Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare hum pe chhup chhup zulam kare ho gori tore naina hain jadu bhare hooo tere naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare teer chale par dekh na paayein chhup chhup waar karein teer chale par dekh na paayein chhup chhup waar karein ho ho kajra lagaa ke nazrein ghuma ke seene ke paar karein haai tere naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare hooo hum pe chhup chhup zulam kare ho gori tore naina hain jadu bhare bhole bhale mad ke pyaale chhalak chhalak chhalke bhole bhale mad ke pyaale chhalak chhalak chhalke ho ho dekh adaa teri dil chhailon ke reh jaayein jal jal ke haai tere naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare hooo hum pe chhup chhup zulam kare ho gori tore naina hain jadu bhare
naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta sa din aashiyaan hai sunsaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa pyaasi rahi milke unse pyaas ko hi maine pooja ye hi to hai abhimaan mera pyaar pooja prarthna to ek saath rahna chaahen pyaar pooja praarthna to ek saath rahna chaahen saath agar saath naa de sang aa jaati aahen ab yahi hai toofaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera
naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi aa jaa baalam o harjaayi aa jaa baalam o harjaayi naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi nis din nis din yaad sataaye tere binaaaa ab jiyaa naa jaaye haaye ye kaisi preet lagaayi haaye ye kaisi preet lagaayi naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi pyaar humen to raas naa aaya pyaar humen to raas naa aaya dilbar mera pass naa aaya nainon ki batiyaan samajh naa aayi nainon ki batiyaan samajh naa aayi naina lagayi ke main pachhtaayi aa jaa baalam o harjaayi aa jaa baalam o harjaayi naina lagayi ke aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa main pachhtaayi o re main pachhtaayi reeee main pachhtaayi
naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi aa jaa baalam doon main duhaayi aa jaa baalam doon main duhaayi sa ga pa dha ni dha ma ga re ga ma pa ga ma pa ga ma pa ga re sa ga dhi ni sa nis din nis din yaad sataaye tere binaaaa ab jiyaa naa jaaye haaye ye kaisi preet lagaayi sa re sa ni dha sa pa ma ga re sa ni dha sa naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi hmmmmm hmmmm hmmmmmm sapnon mein bhi tumko pukaarun hmmmmm laakh jatan karun panth nihaarun aa jaa sanam kaahe der lagaayi naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi hmmmmmm naaaaaa nanaaaaaa heeeeeee aaaaa pyaar humen to raas naa aaya nainon ki batiyaan samajh naa aayin naina lagayi ke main pachhtaayi main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi naina lagayi ke main pachhtaayi main pachhtaayi main pachhtaayi
hooooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma jale na jale hooooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage aayenge wo aayenge main soch soch sharmaaun kya hoga kya na hoga main mann hi mann ghabraaun aaj milan ho jaaye to samjho din badle mere hooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma jale na jale jaanu na main to jaanu na roothe roothe piya ko manaana bindiyaa ho meri bindiyaa mujhe preet ki reet sikhaana main to sajan ki ho hi chuki hoon kyun na huye mere hooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma kajra mera kajra meri ankhiyon ka ban gaya paani toota dil toota meri tadap kisi ne na jaani pyaar mera hai ik parchhayee haath lage na mere hooooo
you wanna feel my kiss boy you can''t touch this naina mile tose naina mile naina mile to dil mein armaan khile naina mile tose naina mile naina mile to dil mein armaan khile pighla re pighla re raahon mein pighla re mann mein mere mann mein shola sa nikla re bijli ki taaron mein tu uljhi hai sapne si iss paapi dil ko kyun tu laage kisi apne si i robo dooba main pyaar mein dooba re i robo dooba main pyaar mein dooba re i m a supar girl teri pyaari wraper girl i m a supar girl teri pyaari wraper girl dil ki ibaarat mein tu hi bas tu hi hai neele se nainon ki jaagiren meri hain resham si zulfon ki chhaiyaan ab meri hain jalte iss seene se tujhko lagaaunga tu jo naa aayegi to so naa main paaunga katputli haathon ki tere ban jaaunga watch me robo shake it i know you wanna break it tu mujhko chhoo jaaye to shock naa lag jaaye pyaar ki ghadi mein motor naa jal jaaye ratiyaan mein battery gul na ho jaaye memory mein tu hi tu karti mujhko bechain shut down bhi bola main
naina naina neer bahaaye naina naina neer bahaaye mujh birhan ka dil saajan sang mujh birhan ka dil saajan sang jhoom jhoom ke gaaye naina naina neer bahaaye naina naina neer bahaaye mujh birhan ka dil saajan sang mujh birhan ka dil saajan sang jhoom jhoom ke gaaye naina naina neer bahaaye aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa vish ka pyaala kaam na aaya meera ne pee ke dikhlaaya vish ka pyaala kaam na aaya meera ne pee ke dikhlaaya prem to hai ganga jal iss mein prem to hai ganga jal iss mein prem to hai ganga jal iss mein vish amrit ban jaaye naina naina neer bahaaye prem hai girdhar ki baansuriyaa prem hai girdhar ki baansuriyaa prem hai raadha ki saanwariyaa ye hai saat suron ka dariyaa ye hai saat suron ka dariyaa jhar jhar behta jaaye naina naina neer bahaaye naina naina neer bahaaye
naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage saari raina jaage tune churaayi mori nindiya tu hi chain churaaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage naina laage naina laage meri saanson mein lehraayi ang mein khushboo ghole meetha meetha dard jagaaye nas nas mein tu dole saanjh savere honthon par bhi naam tera hi aaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage tose laage naina laage aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa saawan maas ki dhoop sa gori tera roop salona ek jhalak mein kar gaya roshan man ka kona kona rang hazaaron tune mere jeewan mein bikhraaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage naina laage naina laage mast hawaayein shaam suhaani bheegi rut ke mele sabko teri aas ho jaise sab hain aaj akele aangan meri tanhaayi ka tujh bin kaun sajaaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage tose laage naina laage tod ke rasmon ki zanjeeren aa donon mil jaayein sapne mehke aashaaon
muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo humdam maana tujhse mil naa paayenge hum hoooo ooooo pyaar phir bhi naa hoga tujhse kam humdam maana tujhse mil naa paayenge hum hoooo ooooo pyaar phir bhi naa hoga tujhse kam khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat aise humko tum bhula hi dena aise hoooo ooooo bhoole sapnon ko savera jaise aise humko tum bhula hi dena aise hoooo ooooo bhoole sapnon ko savera jaise khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum
naine nain made jiya chaana thai bane dil diwana naine nain made jiya chaana thai bane dil diwana tamne paarka manu ke manu potana ho tamne paarka manu ke manu potana naine nain made jiya chaana vaato haiyani kahewana naine nain made jiya chaana vaato haiyani kahewana tamne paarka manu ke manu potana ho tamne paarka manu ke manu potana vagiya nazarona teer thaiyu mandu aadhir shane nain chupavo ghoonghat ma vagiya nazarona teer thaiyu mandu aadhir shane nain chupavo ghoonghat ma sharmai gai bharmai gai me to preet chupavi aanter patma manma jagiya bhaav majana jane thaiye ekbijana tamne paarka manu ke manu potana ho tamne paarka manu ke manu potana made haath ma jo haath made haiyano jo saath mane raah made manzilni made haath ma jo haath made haiyano jo saath mane raah made manzilni rahe saath kadam hoye dard ke gum duniyathi judi chee safar dilni sathi kona thai rehwana kahi do dilna ke duniya na tamne paarka manu ke manu potana ho tamne paarka manu ke manu
nainon mein saawan man mere phagun palchhin jale aur jalaaye yaad aaye bachpan yaad aaye re nainon mein saawan man mere phagun palchhin jale aur jalaaye yaad aaye bachpan yaad aaye re yaad aaye re naachi nayan mein bachpan ke saathi yaad aaye wo paathshala yaad aaye re yaad aaye re yaad aaye re yaad aaye re ban ke kisi ki jab raajraani pehanti thi main phool maala wo din wo ratiyaan beeti wo batiyaan reh reh ke dil ko dukhaaye reh reh ke dil ko dukhaaye baabul ka aangan yaad aaye re yaad aaye re unse milan ki pehli ghadi thi magar tod di preet maine ban baanwari haaye ban ban phiri main ganwaaya magar meet maine ban ke miti kyun main yun luti kyun ye soch hardam sataaye ye soch hardam sataaye man ki wo uljhan yaad aaye re yaad aaye re man ka hiran mere jaata kahaan thi gale mein bandhi prem dori phir se mile do bichhade sitaare mile apne chanda se bichhadi chakori man ka hiran mere jaata kahaan thi gale mein bandhi prem dori phir se mile do bichhade sitaare mile
nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye madira mein doobi akhiyan chanchal hain dono sakhiyan jhalki raheng tohe palkon ki pyaari pakhiyaan sharma ke denge tohe madira ke pyaale nainon mein badra chaaye aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaa prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein prem deewani prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein pichhale janam se teri prem kahani hoon mein aa iss janam mein bhi tu apna bana le nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye
nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam bolo ji bolo ye raaz kholo hum bhi sunen dil ko thaam yaa to hai dharti yaa hai gagan yaa to hai sooraj yaa hai pawan uhmm us ka to saajan hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam heyyyyy hoo oooo masti mein gaaye dil ko lubhaaye kaanon mein mishri si ghole bolo ji bolo ye raaz kholo mera bhi mann aaj dole yaa to koyal ki hai raagni yaa to paayal hai yaa bansuri naa us ka to sajani hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam hmmm hmmm hmm hmmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa behki behki chaal hai uski jhoome wo awaara bolo ji bolo ye raaz kholo kis ki taraf hai ishaara bolo kis ki taraf hai ishaara yaa to jogi hai yaa paagal yaa to baadal hai yaa aanchal uhmm us ka to preetam hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam la la la la la la la la la la la la la la la la aaa la la la la la la la la
