Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnarkali (1953)
HomeAnarkali (1953)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja neelaam ho rahi hai meri chahat sare bajaar ab to aa jaa aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja sabne lagayi boli lalchaayi har nazar main teri ho chuki hu duniyan hai bekhabar sabne lagayi boli lalchaayi har nazar main teri ho chuki hu duniyan hai bekhabar duniyan hai bekhabar zaalim bade bhole hain mere ye talabgar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja hasrat bhari jawani ye husn ye shabab rangeen dil ki mehfil mere haseen khawab hasrat bhari jawani ye husn ye shabab rangeen dil ki mehfil mere haseen khawab mere haseen khawab goya ke meri duniya lootne ko hai tyaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaaaaa
oo oo oo ooo oooo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo wafaa ki laaj reh jaayegi aajaa tere aane seeeeee mohabbat ki nazar neechi naa ho jaaye zamaane se aa jaan e wafa aa aa jaan e wafa aa kehte hain kise pyaar zamaane ko dikhaa de duniyaa ki nazar ishq ke qadmon pe jhukaa de qadmon pe jhukaa de aa jaan e wafa aa aa jaan e wafa aa aajaa ye mera naaz uthaanaa hi padegaa aajaa ye mera naaz uthaanaa hi padegaa jab pyaar kiyaa hai to nibhaanaa hi padegaa jab pyaar kiyaa hai to nibhaanaa hi padegaa aa dil ke liye jaan ki baazi bhi lagaa de aa dil ke liye jaan ki baazi bhi lagaa de duniyaa ki nazar ishq ke qadmon pe jhukaa de qadmon pe jhukaa de aa jaan e wafa aa aa jaan e wafa aa aa pyaar ke tufaan mein lehraa ke chalaa aa aa pyaar ke tufaan mein lehraa ke chalaa aa har qaid ko har rasm ko thukraa ke chalaa aa har qaid ko har rasm ko thukraa ke chalaa aa aashiq hai to har cheez mohabbat pe lutaa de aashiq hai to har cheez mohabbat pe lutaa de duniyaa ki nazar ishq
ae baad e saba aahista chal yahaan soyi huyi hai anaarkali ee aankhon mein jalwe saleem ke liye khoyi huyi hai anaarkali hai shaheed e ishq ka maqbara zara chal adab se yahaan hawa tujhe yaad ho ke na yaad ho mujhe yaad hai uska maajara abhi yaad hai woh ghadi jab kisi ki us pe nazar padi yahaan husn tha wahaan taaj tha yahaan ishq tha wahaan raaj tha yeh kaha saleem ne pyaar se hans hans ke apni anaar se tu kahe toh taaron ko tod loon tu kahe toh taaj bhi chhod doon zara dekh le kya hawa chali na raha saleem na woh kali yah mazaar nishani hai pyaar ki kisi dard bhare ikraar ki ee kisi bhanvare ke intezaar mein yahaan soyi hai kali anaar kiee ae baad e saba aahista chal
dua kar gham e dil khudaa se duaaa karrrrrrrrrr wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar jo bijali chamakti hai unke mehal par wo kar le tasalli mera ghar jala kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar salaamat rahe tu meri jaan jaaye salaamat rahe tu meri jaan jaaye mujhe iss bahaane se hi maut aaye karungi main kya chand saansen bachaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai magar meri tujhse yahi iltezaa hai naa dil todna dil ki duniyaa basaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya ye zameen so gayi aasmaan so gaya so gaya pyaar ka suhaag jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag jaag jaag jaag jaag aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag raakh ban chuki hai aag raakh ban chuki hai aag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama rooth ke mujh se
iss intezaar e shouk ko jalwon ki aas hai ik shamma jal rahi hai so wo bhi udaas hai mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati jabaan par dil ki bechaini kabhi laayi nahin jaati kabhi laayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai chale aao chale aao takaajaa hai nighaahon ka chale aao chale aao takaajaa hai nighaahon ka takaajaa hai nighaahon ka kisi ki aarzoo aise to thukraayi nahin jaati to thukraayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai mere dil ne bichhayen hain sajde aaj raahon mein mere dil ne bichhayen hain sajde aaj raahon mein sajde aaj raahon mein jo haalat aashiqui ki hai wo batlaayi nahin jaati wo batlaayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai
meri taqdeer mujhe aaj kahaan laayi hai sheesha sheesha jahaan mera hi tamaashaai hai mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aaaaa mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aa meri majboor muhabbat ki yeh ruswaai hai mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye jise kaam ho raat din aansuon se jise kaam ho raat din aansuon se use huqm ye hai hanse aur hansaaye use huqm ye hai hanse aur hansaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye kisi ki muhabbat mein majboor ho kar kisi ki muhabbat mein majboor ho kar hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye wo jinke liye zindgaani luta di eeee eeee eeee ee wo jinke liye zindgaani luta di ye baithe huye hain mera dil churaaye ye baithe huye hain mera dil churaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye
dil ki lagi hai kya ye kabhi dil lagaa ke dekh aansun bahaa ke dekh kabhi muskuraa ke dekh parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun ye raaz jaananna hai to khud ko jala ke dekh mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai ik shola hai jo seene mein chhupaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh hai zamaana jise betaab mitaane ke liye hai zamaana jise betaab mitaane ke liye maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh dekhne waaleeeee dekhne waale mujhe dard e muhabbat ki kasam dekhne waale
zindagi bebas huyi hai bekasi kaa saath hai ek hum hain iss kafas mein yaa khuda ki zaat hai oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de manzil pe kyun loota hai manzil pe kyun loota hai har caarwaan khushi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki hota hai maut hi to hota hai maut hi to anjaam zindagi ka oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa
aa aa aa aa aa aa aa aa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar zindagi hai bewafaaaaaaaaaa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin phir kahan ye fursaten phir kahan ye raat din aa rahi hai ye sadaaaaaaaaa aa rahi hai ye sada mastiyon mein doob ja ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan mein ye zindagi chali gayiiiiiii ye
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai taj ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai do mohabbat bhare dil saath dhadakte ho jahaan sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ja Ab To Aa Ja Anarkali (1953) 04:15 12670
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:15   Song Number : 12670   

Aa Jaan e Wafa Anarkali (1953) 04:37 39859
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Basant Prakash
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:37   Song Number : 39859   

Ae Baad E Saba Aahista Anarkali (1953) 03:02 19795
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:02   Song Number : 19795   

Dua Kar Gham E Dil Se Anarkali (1953) 03:42 12678
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:42   Song Number : 12678   

Jaag Dard E Ishq Anarkali (1953) 05:21 12671
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:21   Song Number : 12671   

Mohabbat Aisi Dhadkan Anarkali (1953) 03:53 12674
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Ragesri
Duration : 03:53   Song Number : 12674   

Mohabbat Mein Aise Kadam Anarkali (1953) 05:04 39617
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Rai
Duration : 05:04   Song Number : 39617   

Mujhse Mat Poochh Anarkali (1953) 04:09 12675
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:09   Song Number : 12675   

Oh Aasmaan Waale Anarkali (1953) 04:03 12676
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:03   Song Number : 12676   

Ye Zindagi Usi Ki Hai Anarkali (1953) 08:14 21458
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 08:14   Song Number : 21458   

Zindagi Pyaar Ki Do Chaar Anarkali (1953) 03:04 12677
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Des
Duration : 03:04   Song Number : 12677