Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum paas aaye yun muskuraaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai na jaane kaisa ehsaas hai bujhati nahin hai kyaa pyaas hai kyaa nashaa is pyaar ka mujhpe sanam chhaane lagaa koi na jaane kyun chain khotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai hey ye ye hmm umm umm umm umm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kyaa rang laayi meri duaa ye ishq jaane kaise huaa bechainiyon mein chain na jaane kyun aane lagaa tanhaayi mein dil yaadein sanjotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne
hmmm kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad kis naam se yaad karenge hum tumko aaj ke baad kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad is khudgarji ko dekar ek majboori ka naam is khudgarji ko dekar ek majboori ka naam ulfat ke naam ko tumne kar daala hai badnaam upar se bhole panchhi tum andar se sayyaar kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad ik roz kaha tha tumne humko apna mehboob ik roz kaha tha tumne humko apna mehboob mehboob badalne ka ye andaaz bahut hai khoob is baat pe hum khush hokar dete hain mubaarakbaad kuchh log mohabbat karke ho jaate hain barbaad kuchh log mohabbat karke kar dete hain barbaad chup rahe zubaane khanjar chhupta nahin ye ilzaam chup rahe zubaane khanjar chhupta nahin ye ilzaam leta hai
kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain har rang mein rang badalte hain har rang mein rang badalte hain hum unko aur samjhte hain par wo kuchh aur niklte hain kuchh log yahaan par aise hain apne matlab se matlab hai kisi aur se inko kya matlab kisi aur se inko kya matlab begaane se ban jaate hain jab nikal jaaye inn ka matlab koi kaise inke saath chale koi kaise inke saath chale har mod pe raah badlte hain kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain humse ye kitni bhool huyi pehle naa inhen pehchaan sake pehle naa inhen pehchaan sake jab uth gaya parda chehre se tab asli soorat jaan sake kya milta hai inn logon ko kya milta hai inn logon ko jaane kyun aisa karte hain kuchh log yahaan par aise hain har rang mein rang badalte hain hum unko aur samjhte hain par wo kuchh aur niklte hain kuchh log yahaan par aise hain
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey aye hye hye kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa hooo ye dil bezubaan tha aaj isko zubaan mil gayi oooooo meri zindagi ko ik haseen daastaan mil gayi jeene kaa marne kaa jeene kaa marne kaa aayegaa ab mazaaa kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa kuchh mere dil ne kahaa kuchh tere dil ne kahaa ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage ab hum kya kahen kya sune jab dil baaten karne lage heyyyyyyy ayeeee aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa haan tujh se mil ke jaana kitne tanhaa thi main tere bin hooooo pal pal kaisi halchal zindagi mein hai ab raat din main kahoon aur kya main kahoon aur kya bas tera
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho
halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi dheere dheere kya ho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho sab mere din sab raaten tumhaare khayaalon mein rehten hai gum kehni hai tumse jo baaten baitho zara ab sun bhi lo tum kya mere khaab hain kya hai meri aarzoo tum se ye daastaan kyun na kahoon rubaroo kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho hoooo jazbaat jitne hai dil mein mere hi jaise hain wo bezabaan jo tumse main keh na paayi kehti hai wo meri khamoshiyaan sun sako to suno wo jo maine kaha nahin sach to hai kehne ko ab kuchh raha nahin kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho khoyin sab pehchaanen khoye saare apne samay ki chhalni se gir gir ke khoye saare sapne khoyin sab pehchaanen khoye saare apne samay ki chhalni se gir gir ke khoye saare sapne aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho humne jab dekhe the sundar komal sapne phool sitaare parbat baadal sab lagte the apne humne jab dekhe the sundar komal sapne phool sitaare parbat baadal sab lagte the apne aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho
kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa mitti ka hai tu putla ye jism tera faani tu to nahin rahega reh jaayegi kahaani tu apni daastaane duniya mein naam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa humdard sabka banke insaaniyat dikha jaa jo bhi tujhe pukaare uske hi kaam aa jaa sabki duvayen le jaa sabko salaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa sabse badi ibaadat logon ke kaam aana khud bhookh seh ke dede bhookhon ko apna khana do din ki zindagi ko yunhi tamaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa hai maut teri manzil aur zindagi safar hai toote na dil kisi ka har dil khuda ka ghar hai bandon ki uspe khidmat tu subha shaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa
kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai aankhon aankhon mein hi kuchh paigaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai suna hai manzil milte hi uss ki chaahat mar jaati hai suna hai manzil milte hi uss ki chaahat mar jaati hai gar ye sach hai to phir hum nakaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai jab mera humdam hi mere dil ko na pehchaan saka jab mera humdam hi mere dil ko na pehchaan saka phir aisi duniya mein hum gumnaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai aankhon aankhon mein hi kuchh paigaam rahen to achchha hai achchha hai kuchh rishte ta umr agar benaam rahen to achchha hai
kuchh samajh nahin aaye kuchh samajh nahin aaye mohe is duniya ki baat is duniya ki baat kuchh samajh nahin aaye kabhi hansaye kabhi rulaye kabhi banaye kabhi mitaye jaane kya kya khel rachaye ye duniya din raat ye duniya din raat ye duniya din raat kuchh samajh nahin aaye kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche is duniya mein kab deta hai koi kisi ka saath koi kisi ka saath koi kisi ka saath kuchh samajh nahin aaye aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara haan aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara darhgo ko patwar bana lo aur naiya ko kinara raat mein hai parbhat issi andhiyare mein ujiyara andhiyare mein ujiyara
kuchh sharmaate huye aur kuchh seham seham kuchh sharmaate huye aur kuchh seham seham naye raste pe rakha aaj maine pehla kadam naye raste pe rakha aaj maine pehla kadam jise kehte ho pyaar tum aye duniya waalo ooooo jise kehte ho pyaar tum maine khaayi hai pehli baar aaj unki kasam maine khaayi hai pehli baar aaj unki kasam kuchh sharmaate huye maine aaj unke aansu ponchh liye jinki aankhen thi dabdabaayi huyi aaj ban gayi main kisi ki dulhan aaj ban gayi main kisi ki dulhan main na jaanun ki kab sagai huyi main na jaanun mile hum chori chori bandh gayi prem ki dori mile hum chori chori bandh gayi prem ki dori ek dhokhe mein hua bas mera sab khel khatam ek dhokhe mein hua bas mera sab khel khatam naye raste pe rakha aaj maine pehla kadam kuchh sharmaate huye kitna pyaara hai mohabbat ka asar kitni meethi hain pyaar ki ghaaten main khadi hoon zameen par lekin karti hoon aasmaan se baaten aaj main daanwa dol bik gayi bina mol aaj main daanwa dol bik gayi bina mol
kuchh sher sunaata hoon main kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain seekhi hai tumse phool ne hasne ki har ada seekhi hawaa ne tum se hi chalne ki har ada aina tum ko dekh ke hairaan ho gaya ek bezubaan tum se pashemaan ho gaya kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain haathon ka loch ras bhari shaakhon ki daastaan naazuk hatheliyon pe wo mehndi ka gulsitaan pad jaaye tum pe dhoop to sawlaye gora tan makhmal pe tum chalo to chhile paaun gul badan kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain aankhein agar jhooke to muhabbat
hmm hmmm aaaaa aaaaaa hey hey heyyyy kuchh sochun haan socho heyyyyy kuchh sochun haan socho kuchh bolun haan bolo are kabhi na huyi jo baat baat wo ho jaane de meri jaan ho jaane de heyy heyyyy chhedo na chhodo na dil ki dil mein hi rehne do kuchh sochun haan socho heyyyyy kuchh sochun haan socho kuchh bolun haan bolo are kabhi na huyi jo baat baat wo ho jaane de meri jaan ho jaane de heyy heyyyy chhedo na chhodo na dil ki dil mein hi rehne do kuchh sochun haan socho dekho na is tarah se mujhe muskura ke behak jaaun na aaj masti mein aa ke behkenge masti mein mastaane hainnn are jaane jaan hum tere deewaane hain chhedo na chhodo na dil ki dil mein hi rehne do oooo aa gaye chalte chalte aji hum kahaan dhadkanen jaane kyun ho rahi hain jawaan haal e dil keh daalo sharmaao naa hey pyaar hai ye pyaar se yun ghabraavo naa chhedo na haan chhodo na dil ki dil mein hi rehne do kuchh sochun haan socho heyyyyyyyyy kuchh sochun haan socho kuchh bolun haan bolo are kabhi na
kuchh to bata are kuchh to bata na na na na naaaa phone ka number ghar ka pata na na na na naaaa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na phone ka number ghar ka pata nan nan nan na nan na nan na na na tere liye haal hai ye dekh mujhe tu yun na sataa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na phone ka number ghar ka pata nan nan nan na nan na nan na na na kehna hai jo kaho jaldi jaldi warna yun hi raho main to chal di aise karo nahin haye bye aao piye kahin chai waai samjhaun kitni baar ye koshish hai beqaar sun lo mujhko hai inqaar dil mein pyaar hai albatta nan nan nan na nan na nan na na na kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan nan nan na tere liye haal hai ye dekh mujhe tu yun na sataa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na dil ka kahoge jo kissa vissa aayega mujhko to gussa vussa jaane de gusse ke chakkar vakkar aa chal ke dekhenge picture victure karte ho kyun ye
