Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDharam Veer (1977)
HomeDharam Veer (1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la lala la lala la la lala lala la la la lala la aa aaaa aaaa aaaa hum banjaaron ki baat mat poochho ji hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki achhaa ye baat hai to phir aayenge achhaa ye baat hai to phir aayenge hum tere pyaar ko aazmaayenge hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki hum dil nahin dete hum jaan deten hain hum dil nahin lete hum jaan leten hain ye dushmani hai tum dosti na samjho dil ki lagi hai tum dillagi na samjho dil ke maaron ki baat mat poochho ji dil ke maaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki ye to hai banjaaren ye tum kaho pyaare pyaar ho jab tadap ke dil dil ko pukaare sar haath pe rakh ke saaqi puraane aaye sab dekhte haan wo yaar ko le jaayen sache yaaron ki baat mat poochho ji sache yaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki tum jo kehte ho hum wo karten
apni nigaah e shauq ke qaabil banaa diyaa humko duwaayein do tumhen qaatil banaa diyaa are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani maine badal daala teri taqdeer ko rangon se bhar daala khaali tasveer ko maine badal daala teri taqdeer ko rangon se bhar daala khaali tasveer ko bana daali maine teri zindgaani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani tu khubsoorat hai tera khyaal hai ja meri aankhon ka ye sab kamaal hai tu khubsoorat hai tera khyaal hai ja meri aankhon ka ye sab kamaal hai mere pyaar ne di hai tujhko jawaani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani mehlon mein hogi
o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya par dekh tu jo rooth kar chali jaayegi tere saath hi mere marne ki khabar jaayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya par dekh tu jo rooth kar chali jaayegi tere saath hi mere marne ki khabar jaayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya teri chaahat mera chaen churaayegi teri chaahat mera chaen churaayegi lekin tujhko bhi to neend na aayegi main to marr jaaoonga lekar naam tera naam magar kar jaaoonga badnaam tera tauba tauba phir kya hoga ke yaad meri dil tera tadpaayegi tere jaate hi tere aane ki khabar aayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya jo bhi ho meri iss prem kahaani ka jo bhi ho meri iss prem kahaani ka par kya hoga teri mast jawaani ka aashiq hoon main tere dil mein rehta hoon apni nahin main tere dil ki kehta hoon tauba tauba phir kya hoga ke baad mein tu ik
saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon kya jeena aur kya mar jaana aisa hota hai yaarana arre chhodi yaaron ne duniyaa par yaar ki baanh na chhodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai dheela chhod na dena hans ke rakhna dost lagaamen kaske arre mushkil se kaboo mein aaye ladki ho ya ghodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Banjaaron Ki Baat Dharam Veer (1977) 06:23 17845
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 06:23   Song Number : 17845   

Main Galiyon Ka Rajaa Dharam Veer (1977) 05:00 18092
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:00   Song Number : 18092   

O Meri Mehbooba Dharam Veer (1977) 06:01 18000
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:01   Song Number : 18000   

Saat Ajoobe Iss Duniya Mein Dharam Veer (1977) 06:18 18281
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Jeetendra
Duration : 06:18   Song Number : 18281