MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDharmendra
HomeDharmendra
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja door door kyun rehta hai apni raani se raaja aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja door door kyun rehta hai apni raani se raaja aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja angdaai yun li hai armaanon ne dil loota is dil ke mehmaanon ne angdaai yun li hai armaanon ne dil loota is dil ke mehmaanon ne dil se dil tu na mila aa aankhen to mila ja aa aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja sapnon ki duniya mein kho jaaungi aa sajna warna main so jaaungi sapnon ki duniya mein kho jaaungi aa sajna warna main so jaaungi neend se pehle tu aa ke in aankhon mein sama ja aa aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja
hm hm hm hm hm hm hmmmm hm hm hm hm hm hm aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaate hain aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaate hain aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaate hain aankhon mein rukte nahin jo aansoo nikal jaate hain aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaate hain pehli mulaaqaat ki tauba wo pehli nazar hoo pehli mulaaqaat ki tauba wo pehli nazar kyaa ho gayaa kab huaa hoti nahin kuchh khabar kitnaa bhi dil ko sambhaalun armaan machal jaate hain aaina ki aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaate hain aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaate hain gulshan mein phoolon ke saath khilte hain dil mein gulaab hooo gulshan mein phoolon ke saath khilte hain dil mein gulaab hota hai jab pyaar to lagtaa hai paani sharaab do ghoont peete hi lekin ye honthh jal jaate hain aaina ki aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaate hain aaina wohi rehtaa hai chehre badal jaaaa bekhabar bekadar pyaar sach hai agar dekhnaa ek din royegaa mere bin raah mein chhodkar meraa dil
aaj gaa lo muskura lo aaj gaa lo muskura lo aaj gaa lo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhut jaye jeevan ki dor badi kamjor yaaro jeevan ki dor badi kamjor kisko khabar hai kahaan toot jaye gaalo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo ho teer haseenon ke khaye na jisne seene pe goli wo khayega kaise hoye julfon ke saye mein jo na jiya ho topon ke saye mein gayega kaise ho oo oo zindagi ka koi humsafar to bana lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo jung aur nafrat bhare is jahan mein mohabbat ka koi chalan chhod jao yaadon mein koi bahaye do aansu kisi dil mein aisi lagan chhod jao hoooo oooo oooo hai yaaron mein kitni wafa aazmalo gaalo gaalo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhut jaye jeevan ki dor badi kamzor yaaro jeevan ki dor badi kamzor kisko khabar hai kahan toot jaye
aaj gaa lo muskura lo aaj gaa lo muskura lo mehfilen saja lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhoot jaye jeevan ki dor badi kamjor jeevan ki dor badi kamjor kisko khabar hai kahan toot jaye gaa lo muskura lo mehfilen saja lo toota hua taara nadiya ki dhara hai kaun aisa jo lauta ke laye hum se jo bichhda hai saathi humara hai kaun aisa jo lauta ke laye ab ye nazar raaste se hata lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo shahidon ka khoon hai wafa ki nishaani ise aansuon se dhote nahin hain ye maut hai naaz karne ki kabil veeron ke marne pe rotte nahin hain aaj yadon ko unki gale se laga lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhoot jaye jeevan ki dor badi kamjor kisko khabar hai kahan toot jaye gaa lo muskura lo mehfilen saja lo
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hoo aaj mausam bada beimaan hai bada beimaan hai aaj mausam hoo aaj mausam bada beimaan hai bada beimaan hai aaj mausam aane wala koi toofan hai koi toofan hai aaj mausam hoo aaj mausam bada beimaan hai bada beimaan hai aaj mausam kya huaa hai huaa kuchh nahin hai kya huaa hai huaa kuchh nahin hai baat kya hai pata kuchh nahin hai mujh se koi khata ho gayi to iss mein meri khata kuchh nahin hai khubsoorat hai tu rut jawan hai aaj mausam hoo aaj mausam bada beimaan hai bada beimaan hai aaj mausam kaali kaali ghata darr rahi hai kaali kaali ghata darr rahi hai thandi aanhen hawa bhar rahi hai sab ko kya kya gumaan ho rahe hain har kali hum pe shaq kar rahi hai phoolon ka dil bhi kuchh badguman hai aaj mausam hoo aaj mausam bada beimaan hai bada beimaan hai aaj mausam aye mere yaar aye husn waale aye mere yaar aye husn waale dil kiya maine tere hawale teri marzi pe ab baat thehri jeene de chahe tu maar daale tere haathon
aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho khushiyan tere chume kadam aane naa doon main kabhi tujhpe ghum khushiyan tere chume kadam aane naa doon main kabhi tujhpe ghum ye muskurahat kabhi ho naa kam khaabon ki ragini sajeee taaron ki baarat hoooo bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho papa mera meri shaan hai tujh mein basi meri jaan hai papa mera meri shaan hai tujh mein basi meri jaan hai mera to bas ye hi armaan hai ke chhute naa daman kabhi haathon mein ye haath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho karti rahun tujhse hi pyaar mamta ki tujhpe lutaun bahaar karti rahun tujhse hi pyaar mamta ki tujhpe lutaun bahaar iss ghar pe kar doon dil o jaan nisaar honton pe mere sadaa dilbar teri baat ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua
Aaja Sar e Bazar
dil insaan ka ek taraazu dil insaan ka ek taraazu jo insaaf ko tole apni jagah par pyaar hai kaayam dharti ambar dole sabse bada sach ek jagat mein bhed anek jo khole prem bina jeevan soona yeh paagal premi bole ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi zaalim kitni der laga di zaalim kitni der laga di tumne aate aate ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jaate dil deewana deewane ko hum kaise samjhate dete raam duhaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi fursat bhi hai mausam bhi hai fursat bhi hai mausam bhi hai mann hai rang raliyon mein chhup gayi hai tu khushboo ban ke shaayad in kaliyon mein maine tujhko kitna dhoondha aawaara galiyon mein yeh aawaaz lagayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi mast hawaa ne baat koi mast hawaa ne baat koi aisi keh di kaanon mein
aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai apna anjaam inn aankhon ko nazar aaya hai wehshat e dil main zara hosh mein aa loon to chalun main chala jaaunga aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha meri chaahat meri ulfat se tujhe bair na tha main hoon ab gair yakeen dil ko dila loon to chalun main chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga aur gaye waqt ki maanind nahin aaunga phir na aane ki kasam aaj main khaa loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga
aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai ghata se jaise chhan rahi subah subah ki dhoop hai jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi udhar suroor hi suroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan dabi dabi hansee mein bhi tadap rahin hain bijliyan shabaab aap ka shabaab aap ka shabaab aap ka nashe mein khud hi choor choor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke bheege huye jism se aanch aati hai dil ko garmaati hai jazbaat ko bhadkaati hai aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa iss haraarat se jo uljhegaa wo jal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa aap kaa husn wo shabnam hai jo sholon mein palle garm khusbuon mein tapte huye rangon mein dhale kiss ka dil hai jo sambhaale se sambhal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa honth hain yaa kisi shaayar ki duaaon ka jawab zulf hai yaa kisi saawan ke talabgaar ka khaab aise jalwon ko jo dekhegaa machal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa iss kadar husn kisi ek mein dekha na sunaa uska kyaa kehna jise aapne humraaz chunna uski taqdeer ka unwaan badal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa
aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap mein aisa jalwa nazar aa gaya aap mein aisa jalwa nazar aa gaya pyaar ban kar khayalaat per chhaa gaya pyaar ban kar khayalaat per chhaa gaya ab to koi haseen mujhko jachtaa nahin apni manzil ko main khud ba khud paa gaya aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap ki baat kaa kaise kar loon yakeen aap ki baat kaa kaise kar loon yakeen jisne dekha mujhe ho gaya meharbaan jisne dekha
aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ko aata hai kya naaz dikhaane ke siwaa aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen haaye hoye kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen isliye aap se ghabraa ke bacha li aankhen aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega banda parwar zara thoda sa kareeb aaiyega aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai hum aaj udhar se nikle to bade intzaam se gira raha tha koi parda haaye sare shaam se udhar aap ki photo se saji deewaar pe padaa hua tha ik saaya bade aaraam se aapke kamre mein koi rehta hai lala la la la la lala lala la la la la lala la la lala lala la lal lal la la la magar jo ik din main guzri gali mein sarkaar ki tabhi se chalti hai dil pe haaye talwaar si dabi dabi halki halki hansi ki tanaav mein machal rahi thi chudi bhi haaye chhankaar thi yeh na samjho koi gafil rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai la la la la la aapke na na aapke na na na aapke kamre mein koi rehta hai agar main kahu jo dekha nahin tha woh koi khawaab padaa tha table pe chashma woh kiska janaab gore gale