nainon mein nainon mein do nain samaye laakhon jatan kiye par man ko chain kahan se aaye nainon mein do nain samaye ab tak mere madhur pyar ko tum ne jaan na paaya man ki kitni gehraayi mein maine tumhe chhupaya prem agan badhti hi jaaye prem agan badhti hi jaaye kaise koi dabaye nainon mein do nain samaye ek baar tum aa jao to nainan pyaas bhuja loon wo matwali bholi bhali surat man mein basa loon tum bin suna jeewan mera tum bin suna jeewan mera yunhi beet na jaaye nainon mein do nain samaye
haan to nainon mein nindiya hai mathe pe bindia hai are baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai oh o phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga o naino mein nindiya hai mathe pe bindia hai baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga teri galiyon ka main hoon ek banjara teri galiyon ka main hoon ek banjara tere bin duniya mein mera kaun sahara meri kab marzi hai hum mein ho ye doori main to jaan bhi de doon lekin hai majboori paaon mein paayal hai haathon mein aanchal hai julfon mein khushboo hai palkon mein jadu hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga sikhe koi tumse jhuthi baat banana are sikhe koi tumse jhuthi baat banana dekho dil na todo karke saaf bahana aise sapnon ka koi mahal banaun mere beghar premi main tumko kahan basaun seene mein dhadkan hai baahon mein kangan hai kaanon mein baali hai
nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri kaliyon ke saath jaise bhanvaron ka pyaar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein akhiyon mein pyaar bhara naya iqraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole
taa thaiyaa taa thaiyaa ho o taa thaiyaa taa thaiyaa ho o tum tannnn tum tannnnn tum tannnnn tum tannnnn tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana hoooooo ho ho hooo ho ho ho nainon mein sapnaa sapnon mein sajanaa sajanaa pe dil aa gaya kyun sajanaa pe dil aa gaya nainon mein sapnaa sapnon mein sajanaa sajanaa pe dil aa gaya kyun sajanaa pe dil aa gaya kai albele dheke jawani ke rele dekhe hasino ke mele dekhe dil pe hoooo hoooo tuhi chhaa gayaa ho tuhi chhaa gayaa arre nainon mein sapnaa sapnon mein sajani sajani pe dil aa gayaa ke sajani pe dil aa gaya taa thaiyaa taa thaiyaa ho o taa thaiyaa taa thaiyaa ho o tu nahin aa aa main nahin aa aa ab dil ek hai do tan ik pran do dil ik jaan manzil ek hai aang se aa aa aang mile aa aa aramaan khil gaye purab pashchim se pashchim purab se kaise mil gaye pyar ke zamane mile husn ke khazane mile jeene ke bahaane mile man mein hoooo hoooo jo tu aa gayaa ho jo tu aa gayaa nainon mein sapnaa
nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse mulaaqaat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi tum jo mile phool khile dil ke armaan hile dharti gagan donon lage jhumne nainon se milte hi nayan chalne laga mand pawan bhanvar lage kaliyon ko choomne bhanvar lage kaliyon ko choomne pehle milan ki ye karamaat huyi chandaa bin punam ki raat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chanchal palkon ke tale nazron ke teer chale baazi lagi do dilon ke khel ki tum bhi chale hum bhi chale dekh ke sab log jale badhne lagi bel madhur mel ki badhne lagi bel madhur mel ki apni muhabbat ki shuruaat huyi jeet idhar aur udhar maat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse
nainon waali ne haaye mera dil loota nainon waali bholi bhaali ek matwaali ne haaye mera dil loota nainon waali ne wo bhooli bhaali ne dil mera loota dil mera loota dil mera haaye haaye haaye haaye nainon waali ne haaye mera dil loota muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole koyaliya chup ho jaaye jab uski payal bole mujhe dikha ke pyaar bhare do naina bhole bhole nainon waale aa haa nainon waale ek matwaale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute laakhon bandhan toote lekin ye bandhan na toote neend chura li mujhse kar ke waade jhoote jhoote bholi bhaali haaye bholi bhaali nainon waale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye chaand tadap kar uske gore kadmon par gir jaaye taare puchhe hua hai
nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen nazar mili to jaane hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye chaand par utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye ke zindagi ke raaste sanwar sanwar gaye ho sanwar gaye gaye ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Naina Hain Jadu Bhare Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:15 12873
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar
Raag- 
Bihag
Duration : 03:15   Song Number : 12873   