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa kuchh to duniyaa ki aaaaaaa kuchh to duniyaa ki inaayaat neeee dil tod diyaaaaa kuchh to duniyaa ki aur kuchh talkhi ye aur kuchh talkhi ye haalat neeeee dil tod diyaa aur kuchh talkhi ye hum to samjhe the ke barsaat mein barsegi sharaab hum toooooo hum tooooooooooooo hum to samjhe the ke barsaat mein barsegi sharaab aayi barsaat to barsaat ne dil tod diyaaaaaaa aayi barsaat to dil to rota rahe aur aankh se aansoon naaa bahen dil to rotaaaaa rahe aur aankh se aansoon naaa bahen ishq ki aisi rawaayaat ne dil tod diya ishq ki aisi wo mere hainnnnnnnnnnnn wo mere hain mujhe mil jaayenge aa jaayengeeeeeee woooooooo mereeeee hainnnn mujheee wooo mereeeee hain mujhe wo mere hain mujhe mil jaayenge aa jaayenge aise bekaar khayaalat ne dil tod diya aise bekaar khayaalat ne dil tod diya aise bekaar aap koooo pyaaar hai mujhse ke nahin hai mujhseeeee
kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai do char din se lagta hai jaise sab kuchh alag hai sab kuchh naya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai cheezen main rakh ke bhool jati hoon bekhayali mein gungunati hoon ab akele mein muskurati hoon badali huyi si meri ada hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai pighala pighala hai dil mera jab se achha rehta hai mood bhi tab se haske milta hoon aaj kal sab se khushh ho gaya hai jo bhi mila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai rang chamkeele sare lagte hain raah mein bikhare taare lagte hain phool ab zyada pyare lagte hain mehki huyi si jaise hawa hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai dhyan ab apna zyada rakhta hoon sochta hoon main kaisa lagta hoon aaeena ho to dekh leta hoon kaise ye chehara aisa khila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai ye nasha jismen dono rehtein hain ye laher jismen dono behte hain ho na ho
kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge kuchh reet jagat ki aisi hai har ek suboh ki shaam huyi kuchh reet jagat ki aisi hai har ek suboh ki shaam huyi tu kaun hai teraa naam hai kyaa sita bhi yahaan badnaam huyi phir kyun sansaar ki baaton se bheeg gaye tere nainaa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge hum ko jo taane dete hain hum khoye hain inn rang raliyon mein hum ko jo taane dete hain hum khoye hain inn rang raliyon mein hum ne unko bhi chhup chhup ke aate dekhaa inn galiyon mein ye sach hai jhuthi baat nahin tum bolo ye sach hai naa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa
aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa raa aaaaa aaaaaaa aaaa kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhariiii ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh tumhare na khuda hummm hmm mmm na khuda hum jisse samajh baithe na khudaaaa aaa aaaaaa na khuda hum jisse samajh baithe ussi kambakht ne dubona tha ussi kambakht ne dubona tha kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhariiiiiiiiiii iiiiii kuchh tumhari ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh tumhare kab talak khelte zamane se kab talak kheee eeee eeeee kab talak khelte zamane se ek toota hua khilona tha ek toota hua khiloooonaaa tha ek toota hua khilona tha kuchh tumhari ada ka rona tha kuchh tumhariiiii ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh humen bhi eee ee ee
Kuchh Yaad Karo Apna
kuchi kuchi rakkamma sun lo tum achchi achchi gudiya de do tum saara jahaan so gayaa chand kahin kho gayaa kuchi kuchi rakkamma achchi achchi gudiya kuchi kuchi rakkamma paas aao naa ik achchi achchi gudiya de do na saara jahaan so gayaa chand kahin kho gayaa kuchi kuchi rakkamma achchi achchi gudiya kuchi kuchi rakkamma paas aye naa ik pyaare pyaare gudiya na de na saara jahaan soya nahin chand kahin khoya nahin kuchi kuchi rakkamma paas aye naa ik pyaare pyaare gudiya na de na naache mor paani mein chham chham gaaye koyal dil chahe sargam chahe khilti kali shabnam hey ab ek beti chahein hum aise mat kaho kuch bhi tum nazar pher lo hum se tum bahut haseen ye nazaare hain bas in ko dekho tum aaya pyaar ka ye mausam raag milan ka chedein hum daal daal pe phool khilein khali pade hain kyon saawan ke jhule bas de de ek kudi bas raho dur yoon hi aa aa bas de de ek kudi bas raho dur yoon hi paas aa ke tujh se to dur raha jaaye na kuchi kuchi rakkamma paas aye naa ik
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kuchh Kuchh Hotaa Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 05:08 16751
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:08   Song Number : 16751   

