Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haal e dil unko sunaana tha haal e dil unko sunaana tha sunaaya na gaya sunaaya na gaya jo zubaan par mujhe laana tha jo zubaan par mujhe laana tha wo laaya na gaya wo laaya na gaya haal e dil unko pyaar se seene pe sar rakhke to dil qadmon par pyaar se seene pe sar rakhke to dil qadmon par aap ko apna banaana tha aap ko apna banaana tha banaaya na gaya banaaya na gaya haal e dil unko khelti aankh micholi rahi nazren apni khelti aankh micholi rahi nazren apni jin ko palkon mein chhupaana tha jin ko palkon mein chhupaana tha chhupaaya na gaya chhupaaya na gaya haal e dil unko ek hi vaar mein haathon se jigar tham liya ek hi vaar mein haathon se jigar tham liya haye jis dil ko bachaana tha haye jis dil ko bachaana tha bachaaya na gaya bachaaya na gaya haal e dil unko sunaana tha haal e dil unko
hmmmmmmmmmm hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm haal e dil yun unhen sunaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya zindagi ki udaas raaton ko zindagi ki udaas raaton ko aapki yaad se sajaaya gaya aapki yaad se sajaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya ishq ki wo bhi ek manzil thi ishq ki wo bhi ek manzil thi har kadam par fareb khaaya gaya har kadam par fareb khaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya laakh toofan samet kar yaa rab laakh toofan samet kar yaa rab kisliye ek dil banaaya gaya kisliye ek dil banaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya
haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa ho di deeeee diuuudi de eeee diuuudi de eeee behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna aaan aaan haal kaisa hai janaab ka haaai kya khayaal hai aapka haaai tum to machal gaye o o o hmm hmm yunhin phisal gaye aa aa aa pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna haan aan haal kaisa hai
haal kya hai dilon ka na poochho sanam haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam ab to lehraaya masti bhari chhanv mein ab to lehraaya masti bhari chhanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein main bahkta nahin tha magar kya karoon main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam har nazar uth rahi hai tumhari taraf har nazar uth rahi hai nazar uth rahi hai har nazar uth rahi hai tumhari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aankh
haal tujhe apni duniyan ka nazar to aata hoga nazar to aata hoga maalik tu bhi isko bana kar ab pachhtaata hoga ab pachhtaata hoga sachchayi ke mahal dher hain jhooth ke ghar abaad soch ke kya rakhi thi tune duniyan ki buniyaad soch ke kya rakhi thi tune duniyan ki buniyaad mujhko yakin hai dil hi dil mein tu sharmata hoga tu sharmata hoga haal tujhe apni duniyan ka nazar to aata hoga nazar to aata hoga nafrat iss duniyan ka tohfa ulfat ik ilzaam jhooth yahan ki subha haqeeqat iss duniyan ki shaam jhooth yahan ki subha haqeeqat iss duniyan ki shaam bol tujhe kya apne kiye par aish na aata hoga aish na aata hoga haal tujhe apni duniyan ka nazar to aata hoga nazar to aata hoga
haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam dard chaahat ka ho raha hai dard chaahat ka ho raha hai kabhi zyada to kabhi kam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam jeevan ki yeh lambi dagar hai mujhko pata hai tumko khabar hai jeevan ki yeh lambi dagar hai mujhko pata hai tumko khabar hai tanha safar yeh kat na sakega kal yeh tumhara dil bhi kahega koi aake gale se lagaye ho jaayen kisi ke hum dard chaahat ka ho raha hai dard chaahat ka ho raha hai kabhi zyada to kabhi kam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam banke saathi de do sahara har dhadkan ne tumko pukara banke saathi de do sahara har dhadkan ne tumko pukara baat pate ki meri maano deewane ko apna jaano shukriya main karunga tumhara jo hogi nigaah e karam dard chaahat ka ho raha hai dard chaahat ka ho raha hai kabhi zyada to kabhi kam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam haalat na
haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana nee naguthali sukhavaagiray aanandadaa honaraaliray baalay savi gaanaaa haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana bisilaagali malayaaagali neralaagi naaanu baruvenu jothagaay bisilaagali malayaaagali neralaagi naaanu baruvenu jothagaay savimaathali sukhaaneeduvay yendhendhigooo heegay hoovaagali ee mogavaralee santhoshada parimala chaelleee hoovaagali ee mogavaralee santhoshada parimala chaelleee haaalaagiruuu haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana ee thaavaray mogavaaythakay muggada haagay swaragidhay cheluvaay ee thaavaray mogavaaythakay muggada haagay swaragidhay cheluvaay indethakkayyy mounavooo heegakaay neenuruvaay nee nayaathakay baaduvay koragee naanillavay aasarayaagee nee nayaathakay baaduvay koragee naanillavay aasarayaagee haaaayaaagiruuu haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana nee naguthali sukhavaagiray aanandadaa honaraaliray baalay savi
haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein dard hi bhar diya dil ke har taar mein aaj koi nahin mera sansaar mein chhod kar chal diye mujhko majhdhaar mein haaye teer e nazar ka nishaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main main kisi ka nahin koi mera nahin main kisi ka nahin koi mera nahin iss jahaan mein kahin bhi basera nahin mere dil sa kahin bhi andhera nahin meri iss shaam ka hai savera nahin haaye bhula hua ik fasaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main
Haan Garmi Hai Kahan Hai
sapnon ke des mein palkon ki chaanv mein pyaar ke naam ka woh jo ek mod hai haan ussi mod par maine dekha tumhen to mujhko lagaa tum ho khilti kali tum ho chanchal kiran chhalki chhalki nadi mehka mehka chaman tumse hai taazgi tumse hai zindagi to maine kaha haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa main to hairaan hoon kya kahoon kya kahoon zulf ya raat hai chehra ya chandni honth ya phool hain baat ya ragini kise hai pataa ae haseen ae haseen dilruba dilnasheen mere dil mein hai kya tum nahin jaanti kab se khamosh hoon sochta hoon kahoon jo na kah saka haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa haan haan yeh pyaar hai aur ab toh khul ke mujhko iqraar hai main deewana hoon mujhe pyaar hai sun le dilrubaa
oh oh oh oh ho ho ho ho ho ho haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi eee haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi pyaar kabhi bhi marta nahin maut se bhi ye darta nahin pyaar kabhi bhi marta nahin maut se bhi ye darta nahin lut jaayenge mit jaayenge mar jaayenge hum zinda rahegi hamaari dastaan hooo hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi toot jaaye paayal to kya paaon ho jaayen ghaayal to kya toot jaaye paayal to kya paaon ho jaayen ghaayal to kya dil diya hai dil liya hai pyaar kiya hai to dena padega muhabbat ka imtehaan hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi main naachoongi main naachoongi main naachoongi ye nazar jhuk sakti nahin ye zubaan ruk sakti nahin ye nazar jhuk sakti nahin ye zubaan ruk sakti nahin main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya bebas hoon lekin nahin main bezubaan hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi haan jab tak hai jaan jaane jahan
haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji baabaa haan ji baabaa kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haaye haan ji baabaa haan ji baabaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haai haan ji baabaa haan ji baabaa
hmm hmm hmm hmmm hmm hmmm haan ji haan maine sharaaaab pee hai haan ji haan maine sharaaaab pee hai thodi si nahin behisaab pee hai haan ji haan naa ji naa haan ji haan haan ji haan maine sharaaaab pee hai thodi si nahin behisaab pee hai haan ji haan maine sharaaaab pee hai meri tauba ooo mere kadam to nashe mein mere kadam to nashe mein dagmagaaaaane lage par aap kyun saath mere par aap kyun saath mere ladkhadaaaaane lage haan re haan haan re haan haan re haan haan re haan aapne bhi shayad janaab pee hai haan ji haan naa ji naa haan ji haan haan ji haan maine sharaaaab pee hai maaf kar dijiye meri gustaakhi ooooo main kya karun mere bas mein main kya karun mere bas mein dil deewaaaaana nahin rehna zara door mujhse rehna zara door mujhse paas aaaaaana nahin haan re haan haan re haan haan re haan haan re haan cheez maine badi hi kharaab pee hai haan ji haan naa ji naa haan ji haan haan ji haan maine sharaaaab pee hai mere haathon mein jaam to dekha hoooo dekhe kisi
haan main galat galat meri baatein galti se hi duniya bani pura sahi koyi nahin hai le le meri chetaawani dil mein jo aaye aaj ho jaaye dil mein jo aaye aaj ho jaaye aa stage laga hai badi jagah hai do it with a twist haan main galat galat hoja tu bhi aaja karein galti nayi dar ke sahi hua kahaan koyi darte rahe pehle kayi aasmaan toote yeh jahaan roothe aasmaan toote yeh jahaan roothe aa stage laga hai badi jagah hai do it with a twist ho mera apna character teri apni adaa tootenge bikhrenge behkenge sambhlenge donon dil ke iss maamle mein na akal ko lagaa aklon mein uljhenge toh phislenge donon ho mera apna character teri apni adaa tootenge bikhrenge behkenge sambhlenge donon dil ke iss maamle mein na akal ko lagaa aklon mein uljhenge toh phislenge donon dil mein jo aaye aaj ho jaaye dil mein jo aaye aaj ho jaaye aa stage laga hai badi jagah hai do it with a twist
haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya pyaar kiya kaliyon ke mehkte angon se pyaar kiya maine gul ke gulaabi gaalon se aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pyaar kiya nargis si naseeli aankhon se pyaar kiya badali ki rangeeli zulfon se khuli chandani mein aa haa haa khuli chandani mein maine abhisaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya thaam liya seene pe uchhalti lehron ko jhoom utha baahon mein pakad tufaanon ko aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa choom liya bijali ke machalte hoonthon ko loot liya maine mast ubharti bahaaron ko raat
hmmmm pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar kisi ko na pata chala kya ho gaya aisi mili nazren ke dil kho gaya kisi ko na pata chala kya ho gaya aisi mili nazren ke dil kho gaya chupke se wo pehlun mein aaaaa chupke se wo pehlun mein aa boli mujhe aa re aaaaa haan pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar nasha aankhon mein ab chhane laga hai mazaa jeene ka ab aane laga hai nasha aankhon mein ab chhane laga hai mazaa jeene ka ab aane laga hai saath hai woooo paas hai woooo saath hai woooo paas hai wooooo aaj nahi na re naaaaa haan pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar saanson mein saans jab mil jaayegi kali sapno ki khil jaayegi saanson mein saans jab mil jaayegi kali sapno ki khil jaayegi kal ka mujhe yaad nahin kal ka mujhe yaad
hmmm mmmm aasmaan pe chandni ka ek dariya beh raha tha haan to main kya keh raha tha haan to main kya keh raha tha keh rahe the tum hasina ishq mein mushkil hai jeena haan mujhe ab yaad aaya jab se maine dil lagaaya aaj aaj kaun sa din hai shukrawaar hai waqt yunhi jaa raha hai thehro koi aa raha hai koi musaafir hai apne raste jaa raha hai tauba main to dar gaya tha haan to main kya keh raha tha haan to main kya keh raha tha keh rahe the tum kahaani jab se aayi hai jawaani ab suno tum baat aage jab se ye armaan jaage aaj kaun si tarikh hai aaj chhabis tarikh hai pyaar sapne bun raha hai dekho koi sun raha hai maali hai baag se kaliyaan chun raha hai main to dhokha kha gaya tha haan to main kya keh raha tha hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm yaad karte ye fasaana tum mujhe mat bhool jaana kya diwaana hoon main koi jab se meri neend khoi are haan ye kaun sa mahina hai january rutt suhaani jhoomti hai ye police kyun ghoomti hai umm hmm arre baaba tumhen nahin kisi chor
jo khaabon khayaalon mein socha nahin tha tune mujhe itnaa pyaar diya main jab bhi jahaan bhi kadi dhoop mein tha teri zulf ne mujhpe saaya kiya haan jo khaabon khayaalon mein socha nahin tha tune mujhe itnaa pyaar diya main jab bhi jahaan bhi kadi dhoop mein tha teri zulf ne mujhpe saaya kiya haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai iraadon mein tu hai koi bhi aisa lamhaan nahin hai jiss mein mere tu hota nahin hai main so bhi jaaun raaton mein lekin tu hai ke mujh mein sota nahin hai tu hai ke mujh mein sota nahin haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai iraadon mein tu hai hai teri inaayat tujh se mili hai honthon pe mere hansi jo
haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe bechainiyon se jhoomte dil mein samet kar aayi hoon chandani mein badan ko lapet kar aakaash se utar ke jab aati hai aisi raat takdeer aashiqon ki jagaati hai aisi raat ye raat aarzu hai khushi hai umang hai is ek raat mein kai raaton ka rang hai is ek raat mein kai raaton ka rang hai kitna khayaal hai tere jazbaat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe tu hai mujhe pasand main tujhko pasand hoon moti hoon main magar teri mutthi mein band hoon aye jaanejaan tera mere haathon mein haath hai utri huyi dilon mein khushi ki baraat hai aye mere chaand teri kiran ban gayi hoon main lagta hai aaj raat dulhan ban gayi hoon main lagta hai aaj raat
haath aaya hai hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm haath aaya hai jab se tera haath mein aa gaya hai naya rang jazbaat mein main kahan hoon mujhe ye khabar hi nahin tere kadmon pe hi gir naa jaaun kahin haath aaya haiiiiiii dil mein nazron se chhup chhup ke aaya hai tu dil chura kar mera muskuraya hai tu tu kahe to main tu kahe to main ik baat tujhse kahun mera saathi nahin balki saaya hai tu mera saathi nahin balki saaya hai tu ungaliyaan jab zamaane ki mujh par uthi kho naa jaana kahin aise haalat mein roshni zindagi mein muhabbat se hai warna rakha hai kya chandani raat mein haath aaya haiiiiiii dil ke jazbaat ko main naa thukraaunga balke tasveer e jazbaat ban jaaunga hooo hooo haa aaaa aaaa aaaa haq muhabbat ka hooo hooo hooo hooo hooo haq muhabbat ka hota hai kaise adaa waqt aaya to main ye bhi dikhlaaunga waqt aaya to main ye bhi dikhlaaunga pyaar ke devta ke kadam choom kar zindagi nazar kar doongi saugat mein ab naa ghabraao manzil ki doori se tum tum akele
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haal E Dil Unko Sunana Tha Fariyad (1964) 03:21 13243
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Zeb Rahman
Duration : 03:21   Song Number : 13243   

