MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFuntoosh (1956)
HomeFuntoosh (1956)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa aye meri humjoli tu bhi gair ki ho li tu bhi de gayi dhakka auron ke sang ghumen ithlaaye aur jhumen dekhun main bhaunchakka meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa dekhe jise akeli uss se kare athkheli raah mein raas rachaaye mota pet bajaaye ganje sir ko chhupaaye chhede aur chhup jaaye meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii meri topiiiiii aye meri dilbar idhar nazar kar naa jaa bichhad kar naa jaa naa jaa aye meri topi palat ke aa naa apne funtoosh ko sataa aye click here
aye aye aye aye aye aye aye hey dene waala jab bhi deta poora chhappar phaad ke deta are nang dhadang malang janon ko doorbeen se taad ke deta dene waala jab bhi deta poora chhappar phaad ke deta naa dekhe wo gora kaala naa desi pardesi are jab chaahe sone se bhar de phate taat ki kheti jiss par usko pyaar aa jaata uss ko jeben jhaad ke deta dene waala dene waala jab bhi deta poora chhappar phaad ke deta daata jab bhi de mil kar bolo laao laao apne baba ka maal samjh kar khaao khaao aish udana farz hai uska jise wo tumtaraad ke deta dene walaaaaa mera daata mujh par meharbaan hai mere munh mein chaandi ki jabaan hai mere haath mein sone ki kamaan hai jo bhi mere aage aayega muft mein joote khaa ke jaayegaaaa jaayegaaa jaayegaaaa jisko dena chaahe daata band kiwaad ukhaad ke deta dene walaaaa hooo hooo hooo hooo yeee hoooo hoooo yeee hoooo hoooo hooo yeee hoooo hoooo apna bhi gar iss jahaan mein koi sahaara hota raaton ki khamoshiyon mein kyun dil humara rota lala click here
dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere dard hamaaraa koi na jaane apni garaj ke sab hain diwaane kiske aage ronaa royein des paraayaa log begaane dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere laakh yahaan jholi phailaa le kuchh nahin denge iss jag waale patthar ke dil mome na honge chaahe jitnaa neer bahaale dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere apne liye kab hain ye mele hum hain har ek mele mein akele kyaa paayegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele kyaa paaegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere click here
hehe hehe hehe hehehehehehe o ji o humein aaj koi na humein aaj koi na chhediyo humein aaj koi na humne kisi pe dore daalne hain dore daalne hain daalne hain humne kisi pe dore daalne hain daalne hain o ji o humein aaj koi na humein aaj koi na chhediyo humein aaj koi na na na chhediyo chhediyo o ji o o ji o na chhediyo chhediyo o ji o o ji o oooo kabhi hum jhoome kabhi jhoome pyaar nigahon mein lalalala lala lalalala lalalalalala oooo chale sang sang hum jeevan ke rangeen raahon mein tum ho thele pe aur main paidal tum ho thele pe aur main paidal humne kisi pe dore daalne hain o dore humne kisi pe dore daalne hain daalne hain o ji o humein aaj koi na humein aaj koi na chhediyo humein aaj koi na oho oho ohi hi hihihi oho oho ohi hi hihi aaaa aaaaa aaaaa aha hahahahahaha ehe he hehe hehehe hehehehe hoo gar tu chaahe tere kadmon pe taare bikhra doon lalalala lala aha aha hoo tu keh de to tujhe doosre jag tak pahuncha doon tu hi chanda mera tu hi taara tu hi manzil hai click here
woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya jo dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya woh dekhen to unki inayat aaaa haaa haaa aaa aaa aaaa hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmmmmm la lal laa la la laa laaaa aaaa haaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa haaa haaaa ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ye nazron ka khel nahin jab tak do dil ek na ho le dil ki lagi ka rona kya jab tak do dil ek na ho le haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro ishq ki baazi seedhiiiiiiii baazi are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro dil jeeto aur dil haaro iss saude mein o dil walon paana kya aur khona kya woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Meri Topi Palat Ke Aa funtoosh (1956) 02:50 13248
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 02:50   Song Number : 13248   

Chhappad Phad Ke funtoosh (1956) 06:07 13249
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:07   Song Number : 13249   

Dukhi Mann Mere funtoosh (1956) 03:36 20407
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:36   Song Number : 20407   

Humne Kisi Pe Dore funtoosh (1956) 04:35 21441
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Leela Chitnis
Duration : 04:35   Song Number : 21441   

Woh Dekhen To Unki funtoosh (1956) 03:14 13247
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sheela Ramani
Duration : 03:14   Song Number : 13247