Naina Hain Pyaase Mere Aavishkar (1973) 03:28 32681
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:28   Song Number : 32681   

Naina Lagai Ke (Asha Bhosle) Asha Bhosle 05:14 16525
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Indipop
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:14   Song Number : 16525   

Naina Lagayi ke Asha Bhosle 07:24 16510
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Indipop
Duration : 07:24   Song Number : 16510   

Naina Mere Rang Bhare Black Mail (1973) 04:41 17879
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:41   Song Number : 17879   

Naina Mile Robot (2010) 04:23 18843
 
Poster of Robot (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kash N Krissy
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Rajnikant, Aishwarya Rai Bachchan
Duration : 04:23   Song Number : 18843   

Naina Neer Bahaaye Water (2005) 04:52 16930
 
Poster of Water (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sukhwinder Singh
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
John Abraham, Lisa Ray
Raag- 
Bhatiyar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:52   Song Number : 16930   

Naina Tose Lage Asha Bhosle & Ghulam Ali 06:34 40406
 
Poster of Asha Bhosle & Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Ghulam Ali
Duration : 06:34   Song Number : 40406   

Naina Ye Barsen Mohabbat (1985) 06:26 18448
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Vijayanta
Duration : 06:26   Song Number : 18448   

Naine Nain Male Jya Akhand Saubhagyavati (1963) 03:18 16579
 
Poster of Akhand Saubhagyavati (1963)
 
Category
Gujarati
Year- 
1963
Lyricist
Barkat Virani
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Mahesh Kumar
Duration : 03:18   Song Number : 16579   

Naino Mein Saawan Anand Math (1952) 06:11 19794
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 06:11   Song Number : 19794   

Nainon Mein Badra Mera Saaya (1966) 03:21 21026
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 21026   

Nainon Mein Darpan Hai Aarop (1974) 03:52 15708
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Sayra Banu
Duration : 03:52   Song Number : 15708   

Nainon Mein Do Nain Samaye (Geet) C H Atma 02:40 16532
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:40   Song Number : 16532   

Nainon Mein Nindiya Hai Joroo Ka Ghulam (1972) 02:44 36153
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 02:44   Song Number : 36153   

Nainon Mein Pyaar Dole Sheroo (1957) 03:17 36374
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 36374   

Nainon Mein Sapnaa Himmatwala (1983) 06:40 21027
 
Poster of Himmatwala (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Sridevi
Duration : 06:40   Song Number : 21027   

Nainon Se Nainon Ki Baat Huyi Chandramukhi (1960) 03:23 37385
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kavita, Manhar Desai
Duration : 03:23   Song Number : 37385   

Nainon Waali Ne Haaye Mera Dil Loota Mera Saaya (1966) 03:48 13714
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhna
Duration : 03:48   Song Number : 13714   

Nainon Waali Tere Naina Beti Bete (1964) 03:37 12887
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:37   Song Number : 12887