Haal E Dil Yun Unhen Jahan Ara (1964) 03:01 13403
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Malhar
Duration : 03:01   Song Number : 13403   

Haal Kaisa Hai Janaab Ka Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:29 20494
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:29   Song Number : 20494   

Haal Kya Hai Dilon Ka Anokhi Ada (1973) 05:50 20495
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:50   Song Number : 20495   

Haal Tujhe Apni Aasha (1957) 03:03 12602
 
Poster of Aasha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:03   Song Number : 12602   

Haalat Na Poochho Dil Ki Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 04:38 36424
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Daboo Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Jimmy Shergill
Duration : 04:38   Song Number : 36424   

Haalu Jenu Haalu Jenu (1982) 04:34 31023
 
Poster of Haalu Jenu (1982)
 
Category
Kannada
Year- 
1982
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
G K Venkatesh
Singer- 
Dr Rajkumar
On Screen Actors- 
Dr Rajkumar, Madhvi
Duration : 04:34   Song Number : 31023   

Haan Diwana Hoon Saranga (1960) 04:15 20493
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 20493   

Haan Garmi Hai Kahaan Hai Maqsad (1984) 05:57 40319
 
Poster of Maqsad (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sridevi
Duration : 05:57   Song Number : 40319   

Haan Haan Yeh Pyaar Hai Dillagi (1999) 04:32 36357
 
Poster of Dillagi (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet, Chorus
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Urmila Matondkar
Duration : 04:32   Song Number : 36357   

Haan Jab Tak Hai Jaan Sholay (1975) 05:16 18045
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:16   Song Number : 18045   

Haan Ji Haan Ji Baba Mere Sanam (1965) 04:43 32431
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:43   Song Number : 32431   

Haan Ji Haan Maine Seeta Aur Geeta (1972) 05:30 14190
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:30   Song Number : 14190   

Haan Main Galat Love Aaj Kal (2020) 04:00 12098
 
Poster of Love Aaj Kal (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Sara Ali Khan, Kartik Aaryan
Duration : 04:00   Song Number : 12098   

Haan Maine Bhi Pyar Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 04:17 12933
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:17   Song Number : 12933   

Haan Pehli Baar Haan Pehli Baar Ek Ladki Aur Kaun (1979) 05:58 15028
 
Poster of Aur Kaun (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sachin
Duration : 05:58   Song Number : 15028   

Haan To Main Kya Raja Rani (1973) 04:14 39396
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:14   Song Number : 39396   

Haan Tu Hai Jannat (2008) 05:26 16960
 
Poster of Jannat (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:26   Song Number : 16960   

Haasil maza Hai Teri Dhaal (1997) 06:27 38862
 
Poster of Dhaal (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Gautami
Duration : 06:27   Song Number : 38862   

Haath Aaya Hai Jab Se Dil Aur Mohabbat (1968) 03:19 20497
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 03:19   Song Number : 20497