Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJugnu (1947)
HomeJugnu (1947)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooo aa aa a aa aa aaaa aaaa aaaa aaj ki raat aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat qaul ulfat kaa jo hanste huye taron ne suna qaul ulfat kaa jo hanste huye taron ne suna band kaliyon ne sunnaa mast baharon ne suna band kaliyon ne sunnaa mast baharon ne suna sab se chhup kar jise do prem ke maron ne suna sab se chup kar jise do prem ke maron ne suna khwab ki baat samajh is ko haqeeqat na bana aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat ab hain armaanon pe chhaye huye baadal kale ab hain armaanon pe chhaye huye baadal kale phoot kar risne lage hain mere dil ke chhale phoot kar risne lage hain mere dil ke chhale aankh bhar aayi chhalakne ko hain ab ye pyale aankh bhar aayi chhalakne ko hain ab ye pyale muskurayenge mere haal pe duniya wale aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat bebason par ye sitam bebason par ye sitam khoob zamane ne kiyaa bebason par ye sitam khoob zamane ne kiyaa khel khela tha muhabbat ka adhura hi raha
umangen umangen umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni la la la la la la la la aaaaaaaaaa wo shaaaam aa aa aaaaaaaa kya shaam suhaani thi phoolon pe jawaani thi kya shaam suhaani thi phoolon pe jawaani thi in shokh nigaahon mein ulfat ki kahaani thi ulfat ki kahaani thi sunteeeeee sunte hi jisse pal mein halchal si machi dil mein halchal si machi dil mein muhabbat le ke angdaayi jawaan hoon jhoom rahi apni umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni hum dil ko laga baithe hum dil ko laga baithe kya duniya basa baithe kya duniya basa baithe ek prem ke devta ko hum phool chadha baithe jo chaand sa pyara hai is preet ki naiyya ka ab wo hi sahara hai ab wo hi sahara hai lagaayen ye wahin ab paar naiyya prem ki apni umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni aaaa aaaaa aaa aaa aaaa wohi manzar hain aankhon mein wohi manzar hain aankhon mein unhi ki yaad tadpaaye unhi ki yaad tadpaaye yehi aasha la lalalalaa
yahaan badla wafaa ka bewafaayi ke siwaa kya hai yahaan badla wafaa ka bewafaayi ke siwaa kya hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat mein bhi dhokha hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai yunhi duniyaan badalti hai issi kaa naam duniyaa hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai tadapne bhi nahin deti humen majbooriyaan apni tadapne bhi nahin deti humen majbooriyaan apni muhabbat karne waalon ka tadpna kisne dekha hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat mein bhi dhokha hai bade armaan se waadon ne dil mein ghar basaaya tha badeee armaaaaan se waadon ne dil mein ghar basaaya tha wo din jab yaad aate hain kalejaa munh ko aata hai yahaan badla wafaa ka bewafaayi ke siwaa kya hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat mein bhi dhokha hai yunhi duniyaan badalti hai issi kaa naam duniyaa hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Jugnu (1947) 04:56 35941
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Asagar Sarahadi
Music Director- 
Firoz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Dilip Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 35941   

Umangen Dil Ki Machli Jugnu (1947) 03:48 32838
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Asagar Sarahadi
Music Director- 
Firoz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Dilip Kumar
Duration : 03:48   Song Number : 32838   

Yahaan Badla Wafaa Jugnu (1947) 05:19 13462
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Asagar Sarahadi
Music Director- 
Firoz Nizami
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Noor Jahan
Duration : 05:19   Song Number : 13462