sirf tere aage sar jhukna chahiye aaj uss khuda se mujhe kuchh na chahiye sirf tere aage sar jhukna chahiye meri har duaa mein ho tum hi tum ye kaisi jagah le aaye ho tum ni ni rara aaaaaa naaaaaaaaaaa aaaa aare aaaaaaaaaa aaaa aare aa aare na na nare naaaaareneee nananarenananaeeeeeeee na na
zindagi iss tarah se lagne lagi rang udd jaaye jyun deewaron se ab chhupane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage dararon se ab talak sirf tujh ko dekha tha aaj tu kya hai ye bhi jaan liya aaj jab gaur se tujhe dekha hum galat the kahin ye maan liya hum galat the kahin ye maan liya teri her bhool mein kahin shayad hum bhi shamil hain gunhagaaron se ab chhupane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage dararon se aa mere saath mil ke hum fir se apne khaabon ka ghar banaate hain jo bhi bikhra hai wo samette hain dhundh kar phir khushi ko laate hain dhundh kar phir khushi ko laate hain bojh to zindagi ka katta hai ek dujje ke hi sahaaron se zindagi iss tarah se lagne lagi rang udd jaaye jyun deewaron se ab chhupane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage dararon se
zindagi iss tarah se lagne lagi rang udd jaaye jo deewaaron se ab chhupaane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage daraaron se main tere jism ki hoon parchhayi mujhko kaise rakhoge khud se judaa bhool karna to meri fitrat hai kyun ki insaan hoon main nahin hoon khuda kyun ki insaan hoon main nahin hoon khuda mujhko hai apni har khata manzoor bhool ho jaati hai insaanon se ab chhupaane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage daraaron se jab kabhi shaam ke andheron mein raah panchhi jo bhool jaate hain woh subaah hote hi milon chal kar apni shaakhon pe laut aate hain apni shaakhon pe laut aate hain kuchh hamaare bhi saath aisa hua hum yehi keh rahe ishaaron se zindagi iss tarah se lagne lagi rang udd jaaye jo deewaaron se ab chhupaane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage daraaron se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bheegey Honth Murder (2004) 04:31 20223
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Mallika Sherawat
Duration : 04:31   Song Number : 20223   

Dhundti Hai Tujhe Meri Mera Dharam (1986) 06:31 40503
 
Poster of Mera Dharam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Amrita Singh
Duration : 06:31   Song Number : 40503   

Dil Ko Hazaar Baar Murder (2004) 05:36 20368
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mallika Sherawat
Duration : 05:36   Song Number : 20368   

Dushman E Dil Kahun (Tumko Pasand Ho) Murder In Circus (1971) 03:31 19295
 
Poster of Murder In Circus (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujit Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 19295   

Hamari Adhuri Kahani Hamari Adhuri Kahani (2015) 06:42 37041
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 06:42   Song Number : 37041   

Hasi Hamari Adhuri Kahani (2015) 04:38 37055
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Ami Mishra
Singer- 
Ami Mishra
On Screen Actors- 
Vidya Balan, Emraan Hashmi
Duration : 04:38   Song Number : 37055   

Hasi Ban Gaye Hamari Adhuri Kahani (2015) 03:16 37886
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Ami Mishra
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 03:16   Song Number : 37886   

Humnava Hamari Adhuri Kahani (2015) 05:31 37058
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Papon
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 05:31   Song Number : 37058   

Kaho Na Kaho Murder (2004) 04:59 20726
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Amir Jamal
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:59   Song Number : 20726   

Mat Aazma Re Murder 3 (2013) 04:10 32221
 
Poster of Murder 3 (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam, Anupam Amod, Roxen
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Randeep Hudda, Aditi Rao Hydari
Duration : 04:10   Song Number : 32221   

Parda Zara Hataao Murder In Circus (1971) 04:29 19173
 
Poster of Murder In Circus (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujeet Kumar
Duration : 04:29   Song Number : 19173   

Teri Jhuki Nazar Murder 3 (2013) 04:42 32222
 
Poster of Murder 3 (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam, Anupam Amod, Roxen
On Screen Actors- 
Randeep Hudda, Sara Loren
Duration : 04:42   Song Number : 32222   

Ye Kaisi Jagah Le Aaye Ho Tum Hamari Adhuri Kahani (2015) 04:36 38506
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Deepali Sathe
On Screen Actors- 
Vidya Balan, Emraan Hashmi
Duration : 04:36   Song Number : 38506   

Zindagi Iss Tarah Murder (2004) 05:39 12033
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Malika Sehrawat, Ashmit Patel
Duration : 05:39   Song Number : 12033   

Zindagi Iss Tarah (Female) Murder (2004) 05:40 32309
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Malika Sehrawat, Ashmit Patel
Duration : 05:40   Song Number : 32309