Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHimalay Ki God Mein (1965)
HomeHimalay Ki God Mein (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha na kasmein hain na rasmein hain na shikwe hain na waade hain na kasmein hain na rasmein hain na shikwe hain na waade hain ek soorat bholi bhaali hai do naina seedhe saade hain do naina seedhe saade hain aisa hi roop khayaalon mein tha aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha meri khushiyaan hi na baante mere ghum bhi sehna chahe meri khushiyaan hi na baante mere ghum bhi sehna chahe dekhe na khwaab wo mehlon ke mere dil mein rehna chaahe mere dil mein rehna chaahe iss duniyaa mein kaun tha aisa jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha
ek tu na mila mila mila ek tu na milaaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa mera dil na khilaaaaa mera dil na khila saari bagiyaa khile bhi to kya hai ek tu na mila dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan laakh pehre yahaan laakh pehre yahaan pyaar dil mein pale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon saath tera nahinnnnn saath tera nahin sang duniyaa chale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tera daaman nahinnnnn tera daaman nahin ye aansoon dhale bhi to kya hai ek tu na milaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa tu na milaaaa tu na milaaaa
ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tere rang mein rangi mere dil ki kali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann tu jidhar le chalaa main udhar hi chali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili
kankariyaa maar ke jagaaya kal tu mere sapne mein aaya baalma tu bada wo hai jaalma tu bada wo hai hooo oooo ooooo kankariyaa maar ke jagaaya kal tu mere sapne mein aaya baalma tu bada wo hai jaalma tu bada wo hai soyi thi main kahin khoyi thi main neend tooti meri to bada royi thi main hooo ooo soyi thi main kahin khoyi thi main neend tooti meri to bada royi thi main mere rone pe mere rone pe tu muskuraya baalma tu bada wo hai jaalma tu bada wo hai hooo oooo ooooo kankariyaa maar ke jagaaya kal tu mere sapne mein aaya baalma tu bada wo hai jaalma tu bada wo hai hooo oooo oooo oooo poochoo agar tu kaahe aaya idhar bola anjaan raahi bhool gaya dagar hooo ooo poochoo agar tu kaahe aaya idhar bola anjaan raahi bhool gaya dagar khoob tune khoob tune bahaana banaya baalma tu bada wo hai jaalma tu bada wo hai hooo oooo ooooo kankariyaa maar ke jagaaya kal tu mere sapne mein aaya baalma tu bada wo hai jaalma tu bada wo hai
main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar pyaar ho jaaye to iss pyaar ka izhaar naa kar main to ek khwaab hoon ye hawaayen kabhi chup chaap chali jaayengi laut ke phir kabhi gulshan mein nahin aayengi apne haathon mein hawaaon ko gariftaar na kar apne haathon mein hawaaon ko gariftaar na kar main to ek khwaab hoon tere dil mein hai mohabbat ke bhadkate shole apne seene mein chhupaa le ye bhadkate shole is tarah pyaar ko ruswaa sare bazaar naa kar is tarah pyaar ko ruswaa sare bazaar naa kar main to ek khwaab hoon shaakh se toot ke goonchhe bhi kahin khilte hai raat aur din bhi zamaane mein kahin milte hai bhool jaa jaane de takdeer se takraar naa kar bhool jaa jaane de takdeer se takraar naa kar main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar main to ek khwaab
haaye soniye hiriye hiriye haaye hay ho oo soneya ooo haaye raanjhiya aa raanjhiya aa oye shaba oye shaba ni kudiye pahaad diye oye shaba oye shaba ve mudiyaa shahar diyaa oye tu raat khadi thi chhat pe ni main samjha ki chaand nikla oye tu raat khadi thi chhat pe ni main samjha ki chaand nikla bura ho tera tujhe dekh ke kothe se mera pair fisla bura ho tera tujhe dekh ke kothe se mera pair fisla kat jaaye na meri zindagi kat jaaye na meri zindagi hoye teri kal parson mein kat jaaye na meri zindagi hoye teri kal parson mein kal parson mein baat nahin banti kal parson mein baat nahin banti banti hai jaake barson mein kal parson mein baat nahin banti banti hai jaake barson mein teri zulf jo bikhri to teri zulf jo bikhri to leke been sapere aa gaye teri zulf jo bikhri to leke been sapere aa gaye meri zulf hai naagan to meri zulf hai naagan to bure din bas tere aa gaye meri zulf hai naagan to bure din bas tere aa gaye chal chaliyeeee chal chaliye ne mutiyaare chal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Si Mehbooba Himalay Ki God Mein (1965) 04:10 20246
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:10   Song Number : 20246   

Ek Tu Na Mila Saari Himalay Ki God Mein (1965) 04:21 13337
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 13337   

Ik Tu Jo Milaa Saari Duniyaa Himalay Ki God Mein (1965) 03:15 13336
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:15   Song Number : 13336   

Kankariyaa Maar Ke Jagaaya Himalay Ki God Mein (1965) 03:29 13338
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:29   Song Number : 13338   

Main To Ek Khwaab Hoon Himalay Ki God Mein (1965) 05:04 11987
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Todi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:04   Song Number : 11987   

Tu Raat Khadi Thi Chhat Pe Himalay Ki God Mein (1965) 05:29 35888
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Usha Timoti
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:29   Song Number : 35888