Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChaudhvin Ka Chand (1960)
HomeChaudhvin Ka Chand (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baalam se milan hogaa sharmaane ki din aaye maarenge nazar saiyaan marr jaane ke din aaye baabul ka more aangan bisraa chhuti re mori sakhiyaan neer bahaaye ghunghat mein mori laaz ki maari ankhiyaan bachpan ke wo din guinyaan yaad aane ke din aaye hooo pee sang more nain milenge dhadkat mori chhatiyaa mann hi mann main dolungi main to preet ki sun ke batiyaan thaamenge sajan baiyaan bal khaane ke din aaye
badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar mere chehre se naa hatti thi kabhi jinki nazar meri soorat se wo bezaar nazar aate hain meri soorat se wo bezaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali dil ki khushiyan bhi gayi ghar ki fazaa bhi badali sooni sooni daro deewaar nazar aate hain sooni sooni daro deewaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya kar ke barbaad mere dil ka chaman chhod diya phool bhi ab to mujhe khaar
aaaa aaa aaa aa aaa aa aa aa aaa aa aa aa bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole matlab ki ye ratiyaan hain koi inhen kya samjhe ye khud bhi nahin apne bas inko khuda samjhe aa aa aa aa aa aa tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai bante hai tamaashaayi aur khud bhi tamasha hai aur khud bhi tamasha hai aa aa aa aa aa aa reh reh ke badalte hain din raat naye chole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole har ek ada mere baalam ki niraali hai baaten hain muhabbat ki dil pyaar se khaali hai aye ee ee ee aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aaj is ko diya dhokha kal usse kiya wadaa kal usse kiya wadaa haan aa aa aa aa aa harjaayi hai
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho zulfen hain jaise kaandhon pe baadal jhuke huye aankhen hain jaise mai ke pyaale bhare huye masti hai jiss mein pyaar ki tum wo sharaab hoooo chaudhveen ka chaand ho chehraa hai jaise jheel mein hansta hua kanwal yaa zindagi ke saaz pe chhedi huyi ghazal jaane bahaar tum kisi shaayir ka khwaab hoooo chaudhveen ka chaand ho honton pe khelti hain tabassum ki bijliyaan sajde tumhaari raah mein karti hain kehkashaa duniyaa e husn o ishq kaa tum hi shabaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho
kabhi raaz e mohabbat chhup nahin sakta chhupaane se ye wo toofaan hai jo aur ubhrega dabaane se mere sarkaar mere sarkaar jis uljhan ko le kar aaye ho dil mein wo uljhan jaan li humne tumhaare sar jhukaane se kyun dil ki kahaani rang layi hai dil ki kahaani rang layi hai allah duhaai hai duhaai hai allah duhaai hai duhaai hai saansen hain halki halki aankhen hain chhalki chhalki saansen hain halki halki aankhen hain chhalki chhalki aaj to jaan pe ban aayi hai aaj to jaan pe ban aayi hai allah duhaai hai duhaai hai kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale ye jab chaahe bana daale ye jab chaahe mita daale koi iska bharosa hai na kuchh iska thhikaana hai koi iska koi iska koi iska bharosa hai na kuchh iska thhikaana hai kisi ko zindagi de de kisi ka ghar jala daale kyun ki wallah ye badi harjaai hai wallah ye badi harjaai hai allah duhaai hai duhaai hai
mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke aaj ki khushiyaan dekh ke mera dil bhi le angdaai mere bhi ghar ho dhoom dhadaka aur baje shehanaai main bhi sehra baandh ke baithun beech bhari mehfil ke mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke ae mere maalik mere daataa mere paalanhaara ae mere maalik mere daataa mere paalanhaara yaar ko toone dulhan de di reh gaya main hi kunwaara mujh ko bhi meri bulbul de de haai main bhi hasoon khil khil ke mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke ae mere humdum rahe hamesha teri salaamat jodi ae mere humdum rahe hamesha teri salaamat jodi aaj tere sehre ne bhaiyyaa mujh pe qayaamat todi meri bhi aankhon mein jaage ooooo khwaab nayi manzil ke mera
mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi main kahan rahoon chaman mein mera lut gaya thikana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota idhar aa gale laga loon tujhe gardish e zamana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat
sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain kuchh aise nazar waale bhi hain jo chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin aana sambhal ke pardaa nasheenon ke saamne jhukti hai zindagi bhi haseenon ke saamne mehfil mein husn ki jo gayaa shaan se gayaa jis ne nazar milaayi wohi jaan se gayaa betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin ye nazo adaa ke matwaale bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale nazren jo na hoti to nazaara bhi na hota duniya mein haseenon ka guzaara bhi na hota koi na haseenon ko
ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye rang roop ka chaman ye husnon ishq ka watan yahi to wo mukaam hai jahaan awadh ki shaam hai jawaan jawaan haseen haseen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen shabaab o sher ka ye ghar ye ehle ilam ka nagar hai manzilon ke god mein yahaan har ek rehguzar ye shehar lalazaar hai jahaan dilon mein pyaar hai jidhar nazar uthayiye bahaar hi bahaar hai kali kali hai naaznin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaa ki sab rawaayaten adab ki shahkaar hai ameer ehle dil yahaan gareeb jaan nisaar hain har ek shaakh par yahaan hai bulbulon ke chah chahe gali gali mein zindagi kadam kadam pe kehkahe har ek nazaara dil nashin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaan ke dost bawafaa muhabbaton se aashnaa kisi ke ho gaye agar rahe usi ke umra bhar nibhayi apni aan bhi badhayi dil ki shan bhi hai aisa meharban bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baalam Se Milan Hoga Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12970
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:26   Song Number : 12970   

Badle Badle Mere Chaudhvin Ka Chand (1960) 04:51 12968
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 04:51   Song Number : 12968   

Bedardi Mere Saiyaan Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:39 12971
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:39   Song Number : 12971   

Chaudhvin Ka Chand Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:29 20281
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 20281   

Dil Ki Kahani Rang Layi Chaudhvin Ka Chand (1960) 05:18 41003
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz
Duration : 05:18   Song Number : 41003   

Mera Yaar Bana Hai Dulha Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:30 20914
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Rehman, Waheeda Rehman
Duration : 03:30   Song Number : 20914   

Mili Khaak Mein Muhabbat Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:31 20966
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:31   Song Number : 20966   

Sharma Ke Ye Kyun Sab Parda Chaudhvin Ka Chand (1960) 06:13 12314
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Others
Duration : 06:13   Song Number : 12314   

Ye Lucknow Ki Sar Zameen Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12972
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:26   Song Number : 12972