Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAulad (1968)
HomeAulad (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se masti fiza mein hai inhi labon ke jaam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se chalti ho jidhar se bikhara ke rangeen badan chalti ho jidhar se bikhara ke rangeen badan tumse milne ko uthti hai shaakh e chaman uthte hai haath jaise pehle salam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se dekha jo tumhe to gulshan pe chhayi ghata dekha jo tumhe to gulshan pe chhayi ghata daaman se lipatne kadmon mein aayi ghata behki sama tumhare anchal ko tham ke ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se rangin chehre se abb nazaren kaise hate rangin chehre se abb nazaren kaise hate tumne sarka di rukh se jo kaali late subhe bahaar nikali zulfon ki shaam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se masti fiza mein hai inhi labon ke jaam se ab ke bahaar aayi hai tumhare naam se
armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye ab dil mein na machlega deewana koi dil ka ab dil mein na machlega deewana koi dil ka khaamoshi na rokegi afsaana koi dil ka hothon ne girah kholi izhaar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye mukhda na chhipayenge hum chaanv mein baahon ki mukhda na chhipayenge hum chaanv mein baahon ki ban aayegi in pyaasi matwaali nigaahon ki wo shaam e haya beeti deedar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye ab hongi is ek dil ko behlaane ki sau baatein ab hongi is ek dil ko behlaane ki sau baatein sau baatein bigadne ki man jaane ki sau baatein tanhaayi mein sajan se takrar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye
jodi humari jamega kaise jaani jodi humari jamega kaise jaani hum to hain angrezi tum ladki hindustaani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani baat maanon saiyaan ban jaao hindustaani jodi humari angrezi mulk mein kitna romance hai baahar ka chhokri kitna advance hai angrezi mulk mein kitna romance hai baahar ka chhokri kitna advance hai dekhegi naa kabhi wo itne pyaar se mukhde pe laaj ka aancharwaa daar ke khilti hai sajnaa ghoonghat mein jawaani jodi humari jamega kaise jaani jodi humari jamega kaise jaani baat maanon saiyaan ban jaao hindustaani jodi humari baahon mein thaam ke do ghanta roz main tumko seekhlaayega ulfat ka poz main baahon mein thaam ke do ghanta roz main tumko seekhlaayega ulfat ka poz main daiyya re nain ka kajraa naa chhoot jaaye jhakjhora na piya jhumkaa naa toot jaaye ro degi dekho tumhaare dil ki raani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani tum ko bhi mushkil mujhe bhi pareshaani hum to hain
kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun sar jhukaye main khadi hoon kar bhi lo naina chaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun itna royi mukh pe aayi beh ke kajre ki dhaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun par na bole tum bedardi tum pe ulfat ki maar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Ke Bahaar Aayi Aulad (1968) 04:39 12750
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:39   Song Number : 12750   

Armaan Tha Humein Aulad (1968) 04:13 32307
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Babita, Jitendra
Duration : 04:13   Song Number : 32307   

Jodi Humari Aulad (1968) 05:29 12752
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mehmood, Aruna Irani
Duration : 05:29   Song Number : 12752   

Kab Tak Huzoor Aulad (1968) 03:54 12751
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 03:54   Song Number : 12751