Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aah ye pal hai apna to iss pal ko jee le sholon ki tarah zara jal ke jee le pal jhapakte kho na jaana chhoo ke kar loon yakin na jaane pal ye paaye kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aa aa aa aaaaaaa baahon mein teri yun kho gayen hain armaan dabe se jagne lage hain jo mile ho aaj humko door jaana nahin mita do saari ye dooriyaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan aa aa aaaaaa aa aa aaaaaaaa
Jaadugar
jaadugar tere naina dil jaayega bach ke kahan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jaadugar tere naina dil jaayega bach ke kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera mukhada main dekhoon jahan jaadugar mere sainyyan tere jaisa koi hoga kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera saaya bhi dekhoon jahan re jaadugar tere roop ka diwana mera dil hai tere roop ka diwana mera dil hai ab duniyan se begaana mera dil hai tu hi tu hai dekhoon jidhar yahan wahan idhar udhar jaadugar tere naina dil jaayega bach ke kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera mukhada main dekhoon jahan re jaadugar main to ho gayi banwariya tere naam ki main to ho gayi banwariya tere naam ki dhun laagi re sanwariya tere naam ki le ke gayi mujhe teri lagan kahan kahan kidhar kidhar jaadugar mere sainyyan tere jaisa koi hoga kahan ruk jaaoon jhuk jaaoon tera saaya bhi dekhoon jahan jaadugar tere pyaar ka sahara meri zindagi tere pyaar ka sahara meri zindagi teri aankh ka ishara meri
aa aaa jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa ke unhey ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa tumhen kyun madde nazar ab haaye tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab ho gayaa harf e halak daftar e
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya ye zameen so gayi aasmaan so gaya so gaya pyaar ka suhaag jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag jaag jaag jaag jaag aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag raakh ban chuki hai aag raakh ban chuki hai aag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama rooth ke mujh se
ho ho ho ho ho ho aa aa aa aa aaaa jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki basee huyee zulf mein aayee hai sabaa pyaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa do dil ke kuchh le ke payaam aayee hai chaahat ke kuchh le ke salaam aayee hai do dil ke kuchh le ke payaam aayee hai chaahat ke kuchh le ke salaam aayee hai darr pe tere suboh khadee huyee hai deedaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa ek paree kuchh shaad see naashaad see baithee huyee shabnam mein teri yaad ki ek paree kuchh shaad see naashaad see baithee huyee shabnam mein teri yaad ki bheeg rahee hogee kahin kali see gulzaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa aa mere dil ab khwabon se munh mod le beetee huyee sab raatein yaheen chhod de aa mere dil ab khwabon se munh mod le beetee huyee sab raatein yaheen chhod de tere to din raat hain ab aankhon mein
ee eeeee na ee ee ee na ee eeeee ee ee eeee ee ee eeeeeee na ee ee eeeeee eeeeee na jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina nainon mein kal oos giri thi nainon mein kal oos giri thi jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina prem ki agni bujhti nahin hai beheti nadiya rukti nahin hai prem ki agni bujhti nahin hai beheti nadiya rukti nahin hai saagar tak behete do naina saagar tak behete do naina jaag ke kaati saari raina jaag ke kaati saari raina roohu ke bandhan khulte nahin hain daag hai dil ke dhulte nahin hain roohu ke bandhan khulte nahin hain daag hai dil ke dhulte nahin hain karvat karvat baaki raina karvat karvat baaki raina jaag ke kaati saari raina nainon mein kal oos giri thi nainon mein kal oos giri thi jaag ke kaati saari raina ee ee eeeeee ee ee eeeeee ee ee ee ee ee ee ee naaa ee ee ee ee ee ee aaaaa ee ee aaaa aaaaaa ee ee aaaaaa jaag ke kaati saari raina
hooooo ooo ooo oooo oo oo oo oo oo ooo jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega uthega toofaan zamaana dekhega behta chalega meelon nehron ka paani jhoomegi kheti jaise jhoome jawaani aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa navyug ka vardaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega phirte the mulkon mulkon jholi pasaare ab se jeeyenge hum bhi apne sahaare aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bhare huye khalihaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega phootega moti ban ke apna paseena phootega moti ban ke apna paseena duniya ki kaumen humse seekhengi jeena hoo oo oo oo oo oo oo oo oooo kal ka hindustaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega uthega toofaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega
aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa jaagi jaagi badan mein jwala saiyyan tune kya kar daala jaagi badan mein jwala saiyyan tune kya kar daala mana mana kar haari maane nahin man matwala bairi tune hath na chhodi maine tujhe kitna taala jaagi badan mein jwala saiyyan tune kya kar daala aate jaate raahon mein chheda inhi teri baaton se pada yeh bakheda aate jaate raahon mein chheda inhi teri baaton se pada yeh bakheda achchhi ki pehchan tere do nainon ne arey ghayal kar di jaan tere do nainon ne hmmm hmmm hoooooo hmm jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala roothe meri aankhon se sapane huye tere khwaab mein din the jo apane roothe meri aankhon se sapane huye tere khwaab mein din the jo apane abse pehle haal na aisa dekha tha are solah saal mein saal na aisa dekha tha hmmm hmmm hoooooo hmm jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala tere liye raaton ko bhatkun aate jaate logon ki nazaron mein khatkun tere liye raaton ko bhatkun aate jaate logon ki
nela nela nela navvuthundi naala natta nadi poddu sureedula vela vela vela sainyam ayi ivaala dusukellamandi nalo kala sarra sarra sara akasam kosesa rendu rekkalu todigesa girra gira gira bhugolam chutura gurala vegam tho thirigesa ye konchem kalthi lenni kotha chirugalai eggaresa santhoshala janda janda jaago jaagore jaago jaagore jaago jaagore jaago jaago jaagore jaago jaagore jaago jaagore jaago hmm hmm hmm vethika nannu nennu dorika naaku nennu nalo nenne enno vella vella mileu thirigi panchestanu nanu parichestanu nanu ennimidik kulanni pongipoye premai veligi ghumma ghuma ghuma gundelni thaakela gandhaala galalle vastha komma komma remma pacham ga navvela panneeti jallulne thestha edari ni kadali ga chesta chesta jago jagore jaago jaagore jaago jaagore jaago ho hmm hmm hmm swardham leni chettu badule koranantu poolu pallu neeku naku enno panchuthunde emi pattanattu bandham tenchukuntu manishe saati manishani chudakunte artham lede salla salla sala ponginde
jaago bansiwaare lalnaa jaago bansiwaare lalnaa jaago more pyaare jaago bansiwaare lalnaa jaago more pyaare rajni beeti bhor bhayo hai ghar ghar khule kiwaade rajni beeti bhor bhayo hai ghar ghar khule kiwaade gopi dahi mathat gopi dahi mathat suniyat hai kangna ki jhankaare jaago bansiwaare lalnaa jaago more pyaare utho laalji bhor bhayo hai sur nar thaade dware gwaalbaal sab karat kolaahal gwaalbaal sab karat kolaahal jai jai karat uchare jaago bansiwaare lalnaa jaago more pyaare makhan roti haath mein leeni gauan ke rakhwaare makhan roti haath mein leeni gauan ke rakhwaare meera ke prabhu giridhar naagar meera ke prabhu giridhar naagar sharan aaya ko taare jaago bansiwaare lalnaa jaago more pyaare jaago more pyaare jaago more pyaare jaago re more pyaare
jaago jab ujiyaara chhaaye mann ka andhera jaaye kirnon ki raani gaaye jaago hey mere mann mohan pyaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare bheegi bheegi ankhiyon se muskaaye yeh nayi bhor tohe ang lagaaye bheegi bheegi ankhiun se muskaaye yeh nayi bhor tohe ang lagaaye baahein phaila o dukhiyaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare jisne mann ka deep jalaaya duniya ko usne hi ujala paaya jisne mann ka deep jalaaya duniya ko usne hi ujala paaya mat rehna ankhiyon ke sahaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare kiran pari gagari chhalkaaye jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye kiran pari gagari chhalkaaye jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye phool bane mann ke angaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare aaaaaaaaa aaaaaaa
hey hey aaaa haaa haa haa haa hooooo uuuuu hooooo uuuuu hmmmm hmmmm jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani kya ameeri kya gareebi bhulo baaten puraani jaago sone waalon suno meri kahaani toota jo aaj dil ka wo saaz rone laga ek badnaseeb hasne lage duniyaa ke log koi hua barbaad jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani ye unch neech duniyaa ke beech aakhir ye kyun bolo koi jo hai bhala wo kyun bura hum to naa samjhe ye raaz jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani aapas ke ghum baanten jo hum phir naa rahen aise sitam kehne ko hum insaan hain insaaniyat kahaan hai jaago sone waalon suno meri kahaani
Jaagte Hain Hum
jaako raakhe saaiyaan maar sake naa koye baal na beeka kar sake jo jag baireeee hoye jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan khode kuwaan auron ke liye khud usmein gir jaaye bhala kare ya bura kare tere saamne aaye jaisi karni waisi bharni hoooo oooo jaisi karni waisi bharni daata ka farmaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan teri amaanat hum leke tere dwaare aaye dukh chinta mein ek tu hi kaam humaare aaye naam hai tera bhole shankar oooo oooo naam hai tera bhole shankar teri shakti mahaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan
