Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIjaazat (1987)
HomeIjaazat (1987)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la laaaa lal lal laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa la laaaa la la laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi rukti hai thamti hai kabhi barasti hai baadal pe paanv rakh ke baarish machalti hai aaaaaaaaaaaaaaa
katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na kal bhi to kucch aisa hee huaa tha neend mein thi tumne jab chuaa tha girte girte bahon mein bachi main ho sapne pe paanv pad gaya tha sapnon mein behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na tumne to aakash bicchaya mere nange peron mein zameen hai paake bhi tumhari aarzoo ho ho shayad aisi zindagi hasin hai aarzoo mein behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na halke halke kohre ke dhuyen mein shayad aasmaan tak aa gayeen hoon teri
khaali haath shaam aayi hai hooo khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khaali laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaye aansoon aaj bhi na bheege naina aaj bhi na aaye aansoon aaj bhi na bheege naina aaj bhi ye kori raina aaj bhi ye kori raina kori laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai raat ki siyaahi koi aaye to mitaaye na raat ki siyaahi koi aaye to mitaaye na aaj na mitaaye to yeh aaj na mitaaye to yeh kal bhi laut aayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khaali laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai
aaaaaaaaaa mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai ho sawan ke kuchh bheege bheege din rakhe hain hoo aur mere ik khat mein lipti raat padi hai wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai ho sawan ke kuchh bheege bheege din rakhe hain hoo aur mere ik khat mein lipti raat padi hai wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do patjhad hai kuchh hai na hoo patjhad mein kuchh patton ke girne ki aahat kaanon mein ik baar pahen ke laut aayee thi patjhad ki wo shaakh abhi tak kaanp rahi hai wo shaakh gira do mera wo saamaan lauta do wo shaakh gira do mera wo saamaan lauta do ek akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe the ek akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe the aadhe sukhe aadhe geele sukha to main le aayee thi geela man shayad bistar ke paas pada ho wo bhijwa do mera wo saamaan lauta do ek sau sola chaand ki raaten ek tumhare kaandhe ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhoti Si Kahani Se Ijaazat (1987) 07:15 20289
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Nasiruddeen Shah, Anuradha Patel
Duration : 07:15   Song Number : 20289   

Katra Katra Ijaazat (1987) 06:05 20747
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah, Rekha, Anuradha Patel
Duration : 06:05   Song Number : 20747   

Khaali Haath Shaam Ijaazat (1987) 05:00 13369
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anuradha Patel, Nasiruddeen Shah, Rekha
Duration : 05:00   Song Number : 13369   

Mera Kuch Saaman Ijaazat (1987) 06:57 20908
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah, Rekha, Anuradha Patel
Duration : 06:57   Song Number : 20908