Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDeedar-E-Yaar (1982)
HomeDeedar-E-Yaar (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chala chal lifaafe kabootar ki chaal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe tujhe uske abba ka dhadka nahin tujhe uske abba ka dhadka nahin ke tu ek lifaafa hai ladka nahi mera uske ghar mein hoo haye mera uske ghar mein hai jaana muhaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal mujhe darr hai tujhse bigad jaayegi mujhe darr hai tujhse bigad jaayegi mujhe darr hai tujhse bigad jaayegi tabiyat ki hai garm lad jaayegi koi aisa waisa aisa waisaa koi aisa waisa na karna sawaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal sunana mera haal is zor se sunana mera haal is zor se ke bandh jaaye wo pyaar ki dor se dikhana kuchh apne haaye hoye dikhana kuchh apne hunar ka kamaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki
jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai jaana jaana jaldi kya hai jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai dore kitne gulaabi hain in kaali kaali ankhon ke dore kitne gulaabi hain in kaali kaali ankhon ke hum janam ke pyaase aashiq hain do matwaali ankhon ke peeke inhi paymaanon se madhosh hamein ho jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai jis dil mein aap samaaye hain us dil mein humein ruswaai kahaan jis dil mein aap samaaye hain us dil mein humein ruswaai kahaan kya jaane uda le jaaye humein aapki ek angdaayi kahaan hum aapke baahon mein kaidi baahon mein humein balkhaane do thehro thehro dil to
aaaa aaa marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai jeeta hai pyaar marke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai kismat jo saath deti uske kadam pe marte kismat jo saath deti uske kadam pe marte uske kadam pe marke kya kya na naaz karte le jaate uske jalwe aankhon mein apni bhar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke ho marne ka ghum nahin hai meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena munh dekhna tu uska sau sau duvaayen dena khwaabon ki wo dulhaniya jab aaye saj sanwar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye aur saari kaliyaan teri raahon mein hum bichhaaye aur khud chaman se laute aanchal mein kaante bharke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai poori kabhi
mere dildaar ka baakpann haye baakpann hoye baakpann allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah chandni se tarasha badan allah allah dekh kar jisko hoorein bhi sajda karein sajda karein haan sajda karein haye haye sajda karein wo meri nazneen wo meri nazneen gulbadan allah allah uss haseen mahzabeen ki phaban allah allah phool se honth resham sa tan allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna haye jab se use dekha hai deewanon si halat hai betaab hai har dhadkan bechain tabiyat hai wo sar se kadam tak ik mehki hui zannat hai chhoo le jo badan maske is darza nazakat hai guftar karishma hai raftaar qayamat hai duniya mein wazood uska kudrat ki inayat hai wo jispe karam kar de wo sahib e kismat hai wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna teer tirchhe teer tirchhe chalane ka fann allah allah teer tirchhe chalane ka fann allah allah mere dildaar ka
hmmmmmmm hmmmmm hmmmmmm hooooo ooooooo sarakti jaaye hai sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab hoooo ooooo nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa hmmmmmm jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda hoooooo hayaa yaklakhat aayi aur shabaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab shab e phurkat ka jaaga hoon shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone doooooo kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab sawaal e wasal par unko sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna hoooo dabe honthon se dete hain jawaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chala Chal Lifaafe Deedar-E-Yaar (1982) 05:07 19201
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 19201   

Jaana Jaana Jaldi Kya Hai Deedar-E-Yaar (1982) 05:26 17192
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:26   Song Number : 17192   

Marne Ka Ghum Deedar-E-Yaar (1982) 06:51 41014
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:51   Song Number : 41014   

Mere Dildaar Ka Deedar-E-Yaar (1982) 07:12 13038
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rishi Kapoor, Rekha, Tina Munim
Duration : 07:12   Song Number : 13038   

Sarakti Jaaye Hai Deedar-E-Yaar (1982) 06:34 15150
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ameer Meenai
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:34   Song Number : 15150