aaaaa aaaa aaa aaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa zindagi jeene ko di jee maine kismat mein likha tha pee to pee maine zindagi jeene ko di jee maine kismat mein likha tha pee to pee maine main na peeta to tera likha galat ho jaata main na peeta to tera likha galat ho jaata tere likhe ko nibhaya kya khata ki maine jaam chalne lage jaam chalne lage dil machalne lage jaam chalne lage dil machalne lage chehre chehre pe rang e sharaab aa gaya jaam chalne lage dil machalne lage chehre chehre pe rang e sharaab aa gaya baat kuchh bhi naa thi baat itni huyi baat kuchh bhi naa thi baat itni huyi aaj mehfil mein wo benaqaab aa gaya jaam chalne lage dil machalne lage ek hi waqt mein uske aane se tha chaandni ka samaa roshni ka gumaan ek hi waqt mein uske aane se tha chaandni ka samaa roshni ka gumaan koi kehne laga maahtaab aa gaya koi kehne laga maahtaab aa gaya koi kehne laga aaftaab aa gaya jaam chalne lage dil machalne lage chehre chehre pe rang e sharaab aa
qaraar khoya muhabbat mein iss zamaane ne ye baat sach hi kahi hai kisi deewane ne ke jaan chali jaaye jeeya nahin jaaye jeeya jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye jeeya nahin jaaye jeeya jaaye to phir jeeya nahin jaaye ye ilzaam sar pe liyaa nahin jaaye liyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo zamaane mein nahin deewana hum sa zamaane mein nahin deewana hum sa deewana nahin ye zamaana hum sa ye kya jaane ye kya samjhe ye baaten pyaar ki ye kya jaane ye kya samjhe ye baaten pyaar ki hooooooo ke pyaar har kisi se kiyaa nahin jaaye kiyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo naa aaye kabhi neend naa aaya hai qaraar naa aaye kabhi neend naa aaya hai qaraar humaari tauba hum nahin karenge pyaar bas laao dil humara humko de do o sanam bas laao dil humara humko de do o sanam hooooo ye dil le ke waapas diyaa nahin jaaye diyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo
jaan e bahaar yaaron ka yaar yaaro mujhe ho hoo sabse hai pyaar heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hyee hyee hoo hoo heyy heyy hum jo bahke mahken baharen hum hanse to hansti hain kaliyaan hum ruken to ruk jayen rahein hum chalen to chalti hai duniya main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hai ye dharti apna bistar aur gagan hai apni chadar sardi garmi aandhi tufaan apne aage ek barabar main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana itna sa hai mera fasana sabke bigde kaam banana apno se hai yaari apni gairon ko bhi apna jana main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana jaan e bahar yaaron ka yaar yaaro mujhe hooo ooo sabse hai pyaar
aajaaa aajaaa aajaaa jaane chaman aaja o gulbadan aaja deewaana mera dil tujhe de sada main teri aankhon mein main teri saanson mein na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaaa jheel mein aksar jhoom ke lehren pehle bhi to uthti thi lekin ye toofaan na the lekin ye toofaan na the baadal ban ke rukhpe zulfen pehle bhi to udti thi lekin ye armaan na the aaja tu baahon mein pyaar ki raahon mein deewaana mera dil tujhe de sada jaane chaman aajaa yun to kal bhi in jharnon mein pyaar ki jhaanjhar bajti thi lekin ye nagma na tha yun to kal bhi in phoolon mein jaane ada tu hansti thi lekin ye jalwa na tha jalwa bhi tera hai nagma bhi tera hai na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaa aankhon ke wo paimaane jo aankhon mein lehraate the aakhir chhalakne lage aakhir chhalakne lage mere dil ke afsaane jo honthon pe reh jaate the aakhir machalne lage aakhir machalne lage tu meri jannat hai meri mohabbat hai na honge meri jaan kabhi hum
jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao madhosh hai zindagi chaaron taraf bekhudi madhosh hai zindagi chaaron taraf bekhudi thaamo mujhe main gira thaamo mujhe main gira lehraaye dil ki lagi jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao paani jo hum per gire ik aag tan mein lage paani jo hum per gire ik aag tan mein lage tumko khabar kya sanam tumko khabar kya sanam kehte hain ulfat isse o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao hoye hoye jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao baadal se barse nasha bheegi huyi hai fizaa baadal se barse nasha bheegi huyi hai fizaa thandi hawaa jab chale thandi hawaa jab chale kaanpe hai dil ka diyaa o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaadu Hai Nasha Hai (Female) Jism (2003) 05:29 20603
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:29   Song Number : 20603   