aapne apna banaya meherbani aapki meherbani aapki hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani apki aapne apna banaya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya is inayat is nawazish is karam ka shukriya humne bhi dil mein chhupa li ye nishani aapki meherbani aapki aapne apna banaya aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin kyu na mil jaye ke purab aur pachchhim hum nahin ban gaya mera fasaana ab kahani aapki meherbani apki hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani aapki aapne apna banaya
aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya pe koi chor ohh bhabhi aana deepak jalaana ohh bhabhi aana zara deepak jalaana dekho baalam hai ya koi aur dar gayi main re mar gayi main ke aaya aaya atariya pe koi chor ohh bhabhi aana deepak jalaana ohh bhabhi aana zara deepak jalaana dekho baalam hai ya koi aur dar gayi main re mar gayi main ke aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya man upar neeche khidki ke peechhe akhiyon ko meeche baithi main sochun saanwari ib ka karun main baanwari bairi baalam ho to chup rahun main bairi baalam ho to chup rahun main dooja koi ho macha doon main shor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya dhoka khaya hai jee ghabraaya hai koi aaya hai raina mile na jag gaye angna mein kangna baj gaye main naachi aise kathputli jaise main naachi aise kathputli jaise naa jaane kheenchi ye kisne dor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya raina matwaari kaari kajraari daiyaa main haari deta dikhayi kuchh nahin chhup na
aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim guzra zamaana bachpan ka haai re akele chhod ke jaana aur na aana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim wo khel wo saathi wo jhoole wo daud ke kehna aa chhoo le hum aaj talak bhi na bhoole hum aaj talak bhi na bhoole wo khaab suhaana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim is ki sab ko pehchaan nahin is ki sab ko pehchaan nahin ye do din ka mehmaan nahin ye do din ka mehmaan nahin mushkil hai bahot aasaan nahin mushkil hai bahot aasaan nahin ye pyaar bhoolaana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim milkar roye fariyaad kare un beete dinon ki yaad kare ae kaash kahin mil jaaye koi ae kaash kahin mil jaaye koi jo meet puraana bachpan ka
khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar khuda khair kare dil hua kiss ka girftaar khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzraa jaane ye kaun jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzraa ek qayaamat huyi bezaar ek qayaamat huyi bezaar khuda khair kare lamha lamha meri aankhon mein keenchi jaati hai lamha lamha meri aankhon mein keenchi jaati hai ek chamakti huyi talwaar khuda khair kare dil hua kiss ka girftaar khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar
aa haa haaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aa haa haaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa ab do dilon ki mushkil aasaan ho gayi hai duniyaa ko muhabbat ki pehchaan ho gayi hai ab pyaar ki har manzil aasaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil iss raaste se guzraa ik dil koi bechaara naa jaane kiss adaa se tumne use pukara aisa kiya ishara kuchh soch kar bechara wo ho gaya tumhara duniyaa bhi dekh kar ye hairaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil aaaa haaa haaaa haaa haaaa aaaa haaaa haaa haaaa ooo hoo hooo hooo hooo aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kab se tumhari khaatir hum raah mein pade the ik roz phir ye dekha tum saamne khade the aisi nazar milaayi duniyaa mujhe bhulaayi kuchh soch bhi naa paaye jaise ke ruh meri bejaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil milna tha jinko ab wo deewane mil gaye hain teri daastaan se mere afsaane mil gaye hain
dulhan khubsoorat hai dulhan khubsoorat hai kitna haseen mahurat hai sehre ki zarurat hai dulha mujhe banaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain abhi gyaarah nahin baje hain dulhan khubsoorat hai kitna haseen mahurat hai sehre ki zarurat hai dulha mujhe banaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain baje hain gyaarah nahin baje hain ek bujurg ne kaha tha beta jeena chaahe marna gyaarah bajne se pehle koi achchhaa kaam naa karna anguthi pehnaao pehnaao ji pehnaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain abhi gyaarah nahin baje hain gyaarah ke number mein hote hain dekho do ikke ek hoon main ek hai tu aa mil jaayen donon dil de ke mandap mein le jaao le jaao ji le jaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain abhi gyaarah nahin baje hain waqt se pehle chale jo manzil se wo nikle aage waqt ke baad jo nikle samjho subah der se jaage ghadi se ghadi milaao milaao ji milaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Aaja Aaja Raja Jani (1972) 03:06 40765
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 03:06   Song Number : 40765   