Kuchh Log Mohabbat Lava (1984) 05:44 14325
 
Poster of Lava (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 05:44   Song Number : 14325   

Kuchh Log Yahaan Par Aise Hain Vardaan (1974) 04:04 18220
 
Poster of Vardaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:04   Song Number : 18220   

Kuchh Mere Dil Ne Kahaa Tere Mere Sapne (1996) 04:59 10051
 
Poster of Tere Mere Sapne (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Chandrachur Singh, Priya Gill
Duration : 04:59   Song Number : 10051   

Kuchh Na Kaho 1942 A Love Story (1993) 06:08 20805
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 06:08   Song Number : 20805   

Kuchh Na Kaho Kuch Naa Kaho (2003) 05:22 11960
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:22   Song Number : 11960   

Kuchh Na Kaho (Female) 1942 A Love Story (1993) 40249
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration :    Song Number : 40249   

Kuchh Nek Kaam Kar Jaa Khuda Ka Banda (1957) 04:07 39721
 
Poster of Khuda Ka Banda (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shewan Rizvi
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:07   Song Number : 39721   

Kuchh Rishtey Shreya Ghoshal 05:36 38928
 
Poster of Shreya Ghoshal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ajay Jhingran
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:36   Song Number : 38928   

Kuchh Samajh Nahin Aaye Aasmaan (1952) 03:24 36574
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Asha Parekh
Duration : 03:24   Song Number : 36574   

Kuchh Sharmate Huye Girls School (1949) 03:01 38714
 
Poster of Girls School (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anil Biswas, C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:01   Song Number : 38714   

Kuchh Sher Sunaata Ek Dil Sau Afsane (1963) 06:06 13211
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Duration : 06:06   Song Number : 13211   

Kuchh Sochun Duniya Meri Jeb Mein (1979) 05:56 38777
 
Poster of Duniya Meri Jeb Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Kapoor
Duration : 05:56   Song Number : 38777   

Kuchh To Bata Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:33 16851
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:33   Song Number : 16851   

Kuchh To Duniyaa Ki Begum Akhtar 09:10 15704
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 09:10   Song Number : 15704   

Kuchh To Huaa Hai Kal Ho Naa Ho (2003) 05:34 16843
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Alka Yagnik, Shaan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Preity Zinta
Duration : 05:34   Song Number : 16843   

Kuchh To Log Kahenge Amar Prem (1971) 05:01 20807
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Khamaj
Duration : 05:01   Song Number : 20807   

Kuchh Tumhari Ada Ka Rona Tha Talat Aziz 06:20 36989
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:20   Song Number : 36989   

Kuchh Yaad Karo Apna Bajrangbali (1976) 05:50 40045
 
Poster of Bajrangbali (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Aziz Nazan
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 05:50   Song Number : 40045   

Kuchi Kuchi Rakkamma Bombay (1995) 05:04 17904
 
Poster of Bombay (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Arvind Swamy, Manisha Koirala
Duration : 05:04   Song Number : 17904