Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmar (1954)
HomeAmar (1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu ek baat kahun mere piya sun le agar tu jab dil mein nahin paap to phir soch naa kar tu ek baat kahun ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu chhote se mere mann mein hai kya keh nahin paaun main to keh nahin paaun kehte huye sharmaaun bhala kaise bataaun main kaise bataaun hoooo ooooo ooooo oooo ooooo sab kuchh hai inn aankhon mein zara dekh idhar tu o piya dekh idhar tu jab dil mein nahin paap to phir soch naa kar tu ek baat kahun ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu do nainon ke panghat pe lage pyaar ke mele lage pyaar ke mele do nainon ke panghat pe lage pyaar ke mele aansun bhi hain muskaan bhi jo chaahe so le le jo chaahe so le le hoooo ooooo ooooo oooo ooooo saajan bhare baazaar se khaali naa guzar tu piya khaali naa guzar tu jab dil mein nahin paap to phir soch naa kar tu ek baat kahun ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu
insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka darr hai hai paas tere jis ki amanat usse de de hai paas tere jis ki amanat usse de de nirdhan bhi hai nirdhan bhi hai insaan mohabbat usse de de mohabbat usse de de jis dar pe sabhi ek hain bande ye wo dar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai maayus na ho haar ke taqdir ki baazi pyaara hai wo ghum jisme ho bhagwan bhi raazi dukh dard mille dukh dard mille jisme wohi pyaar amar hai wohi pyaar amar hai ye soch le har baat ki daata ko khabar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi
khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaaati hai khamosh hai khewanhaar mera khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai zinda hoon magar abb jeene kee ummeed bhi tooti jaati hai khamosh hai khewanhaar mera saahil ki tamanna thi mujhko majhdhaar mein beda ja pahuncha jeene ki duaayen kya maangun paani toh gale tak aa pahuncha dil dhundh raha hai duniya ko duniya hai ke chhooti jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera ghum apna zubaan tak laa na sakun sansaar ko munh dikhla na sakun ghutta hai jo dam rukte hain kadam badhte hain kadam rukte hain kadam ghutta hai jo dam rukte hain kadam manzil ki taraf bhi jaa na sakun bhatka huwa raahi jaan ke abb takdeer bhi roothi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera charnon mein hai tere laaj meri sun aaj zara fariyaad meri tu door nahin majboor nahin nagri hai magar barbaad meri kya yunhi gareebon ki duniya sansaar mein looti
ho tamnna loot gayi phir bhi tere dum se muhabbat hai mubaraq gair ko khushiyaan mujhe ghum se muhabbat hai na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate agar duniyaan chaman hoti to veerane kahaan jaate chalo achha hua apnon mein koi gair to nikla ji koi gair to nikla agar hote sabhi apne to begaane kahaan jaate to begaane kahaan jaate duwaayein do muhabbat humne mitt kar tumko sikhlaa di duwaayein do muhabbat humne mitt kar tumko sikhlaa di muhabbat tumko sikhlaa di na jalati shamma mehfil mein to parwaane kahaan jaate to parwaane kahaan jaate agar duniyaan chaman hoti to veerane kahaan jaate tumhin ne ghum ki daulat di bada ehsaan farmaaya bada ehsaan farmaaya zamaane bhar ke aage haath failaane kahaan jaate na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate
naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai salaamat rahe tu ye meri dua hai naa shikwaa hai koi bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen zara bach ke chalna zamaana bura hai naa shikwaa hai koi hoooo oooo oooo oooo ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera kahin hai andhera muqaddar se raahon ke badle huye hain muqaddar se raahon ke badle huye hain koi bujh raha hai koi jal raha hai naa shikwaa hai koi hooooo ooooo oooo oooo mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna koi ghum naa karna ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare naa meri khataa hai naa teri khataa hai naa shikwaa hai koi
aaa aaa aaa aaa aaa oo oo oo oodi oodi chhayi ghata jiya lehraaye piya piya haule haule papihara gaaye aayi re sawan rut hey ri sakhi oo oo oo oo door hawa mein udta jaaye ek panchhi ka joda ho ho ho ho ho aankh micholi mil mil khelen phoolon ke sang bhanwra koi gori chori chori nainon mein samaaye aayi re sawan rut hey ri sakhi oo oo oo oo pee ka sandesa le kar aaye aaj badarwa kaare ho ho ho ho ho koyal kooke mor bhi naache manwa tu bhi gaa re raatein beeti sooni sooni jeene ke din aaye aayi re sawan rut hey ri sakhi
oooo oooo ooooooo radha ke pyaare krishna kanhayi teri duhaai teri duhaai hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai radha ke pyaare tu unka hai koi na jinka hoo jag saagar hai main tinka tu kaun se aaj bachaale ooo mere kaahan kaale fariyaad main lekar tere dwaar aayi krishna kanhayi more krishna kanhayi hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai sansaar ka tu hai raja hoo nirdhan ke kaam bhi aaja preetam ka saath na chhoote bekas ki aas na toote main asha ki kaliyaan charnon mein layi krishna kanhayi more krishna kanhayi hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai radha ke pyaare
tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan hooo tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan ye samma ye jahaan phir kahaan tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan din hain suhaane phir kaun jaane aaye naa aaye bahaar tu ghum ko pee le dambhar ko jee le duniyaa ka kya aitbaar ho ji piya duniyaa ka kya aitbaar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan kaanton mein daaman uljhe na saajan phoolon mein hans kar guzaar thodi khushi hai thodi hansi hai dukh zindagi mein hazaar ho ji piya dukh zindagi mein hazaar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan naiyaa milan ki maujhen pawan ki kehti hai tujhko pukaar gaata chala chal hanstaa chala chal jeevan ki nadiyaa ke paar ho ji piya jeevan ki nadiyaa ke paar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan ye samma ye jahaan phir kahaan tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir
umangon ko sakhi pee ki nagariya kaise le jaaun kamar lachke mori haaye kamar lachke mori bhaari gagariya kaise le jaaun dagar mein roop ke lobhi nagar mein mann ke maile hain yahan paapi nazariyon ke hazaron jaal faile hain bhare bazaar mein baali umariya kaise le jaaun kamar lachke mori mohe duniyan se darr laage yahan laakhon hain matwaale na jaane koi albela mohe kiss rang mein rang daale rangeelon mein bhala kori chunariya kaise le jaaun kamar lachke mori laga ke haath mein mehndi racha ke nainon mein ratiya dulhniya ban ke nikli hoon milenge aaj man basiya sajan ke dwaar se pyaasi nazariya kaise le jaaun kamar lachke mori
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Baat Kahun Mere Amar (1954) 03:06 12646
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:06   Song Number : 12646   

Insaaf Ka Mandir Hai Ye Amar (1954) 03:34 20584
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:34   Song Number : 20584   

Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 03:36 12647
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12647   

Khamosh Hai Amar (1954) 04:44 19905
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:44   Song Number : 19905   

Na Milta Ghum To Amar (1954) 04:13 12643
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 04:13   Song Number : 12643   

Na Shikwa Hai Koi Amar (1954) 04:24 12648
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:24   Song Number : 12648   

Oodi Oodi Chhayi Ghata Amar (1954) 03:16 20200
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:16   Song Number : 20200   

Radha Ke Pyare Krishna Amar (1954) 03:51 32058
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Nimmi
Duration : 03:51   Song Number : 32058   

Tere Sadke Balam Amar (1954) 03:44 12644
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:44   Song Number : 12644   

Umangon Ko Sakhi Amar (1954) 03:34 12645
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:34   Song Number : 12645