Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnokhi Ada (1948)
HomeAnokhi Ada (1948)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara ho oo bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara aao ke dil majboor hai ghum se rooth gayi taqdeer bhi humase doob gaya qismat ka sitaara bhool gaye kyun de ke sahaara toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara ho oo toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara aaj hua kya dil ko na jaane baithe bithaye kis ki sada ne thes lagaa kar ghum ko ubhaara haye ye kisne mujh ko pukaara chaaron taraf toofaan hai bhari dil ko lagi hai aas tumhaari naav bhanvar mein door kinara bhool gaye kyun de ke sahaara aa ke sataya dard e jigar ne koi bataaye kis ki nazar ne chheen liya dil kar ke ishaara haye ye kisne mujh ko pukaara
bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dekh humen majboor naa kar tujhko kasam dukh door naa kar hum to jeeye bas tere liye tune kuchh aise ranj diye thes lagi dil toot gaya thes lagi dil toot gaya bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa haaye wafaa naakam huyi subah ke badle shaam huyi phool khushi ke khil na sake aankh mili dil mil na sake dekh liya anjaam e wafaa dekh liya anjaam e wafaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dil se mitaa ulfat kaa nishaan tujh se humara pyaar kahaan pyaar ka naata tod yahin geet adhuraa chhod yahin main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa
dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen haan haan ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen ye bhi na socha haaye bhool ke ye bhi na socha haaye bhool ke jis bewafa ko apna banaaya hai wo paraaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya aankhon se dil khaye dhoke chup roke aankhon se dil khaye dhoke chup roke ho oo duniya basi na haye pyaar ki hoo duniya basi na haye pyaar ki baithe bithaaye rog lagaaya ji ko jalaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya deke sahaara mujhko jhutha tumne loota haan haan deke sahaara mujhko jhutha tumne loota bhooli kahaani haaye chhed di bhooli kahaani haaye chhed di mera fasaana yaad na aaya hans ke rulaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya
ki idl idl se $kr;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; n; \xe5kte ho''''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su n; \xe5kte ho''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su a\\;%%o me'' a\\;su to pwm;n; to pwm;n; zlk j;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu \xacnhe ye i \xacnhe ye i km;l a;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog;
kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya jin ko aata nahin hai wafa ka chalan unse lagi hai lagan thes lagati hai jis dam to kahata hai mann ujade na dil ka chaman paas reh kar sada hai wo hamse juda qismat ne ye din bhi dikhla diya ho oooo hoo hoo kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya phir mere dil mein jaaga mohabbat ka ghum ghutne laga mera dam kisne rakha meri zindagi mein qadam aur ye kaha tere hum tu hi ae dil bata kisne de kar sada aankhon ka paimana chhalka diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya
manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan
yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana dil chhin ke jate ho kidhar bhool na jaana bhool na jaana dil chheen ke jate ho kidhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale sharmili nigahon se hamein dekhne wale sharmili nigahon se hamein dekhne wale jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana bhool na jaana jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai dekho ye muhabbat ki nazar bhool na jaana bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhool Gaye Kyun De Ke Anokhi Ada (1948) 03:31 12708
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Duration : 03:31   Song Number : 12708   

Bhoolne Waale Yaad Naa Anokhi Ada (1948) 03:37 12707
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:37   Song Number : 12707   

Dil Ko Laga Ke Humne Anokhi Ada (1948) 04:03 38969
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Uma Devi
On Screen Actors- 
Naseem Bano
Duration : 04:03   Song Number : 38969   

Kabhi Dil Dil Se Anokhi Ada (1948) 02:31 12709
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Anjum Pilibhit
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:31   Song Number : 12709   

Kyun Unhen Dil Diya Anokhi Ada (1948) 03:13 12710
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Surendra, Prem Adeeb, Naseem Bano
Duration : 03:13   Song Number : 12710   

Manzil Ki Dhun Mein Anokhi Ada (1948) 03:16 12711
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 12711   

Yeh Pyaar Ki Baaten Anokhi Ada (1948) 02:28 37559
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra, Naseem Bano
Duration : 02:28   Song Number : 37559