Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath ye zidd bhi hai kitni humko dekhna hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar jalwe to laakhon hain kaun poochhta hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar lo yakeen maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar
Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar
ha ha ha ha ha ha ha ha aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha aaa aa ha ha ha ha pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye dil se hua hai dil ka milan dharti ko jhuk jhuk choome gagan aa ha ha aa ha ha haa aa ha ha haa jhoom uthi aasha ki ghata naach utha ulfat ka chaman phool bhi dekh ke roop tumhaara jaaneman sharma hi gaye pyaar ki raah bahaar ki manzil pyaar ki raah bahaar ki manzil paane waale paa hi gaye deep khushi ke dil mein jale ghum ke ghanere saaye dhale lagta hai aisa paa ke tumhen duniya hai jaise paanv tale hooo preet ke geet wafaaon ke naghmein saare jag pe chhaa hi gaye preet ki reet nibhaane waale preet ki reet nibhaane waale ban ke saathi aa hi gaye jaan se pyaara hai ye safar shaam hai apni apni sahar aa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kaid se panchi chhoot gaye door hua sayyaad ka dar pyaar ki mauj mein doob ke do dil aaj
oh oh oh pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada kho gaye tum kahaan ab to aa jao na phool hanste nahin panchhi gaate nahin phool hanste nahin panchhi gaate nahin ik tumhaare bina ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke ye wahi hai jagah humse pehle pahel ye wahi hai jagah humse pehle pahel tum mile the jahaan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yeh dahekta hua chaand taaron ka ban ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin uth raha hai dhuan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada laut aao laut aao ke aana hai tumko yahin laut aao ke aana hai tumko yahin tum jahaan ho tumhaari wo duniya nahin wo duniya nahin geet ke roop mein tumse
pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye aaj mere ghum pe ye aansoo bhi hans diye sehni padi hain yoon mujhe tujh bin aye paasbaan pyaar ki ye talkhiyaan aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo sooni si chaandni hai hua jab se door tu ashqon ka bas chale to karen tujh se jaa bayaan pyaar ki ye talkhiyaan kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata na muraad kyun rahi meri haseen dua kya mil gaya tujhe mujhe yoon deke aasmaan pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan
main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai
pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar kise kehte hain hum batla denge izhaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori kuchh kaha na kabhi tujhpe marta raha har ghadi ishq mein aanhen bharta raha jaaun kahin dil behlta nahin kuchh bhi karun ye sambhalta nahin raahen wafa mein chalta raha pagal dil machalta raha iqraar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar kise kehte hain hum batla denge izhaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori tune dekha mujhe meri aankhen jhuki aake honton talak dil ki baaten ruki raaz e wafa main bata na saki dard e jigar ko chhupa na saki aaye mujhe bhi khayal tera jaane koi bhi na haal mera didaar kiya hai chori chori pyaar kiya hai chori chori tujhe dil diya hai chori chori dushman e jahan ko hum dikhala denge pyaar
pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai hooo ooooo hooo ooooo oooo oooo pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi aa kar dil ki baaton mein lambi lambi raaton mein premi jaagte rehte hai isi liye to kehte hain ke pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein kaante pyaar chubhota hai dard jigar mein hota hai hans ke hum sab sehte hai isi liye to kehte hain pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai
insaan kisi se duniyaan mein ek baar muhabbat karta hai iss dard ko le kar jeeta hai iss dard ko le kar marta hai pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya koi chori nahin ki pyaar kiya pyaar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana maut wohi jo duniya dekhe maut wohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi ishq mein jeena ishq mein marna ishq mein jeena ishq mein marna aur hamein ab karna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya chhup na sakega ishq hamara charon taraf hai unka nazara parda nahin jab koi