Jaadugar Silk Route 03:50 37222
 
Poster of Silk Route
 
Category
Indipop
Duration : 03:50   Song Number : 37222   

Jaadugar Tere Naina Man Mandir (1971) 05:56 20635
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:56   Song Number : 20635   

Jaag Aur Dekh Zara Alam e Veeran Mera K L Saigal 03:21 39403
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Seemab Akbarabadi
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:21   Song Number : 39403   

Jaag Dard E Ishq Anarkali (1953) 05:21 12671
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:21   Song Number : 12671   

Jaag Dil E Diwaanaa Rut Jaagee Oonche Log (1965) 04:53 20605
 
Poster of Oonche Log (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 04:53   Song Number : 20605   

Jaag Ke Kaati Leela (2002) 06:14 13609
 
Poster of Leela (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Others
Duration : 06:14   Song Number : 13609   

Jaagega Insaan Zamaana Aadmi Aur Insaan (1969) 03:42 39107
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:42   Song Number : 39107   

Jaagi Badan Mein Jwala Izzat (1968) 05:52 32836
 
Poster of Izzat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Lalitha
Duration : 05:52   Song Number : 32836   

Jaago Srimanthudu (2015) 03:59 40589
 
Poster of Srimanthudu (2015)
 
Category
Telugu
Year- 
2015
Lyricist
Ramajogayya Sastry
Music Director- 
Devi Sri Prasad
Singer- 
Raghu Dixit, Rita
On Screen Actors- 
Mahesh Babu
Duration : 03:59   Song Number : 40589   

Jaago Bansiwaare Lalna Meera Bhajan 04:23 18944
 
Poster of Meera Bhajan
 
Category
Devotional
Music Director- 
S Janaki
Singer- 
S Janaki
Duration : 04:23   Song Number : 18944   

Jaago Mohan Pyaare Jagte Raho (1956) 05:38 20607
 
Poster of Jagte Raho (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:38   Song Number : 20607   

Jaago Sone Waalon Bhoot Bungla (1965) 06:09 12004
 
Poster of Bhoot Bungla (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 06:09   Song Number : 12004   

Jaagte Hain Hum Khiladi 420 (2000) 04:29 13026
 
Poster of Khiladi 420 (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Mahima Choudhary
Duration : 04:29   Song Number : 13026   

Jaako Raakhe (Jis Ka Rakhwala Bhagwan) Aisa Bhi Hota Hai (1971) 03:41 40526
 
Poster of Aisa Bhi Hota Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:41   Song Number : 40526   

Jaam Chalne Lage Anup Jalota 09:14 18187
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 09:14   Song Number : 18187   

Jaan Chali Jaye Anjaana (1969) 05:43 20752
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Duration : 05:43   Song Number : 20752   

Jaan E Bahaar Yaaron Ka Yaar Jaan-E-Bahaar (1979) 05:18 36912
 
Poster of Jaan-E-Bahaar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 05:18   Song Number : 36912   

Jaan E Chaman Aaja Raat Andheri Thi (1967) 04:38 40837
 
Poster of Raat Andheri Thi (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Akhtar Romani
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 40837   

Jaan E Chaman Shola Badan Gumnaam (1965) 05:06 20610
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 05:06   Song Number : 20610