Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAadmi (1968)
HomeAadmi (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o ho ho o o o ho ho ho aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de dard mein doobey geet na de ghum ka sisakta saaz na de dard mein doobey geet na de ghum ka sisakta saaz na de o ho ho o o o ho ho ho beete dinon ki yaad thi jin mein main wo tarane bhool chuka aaj nayi manzil hai meri kal ke thikane bhool chuka na wo dil na sanam na wo deen dharam ab door hoon saare gunahon se aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de toot chuke sab pyaar ke bandhan aaj koi zanjeer nahin sheesha e dil mein armanon ki aaj koi tasveer nahin ab shaad hoon main aazad hoon main kuchh kaam nahin hai aahon se aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de dard mein doobey geet na de ghum ka sisakta saaz na de o ho ho o o o ho ho ho jeevan badla duniya badli mann ko anokha gyaan mila aaj mujhe apne hi dil mein ek naya insaan mila pahuncha hoon wahan nahin door jahan bhagwaan bhi meri nigahon se aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de dard mein
aa aa aaaa aaaa ho aa aa kaari badariya maare lehariya mora jiyara uda jaaye re aee kaari badariya maare lehariya mora jiyara uda jaaye re aee dheere se chal ari bairi pawan mora gora badan khula jaaye re haaye rama mora jiyara udaa jaaye re bheega bheega mausam ye bheega bheega mausam ye din albele ye din albele jiya nahin laage saawan mein akele jiya nahin laage saawan mein akele pee ki pukaar kare paapi papiha more dil ko bedardi jalaye re aee kaari badariya maare lehariya mora jiyara uda jaaye re haaye rama mora jiyara udaa jaaye re aa aa aa aa kali kali bhanwra jo dolan laage kali kali bhanwra jo dolan laage meethi meethi peeda karejawa mein jaage ho ho meethi meethi peeda karjawa mein jaage aee manwa ko thaam yahi sochun main raam koi mori nagariya basaye re aee kaari badariya maare lehariya mora jiyara uda jaaye re haaye rama mora jiyara udaa jaaye re piya bin pheeki re piya bin pheeki ye saj dhaj mori ye saj dhaj mori it ut bhatke jawaani nigodi it ut
kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai o dene waale tune to koi kamin na ki ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi aate hain zindagi mein ye aalam kabhi kabhi har ghum ko bhool jaao khushi ki baraat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai aayi hai wo bahaar to nagmein ubal pade aisi khushi mili hai ke aansoon nikal pade honthon pe hai duwaayein magar dil pe haath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi bhanwara kali se door nahin saath saath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai
aaaaa aaaa aaaaa aaaa kal ke sapne aaj bhi aana kal ke sapne aaj bhi aana preetam ko bhi saath mein lana preetam ko bhi saath mein laana kal ke sapne aaj bhi aana aaj bhi din hai madhur suhaana baaj rahi hai mann ki basuriyaa naino ke tatt pe prem ke rath pe laut ke ab to aa jaa sanwariyaa main bhi sunaaun dil ka taraana main bhi sunaaun dil ka taraana kal ke sapne aaj bhi aana aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa jhoomte baadal gaate jharne aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaj kisi ko dhundh rahe hain main to ye jaanun saare nazaare sajna tujhi ko dhundh rahe hain aaj mujhe bhi daras dikhana aaj mujhe bhi daras dikhana kal ke sapne aaj bhi aana meri nagariyaa aa mere rasiyaa dagar dagar main ankhiyaan bichhaun dil mein bitha ke nain mila ke janam janam ki pyaas bhujaaun tohe sikhaun preet nibhana tohe sikhaun preet nibhana kal ke sapne aaj bhi aana preetam ko bhi saath mein lana kal ke sapne aaj bhi aana
main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao jee chaahe dubo do maujon mein yaa saahil par le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao ek tum hi sahaara ho mera jeevan ki andheri raaton mein duniyaa ki khushi taqdeer ka ghum sab kuchh hai tumhaare haathon mein ab chaahe idhar le jaao mujhe yaa chaahe udhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao maayus nazar majboor kadam ujada hua aalam hai dil kaa jeena bhi ye koi jeena hai munh dekh sake naa manzil kaa bite huye din mil jaayen jahaan mujhe aisi dagar le jaao hoo mujhe aisi dagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao aansoon naa bahaao mere liye ghum mujhko akele sehne do toote naa tumhara naazuk dil ye dard mujhi tak rehne do ab chhod do mujhko raahon mein yaa door nagar le jaao yaa door nagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao
teri mohabbat pe shaq nahin hai teri wafaaon ko maantaa hoon magar tujhe kiss kiiii aaaarzoo haiiii main ye haqeeqat bhi jaantaaa hoon naa aadmi ka koi bharosa naa dosti ka koi thikana wafaa ka badla hai bewafaai ajab zamana hai ye zamana naa aadmi ka koi bharosa naa husn mein ab wo dilkashi hai naa ishq mein ab wo zindagi hai jidhar nigaahen utha ke dekho sitam hai dhoka hai berukhi hai badal gaye zindagi ke nagmen bikhar gaya pyaar ka taraana badal gaye zindagi ke nagmen bikhar gaya pyaar ka taraana naa aadmi ka koi bharosa dawaa ke badle mein zehar de do utaar do mere dil mein khanzar lahoo se seencha tha jiss chaman ko uge hai shole ussi ke ander mere hi ghar ke charag ne khud jala diya mera aashiyaana mere hi ghar ke charag ne khud jala diya mera aashiyaana naa aadmi ka koi bharosa naa dosti ka koi thikana wafaa ka badla hai bewafaai ajab zamana hai ye zamana naa aadmi ka koi bharosa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Purani Raahon Se Aadmi (1968) 05:48 20029
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 05:48   Song Number : 20029   

Kaari Badariya Maare Lehariya Aadmi (1968) 04:28 36129
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:28   Song Number : 36129   

Kaisi Haseen Aaj Aadmi (1968) 04:47 12550
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Manoj Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 12550   

Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aadmi (1968) 03:52 20736
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:52   Song Number : 20736   

Main Tooti Huyi Ek Aadmi (1968) 04:44 12551
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 12551   

Naa Aadmi Ka Koi Bharosa Aadmi (1968) 03:56 20998
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 20998