Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHanste Zakhm (1973)
HomeHanste Zakhm (1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye muddaten ho gayi muskuraaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye har qadam par udhar mud ke dekha har qadam par udhar mud ke dekha unki mehfil se hum uth to aaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye reh gayi zindagi dard ban ke reh gayi zindagi dard ban ke dard dil mein chhupaaye chhupaaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye dil ki naazuk ragen tootati hain dil ki naazuk ragen tootati hain yaad itna bhi koi na aaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye muddaten ho gayi muskuraaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye
betaab dil ki tamanna yahi hai betaab dil ki tamanna yahi hai tumhein chahenge tumhein poojenge tumhein apna khuda banaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai soone soone khaabon mein jab tak tum na aaye the khushiyaan thi sab auroon ki ghum bhi saare paraaye the apne se bhi chhupaayi thi dhadkan apne seene ki humko jeena padta tha khawaish kab thi jeene ki ab jo aake tumne humein jeena seekha diya hai chalo duniyaan nayi basaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai bheegi bheegi palkon par sapne kitne sajaaye hain dil mein jitna andhera tha utne ujaale aaye hain tum bhi hum ko jagaana na baahon mein jo so jaaye jaise khushboo phoolon mein tum mein yun hi kho jaaye pal bhar isi janam mein kabhi toote na saath apna tumhein aise gale lagaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai waade bhi hain qasmein bhi beeta waqt ishaaron ka kaise kaise armaan hain mela jaise bahaaron ka saara gulshan de dala kaliyaan aur khilaao na hasnte hasnte ro dein hum itna bhi to hansaao na dil mein
tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya ek bhatke huye raahi ko carvaan mil gaya tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya baitho na door humse dekho khafa na ho baitho na door humse dekho khafa na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho meri kya khata hai hota hai ye bhi ke zameen se bhi kabhi aasma mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum kya jaano tum kya ho ek surila nagma ho bheegi raaton mein masti tapte din mein saaya ho tum kya jaano tum kya ho ab jo aa gaye ho jaane na doonga ke mujhe ik hasin mehrbaan mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya tum bhi thei khoye khoye main bhi bujha bujha tum bhi the khoye khoye main bhi bujha bujha tha ajnabi zamaana apna koi na tha tha ajnabi zamaana apna koi na tha dil ko
haaye tauba tauba ye jawaani ye jawaani ka guroor ishq ke saamne sar phir bhi jhukaana hi pada ke aisa kehte the ke na aayenge na aayenge magar dil ne iss tarah pukaara tumhein aana hi pada ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai wo ik beqaraari jo ab tak idhar thi wohi beqaraari udhar kis liye hai abhi tak to idhar thi udhar kis liye hai kis liye hai haan kis liye hai ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai behlna na jaane badlna na jaane tamanna machal ke sambhalna na jaane haann tamanna machal ke sambhalna na jaane behlna na jaane haaye badlna na jaane haa ye tamanna machal ke sambhalna na jaane ho ho ho behlna na jaane badlna na jaane tamanna machal ke sambhalna na jaane haan tamanna machal ke sambhalna na jaane karib aur aao kadam to badhao jhuka doon na main sar to sar kis
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Socha To Aansoo Hanste Zakhm (1973) 06:30 20033
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 06:30   Song Number : 20033   

Betaab Dil Ki Tamanna Hanste Zakhm (1973) 05:15 20213
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 05:15   Song Number : 20213   

Tum Jo Mil Gaye Ho Hanste Zakhm (1973) 08:41 21360
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 08:41   Song Number : 21360   

Ye Maana Meri Jaan Hanste Zakhm (1973) 08:12 12182
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Yunus Parvez
Duration : 08:12   Song Number : 12182