hai are hai are are hain are hain hain hain din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar ke khilne de kali dil ki agar khilti hai dilbar khel zara si khel zara si pyaar ki baazi nikale dil ke armaan saare jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai agar tum aajmaaoge to bologe ke haan hai ke cheez badi hai cheez badi hai pyaar mohabbat umar mein kya rakha hai pyaare ab to kar le iqraar
pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar ke beech mein hum nahin aayenge jis taraf le chala dil chale jaayenge chain sa aa gaya yun laga dil gaya abhi na gaya to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do mujhko aankhon se dil mein utar jaane do kuchh bigad jaane do kuchh sanwar jaane do ik bahaana bane ik fasaana bane abhi na bana to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do aajkal phir kabhi phir kabhi baad mein baat reh jaayegi yaad hi yaad mein ho jo nahin hai kahaa
hmm pyaar ko madhur madhur iqraar ko are ye duniya kya jaane ke hum to parwaane bade hi mastaane tumhaare deewaane jhoom ke hansi khusi se jhoom ke mile nazar ke paimaane wafa ke afsaane ke hum bhi deewaane tumhaare parwaane tum jo mile to mile hain do jahaan ke reh gayi duniya jahaan thi vahaan achchhaaaa are tum jo mile to mile hain do jahaan ke reh gayi duniya jahaan thi vahaan humaari tumhaari amar daastaan humaari tumhaari amar daastaan hoo jhoom ke hansi khusi se jhoom ke mile nazar ke paimaane wafa ke afsaane ke hum bhi deewaane tumhaare parwaane chaand nahin dekhun na dekhun aasmaan baat hai jo tujhmein wo unmein kahaan waah waah chaand nahin dekhun na dekhun aasmaan baat hai jo tujhmein wo unmein kahaan tumhaare hi dam se nazaare jawaan tumhaare hi dam se nazaare jawaan ho pyaar ko madhur madhur iqraar ko are ye duniya kya jaane ke hum to parwaane bade hi mastaane tumhaare deewaane lo ab to gira do ada ki bijliyaan ke main to sharmaun kahega kya sama heyyy
jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin aashiqui wo rog hai ke lage jo ik baar dil se phir ye jaaye na kariye jatan hazaar tere labon par bhi pyaare rona hai ye hasin nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin ishq mein koi bhi ho majnu yaa farhaad mitt gaye shaaho ke naam par ye zinda hai aaj chaahat mein di jaan jisne wo kabhi marta nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin
hey hey hey ho ho ho ha ha ha la la la lalalaa laa heyyy aaa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha la la la lalala laaa pyaar lagawat pranay mohobbat prem peet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki baat nayi hai baat na kuchh kahne ki baat na kuchh kahne ki baat na kuchh kahne ki baat na kuchh kahne ki to kya gumsum rahne ki pyaar lagawat pranay mohabbat prem peet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki baat nayi hai tu ru ru ru rururururururu tu ru ru ru rururururururu yaaron se jo aankh churaye dil ki dil mein baat chhupaye dard na khole khushi na baante jiske liye muravat kaaten band karenge hum bhi foran uss se hukka pani kya samjhe jaani pyaar lagawat pranay mohabbat prem peet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki pyaar lagawat pranay mohabbat prem preet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki baat nayi hai hudlay hudlay hudlay hudlay hudlay da da dhak chik dhak dhin dhak chik dhak dhin
hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar mathe ka chandan hai pyaar seene ki dhadkan hai kabhi bandh kar na toote jo pyaar sanson ka bandhan hai pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar haa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa pyaar pooja ke pal jaisa pyaar hai gangajal jaisa pyaar to jane lut jana pyaar mein koi chhal kaisa pyaar jo toota toot jaayegi jeewan ki sargam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar ki amanat hoon main pyaar meri zindagi sabke ranj o ghum ki hissedaar meri zindagi har saans meri hai naam pyaar ke har umar meri aaye kaam pyaar ke pyaar pe mar mitne ko loonga sau sau baar janam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum
pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum tiki tiki dum dum tiki tiki dum tiki tiki dum dum tiki tiki dum pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum pyar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum o jaanam o jaanam o jaanam o jaanam pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum o jaanam o jaanam o jaanam o jaanam jee bhar ke hum pyaar karein pyaar ki baatein chaar karein mere dil ka haal suno apne dil ka haal kaho jitne din jitani raatein main tujhse door rahi yaad bahot aati thi teri nind bahot aati thi kum yaad bahot aati thi teri nind bahot aati thi kum ho jaanam o jaanam ho jaanam o jaanam teri zulfen se kheloon aa tujhe baahon mein le loon jitne waade humne kiye aaj karein wo sab phir se pyaar to khud wada hai pyaar mein wada kya karna likhne wale ne likh dala hai tera mera sangam likhne wale ne likh dala hai tera mera sangam ho jaanam o jaanam ho jaanam o
love love is god god is love love love love pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam radhe radhe radhe radhe radhe shyam radhe shyam radhe shyam radhe shyam aao ye duniya chhod do aao ye rishte tod do yahi to waqt hai dilon ko jod do yahi to waqt hai dilon ko jod do aao pyaar karein hum lekar uska naam radhe shyam radhe shyam pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam aa kategi zindagi aa teri aaraam se shuru kar pyaar ko usi ke naam se shuru kar pyaar ko usi ke naam se uska naam jo lega ho jaaye saare kaam radhe shyam radhe shyam pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam ye do din mauj hai ye do din mela hai koi saathi bana abhi tu
hooooooo aaaaaaaa aaaaaaaa ooo hoo pyaar mein milna sanam hota hai takdeer se hoooo achchhi rahengi tanhaiyon mein baatein teri tasveer se hooo pyaar mein haal e dil kahenge na hum pyaar hai to kahe ka ghum pyaar hi mein ghum bhi to hain saath tere hum bhi to hain phir bhi na jane rukti nahin kyun dhadkan kisi tadveer se hoooo pyaar mein aaaa aaaa kya karen kya karen jo mil na sake phool kya jo khil na sake band hon jo rahen meri thaam ke chalo baahen meri tumko kasam hai baandho na humko itni haseen zanjeer se hoooo pyaar mein chal na jaye jaadu kahin ishq hai hasi to nahin kaanpte hain mere kadam hooo hooo hoo kaanpte hain mere kadam jao nahin rokenge hum jayen kahan jayen kahan jayen kahan jo phirte hain ghayal hoke sanam tere teer se hooo pyaar mein milna sanam hota hai takdeer se ho ooo achchhi rahengi tanhaiyon mein baatein teri tasveer se hooo pyaar mein
pyaar mein mitna hi padta hai magar mit kar bhi zindagi hai ke sanwarti hi chali jati hai pyaar mein mitna hi padta hai magar mit kar bhi zindagi hai ke sanwarti hi chali jati hai pyaar mein mitna hi padta hai dil ke jalne se ujala jo nazar aata hai dard ke saath hi raahat ka mukaam aata hai tumko shayad tumko shayad nahin maloom mohabbat kya hai ek shamma hai jo toofan mein jali jaati hai pyaar mein mitna hi padta hai pyaar dharti pe hai aakash ka anmol diya pyaar se badhke zamane mein koi cheez nahin mitne walon ki mitne walon ki koi rasam koi reet nahin dastan pyaar ki bas yunhi kahi jaati hai pyaar mein mitna hi padta hai magar mit kar bhi zindagi hai ke sanwarti hi chali jati hai pyaar mein mitna hi padta hai hooo ho ooooo ooo oooo ooo ooo oooo
hum toh mit jaayenge tera naam le kar tujhko khabar na hogi ke tera naam hoga tujhko khabar na hogi pyaar mera majboor pardesi saiyaan pyaar mera majboor pyaar mera majboor pardesi saiyaan pyaar mera majboor mera kya hai kusoor hooooo mera kya hai kasoor pardesi saiyaan pyaar mera majboor pardesi saiyaan pyaar mera majboor deep bujha do kar do andhera mujhse juda hai saajan mera deep bujha do kar do andhera mujhse juda hai saajan mera chaand hua benoor pardesi saiyaan pyaar mera majboor dushman ho gayi duniya saari kaun sune fariyaad humaari dushman ho gayi duniya saari kaun sune fariyaad humaari tumse huyi main door pardesi saiyaan pyaar mera majboor mera kya hai kusoor hooooo mera kya hai kasoor pardesi saiyaan pyaar mera majboor pardesi saiyaan pyaar mera majboor
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaar Ki Manzil Mast Ziddi (1964) 04:05 12533
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:05   Song Number : 12533   

Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar International Crook (1974) 04:34 17649
 
Poster of International Crook (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Duration : 04:34   Song Number : 17649   

Pyaar Ki Raah Bahaar Ki Manzil Saaz Aur Awaz (1966) 03:33 38876
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 03:33   Song Number : 38876   

Pyaar Ki Waadiyan Jaanwar (1983) 02:27 15474
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 02:27   Song Number : 15474   

Pyaar Ki Ye Talkhiyaan Sardar (1955) 03:55 17631
 
Poster of Sardar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:55   Song Number : 17631   

Pyaar Kisi Ka Gaata Hai Mohd Rafi 03:39 16097
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Nazrudeen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 16097   

Pyaar Kiya Hai Mohabbat (1997) 08:51 12398
 
Poster of Mohabbat (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Reema Rakesh Nath
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Kapoor, Madhuri Dixit
Duration : 08:51   Song Number : 12398   

Pyaar Kiya Nahin Jaata, Ho Jaata Hai Woh 7 Din (1983) 04:33 18294
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 04:33   Song Number : 18294   

Pyaar Kiya To Darna Kya Mughal-E-Azam (1960) 06:27 12402
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:27   Song Number : 12402   

Pyaar Kiye Jaa Pyar Kiye Jaa (1966) 05:14 32132
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kalpana
Duration : 05:14   Song Number : 32132   

Pyaar Ko Ho Jaane Do Dushman (1998) 05:01 21130
 
Poster of Dushman (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Kajol, Sanjay Dutt
Duration : 05:01   Song Number : 21130   

Pyaar Ko Madhur Madhur Iqraar Ko Phoolon Ki Sej (1964) 04:46 40642
 
Poster of Phoolon Ki Sej (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
P Adinarayana Rao
On Screen Actors- 
Mehmood, Shubha Khote
Duration : 04:46   Song Number : 40642   

Pyaar Koi Khel Nahin Pyaar Koi Khel Nahin (1999) 04:30 18287
 
Poster of Pyaar Koi Khel Nahin (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Mahima Choudhary
Duration : 04:30   Song Number : 18287   

Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat Chashme Buddoor (1981) 04:26 37037
 
Poster of Chashme Buddoor (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indu Jain
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Farooq Sheikh
Duration : 04:26   Song Number : 37037   

Pyaar Lo Pyaar Do Swami Dada (1982) 06:37 36925
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mithun Chakravarti
Duration : 06:37   Song Number : 36925   

Pyaar Mein Dil To Chhupa Rustam (A Musical Thriller) (2001) 06:03 12315
 
Poster of Chhupa Rustam (A Musical Thriller) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
Duration : 06:03   Song Number : 12315   

Pyaar Mein Jeena Do Ustad (1982) 08:46 12175
 
Poster of Do Ustad (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Usha Uthup
On Screen Actors- 
Kalpana Aiyar
Duration : 08:46   Song Number : 12175   

Pyaar Mein Milna Sanam Ardhangini (1959) 03:32 36387
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 36387   

Pyaar Mein Mitna Rachna (1983) 04:37 36774
 
Poster of Rachna (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
K L Pardeshi
Music Director- 
C K Chauhan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 04:37   Song Number : 36774   

Pyaar Mera Majboor Madari (1959) 03:24 19902
 
Poster of Madari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:24   Song Number : 19902