Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChhoti Si Mulaqat (1967)
HomeChhoti Si Mulaqat (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye chaand ki zebaai tu jhul jaa baahon mein madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai tu jhul jaa baahon mein madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai jalne de mere dil ko rukhsaar ke sholon mein jalne de mere dil ko rukhsaar ke sholon mein aata hai nasha humdam maujon ke jhakolon mein paagal kiye deti hai mehki huyi tanhaai madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai daaman naa bachaa mujhse daaman se lipatne de daaman naa bachaa mujhse daaman se lipatne de aanchal ki ye deewaren girti hain to girne de judaa jo khulaa tera khushboo si chali aayi madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai jis haath ko thaama hai wo haath naa chhodunga jis haath ko thaama hai wo haath naa chhodunga kitne bhi janam le lo main saath naa chhodunga sadiyon se main tera hoon aye jaan e tamnannaai madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai aye chaand ki zebaai tu jhul jaa baahon mein madhosh bahaaren bhi lene lagi angdaai
chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa hoye baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa sarkaar ki adaa dildaar ban gayi dildaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi aye aye pyaar ban ke gale ka haar ban gayi aa haa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam hoo hoo hoo aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam raat ye suhaani bahaar ban gayi bahaar ban ke gale kaa haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi
Jeevan Ke Do Raahe
Kal Nahin Paye Jiya
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan jab se ye rut matwali aayi hai mere angan rehte hain khinche se naina rutha rehta hai mann jab se ye rut matwali aayi hai mere angan rehte hain khinche se naina rutha rehta hai mann apne roothe mann ko main lekar jaaun kahan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan kal raat uchat gayi nindiya aur bhor talak main jagi ye kaisi meethi agni jo mere tan mein laagi kal raat uchat gayi nindiya aur bhor talak main jagi ye kaisi meethi agni jo mere tan mein laagi kar de na mujhe pagal mere natkhat armaan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan kyun laaj lage hai sab se kyun sab se chhupti phirun koi bhi nahin hai
na mukhda mod ke jaao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hain oh ho hooooo ho oh hoo na mukhda mod ke jaao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hain oh ho hooooo ho oh hoo na mukhda mod ke jaao baharon ke din hain jawaani aag ka tufaan hai seh na paaogi jawaani aag ka tufaan hai seh na paaogi bina humare akeli bhi reh na paaogi bina humare akeli bhi reh na paaogi humein sahara banao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hai oh ho hooooo ho oh hoo na mukhda mod ke jaao baharon ke din hai janam janam ka ye saathi tumhi pe marta hai janam janam ka ye saathi tumhi pe marta hai har ek saans mein tumko hi yaad karta hai har ek saans mein tumko hi yaad karta hai humein na dil se bhulaao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hai ah haaaa ah ha haa na mukhda mod ke jao baharon ke din hai meri dua hai salamat tera shabab rahe meri dua hai salamat tera shabab rahe koi rahe na rahe tu to aaftaab rahe
tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya anginnat saalon se meri tujh se ik pehhchan hai ab galle mil jaao aa kar itna hi armaan hai anginnat saalon se meri tujh se ik pehhchan hai ab galle mil jaao aa kar itna hi armaan hai tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya sheeshaa e dil mein chhupa hai o sitamgar tera pyaar jab zara gardan jhukaai dekh li tasveere yaar sheeshaa e dil mein chhupa hai o sitamgar tera pyaar jab zara gardan jhukaai dekh li tasveere yaar tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tere aanchal se lipat kar ruh ye nagma gaayegi jaan bhi niklegi jis dum yehi kehti jaayegi tere aanchal se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Chaand Ki Zebaai Tu Chhoti Si Mulaqat (1967) 04:42 12993
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Uttam Kumar
Duration : 04:42   Song Number : 12993   

Chhoti Si Mulaaqat Pyaar Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:16 12991
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:16   Song Number : 12991   

Jeevan Ke Doraahe Pe Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:13 38303
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:13   Song Number : 38303   

Kal Nahin Paaye Jiya Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:02 39093
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:02   Song Number : 39093   

Mat Ja Mat Ja Mere Chhoti Si Mulaqat (1967) 03:58 32745
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:58   Song Number : 32745   

Na Mukhda Mod Ke Jaao Chhoti Si Mulaqat (1967) 03:29 36976
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Uttam Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 36976   

Tujhe Dekha Tujhe Chaaha Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:48 12992
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Uttam Kumar
Duration : 05:48   Song Number : 12992