Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnpadh (1962)
HomeAnpadh (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha ji humen manzoor hai aap ka ye faisla ji humen manzoor hai aap ka ye faisla keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya hans ke apni zindagi mein kar liya shamil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain kyun main tufaan se darun mera saahil aap hain koi tufaanon se keh de mil gaya saahil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan har taraf bajne lagi saikadon shahanaiyaan do jahan ki aaj khushiyaan ho gayeen haasil mujhe aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha
hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai ke unhi ki di huyi cheez hai yahi ghum hai ab meri zindagi ise kaise dil se juda karoon hai isi mein pyaar ki aabroo jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon ye likha hai mere naseeb main yunhi shama ban ke jala karoon hai isi mein pyaar ki aabroo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi nazar ki hoon justzoo main woh phool hoon jo udaas hoon na bahar aaye to kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon
jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni sa ni sa o papihe o papihe tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa jaa re deewaane maar na taane piya ki sun jaa ke baansuriya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa aa aa aa aa aa saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon shaam savere saath hon mere gori ke sang jaise gaagariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa
rang birangi raakhi leke aayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer ho rakhi bandhvaa le mere veer main na chaandi na sone ke haar maangun ho main na chaandi na sone ke haar maangun apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangun thoda sa pyaar maangun sona hazaar maangun iss rakhi mein pyaar chhupa le laayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer neele ambar se taare utaar laun ho neele ambar se taare utaar laun ya main chanda ki kirnon ke haar laun kirnon ke haar laaun hansti bahaar laaun pyaar ke badle ban ban ke lehraayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer kabhi bhaiya ye behna na paas hogi ho kabhi bhaiya ye behna na paas hogi kahin pardes baithi udaas hogi behna udaas hogi milne ki aas hogi jaane kaun bichhad jaayen kab bhai behna ho rakhi bandhvaa le mere veer
sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun jo kaurav ne paandav se ki haathapaayi jo ki haathapaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun jo p u t put hai to b u t but hai zamane ka dastoor kitna ulat hai jo p u t put hai to b u t but hai zamane ka dastoor kitna ulat hai padhate hain sab mujhko ulti padhaayi hai ulti padhaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun hai jaahil ghaseeta magar khaaye halwaa ye har roz loote mitthaayi ka jalwa waah ghaseete waah hai jaahil ghaseeta magar khaaye halwaa ye har roz loote mitthaayi ka jalwa ye dhoodh mein paani milaata hai bhaayi na aaye malaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun ye b a hai lekin chalaaye ye thela ye ma hai lekin ye beche karela karela bhayin ye b a hai lekin chalaaye ye thela ye ma hai lekin ye beche karela agar teen din
wo dekho jala ghar kisi ka wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka gaya jaise jhonka hawaa ka humari khushi ka zamana diye humko kismat ne aansun jab aaya humen muskurana bina humsafar hai sooni dagar kidhar jaayen hum besahare wo dekho jala ghar kisi ka hain raahen kathin door manzil ye chhaya hai kaisa andhera ke ab chaand sooraj bhi mil kar nahin kar sakenge savera ghata chhayegi bahaar aayegi naa aayenge wo din humare wo dekho jala ghar kisi ka idhar ro rahi hain ye aankhen udhar aasmaan ro raha hai mujhe kar ke barbaad zaalim pashemaan ab ho raha hai ye barkha kabhi to ruk jaayegi rukenge naa aansun humare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Nazron Ne Samjha Anpadh (1962) 04:00 20065
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20065   

Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo Anpadh (1962) 04:59 20502
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:59   Song Number : 20502   

Jiya Le Gayo Ji Mora Anpadh (1962) 03:24 20685
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20685   

Rang Birangi Rakhi Anpadh (1962) 04:13 41020
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:13   Song Number : 41020   

Sikandar Ne Porus Se Anpadh (1962) 03:16 12269
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mohan Choti
Duration : 03:16   Song Number : 12269   

Wo Dekho Jala Ghar Anpadh (1962) 04:57 21412
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Asavari
Duration : 04:57   Song Number : 21412