Aaina Wohi Rehta Hai Shalimar (1978) 06:41 18041
 
Poster of Shalimar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 06:41   Song Number : 18041   

Aaj Gaa Lo Muskura Lo (Happy) Lalkar (The Challenge) (1972) 04:26 32428
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rajendra Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 32428   

Aaj Gaa Lo Muskura Lo (Sad) Lalkar (The Challenge) (1972) 04:12 32427
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:12   Song Number : 32427   

Aaj Mausam Bada Beimaan Loafer (1973) 06:07 20024
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:07   Song Number : 20024   

Aaj Raat Chandani (Duet) Kal Ki Awaz (1992) 05:15 20030
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 20030   

Aaja Sar e Bazaar Alibaba Aur 40 Chor (1980) 05:02 39170
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:02   Song Number : 39170   

Aaja Teri Yaad Aayi Charas (1976) 05:51 12965
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:51   Song Number : 12965   

Aakhari Geet Muhabbat Ka Neela Akash (1965) 04:00 13867
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:00   Song Number : 13867   

Aap Ke Haseen Rukh Pe Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:49 20069
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anjan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:49   Song Number : 20069   

Aap Ke Paas Jo Kaajal (1965) 03:47 13492
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 13492   

Aap Ko Pehle Bhi Kahin Tum Haseen Main Jawan (1970) 05:11 14360
 
Poster of Tum Haseen Main Jawan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:11   Song Number : 14360   

Aap Ko Pyaar Chhupane Ki Buri Aadat Hai Neela Akash (1965) 05:03 12036
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Raag- 
Des
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:03   Song Number : 12036   

Aapke Kamre Mein Yaadon Ki Baaraat (1973) 08:50 14415
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vijay Arora, Zeenat Aman, Tariq
Duration : 08:50   Song Number : 14415   

Aapne Apna Banaya Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:36 32084
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:36   Song Number : 32084   

Aaya Aaya Atariya Pe Koi Mera Gaon Mera Desh (1971) 05:30 40128
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dharmendra
Duration : 05:30   Song Number : 40128   

Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Devar (1966) 03:15 13052
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 13052   

Aayi Zanjeer Ki Jhankaar Razia Sultan (1983) 03:51 20768
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 03:51   Song Number : 20768   

Ab Do Dilon Ki Mushkil Pooja Ke Phool (1964) 05:18 13964
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 05:18   Song Number : 13964   

Abhi gyaarah Nahin baje hain Phandebaaz (1978) 04:05 13951
 
Poster of Phandebaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:05   Song Number : 13951   
Karaoke Songs of dharmendra, Sad Songs of dharmendra, Love Songs of dharmendra, Dance Songs of dharmendra, Hip-hop songs of dharmendra, Best songs of dharmendra, Super hit songs of dharmendra, hit songs of dharmendra, duet songs of dharmendra, solo songs of dharmendra, old songs of dharmendra, famous songs of dharmendra, Hindi Karaoke Songs of dharmendra, Hindi Sad Songs of dharmendra, Hindi Love Songs of dharmendra, Hindi Dance Songs of dharmendra, Hindi Hip-hop songs of dharmendra, best Hindi songs of dharmendra, super hit Hindi songs of dharmendra, hit Hindi songs of dharmendra, duet Hindi songs of dharmendra, solo Hindi songs of dharmendra, old Hindi songs of dharmendra, famous Hindi songs of dharmendra, Sing Along Songs of dharmendra, Sing Along Sad Songs of dharmendra, Sing Along Love Songs of dharmendra, Sing Along Dance Songs of dharmendra, Sing Along Hip-hop songs of dharmendra, Sing Along Best songs of dharmendra, Sing Along Super hit songs of dharmendra, Sing Along hit songs of dharmendra, Sing Along duet songs of dharmendra, Sing Along solo songs of dharmendra, Sing Along old songs of dharmendra, Sing Along famous songs of dharmendra