Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKavi (1954)
HomeKavi (1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhoti si zindagi mein chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye poori naa ho kahaani poori naa ho kahaani aankhon ko neend aaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye chalta raha musaafir manzil magar naa aayi chalta raha musaafir manzil magar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi phoolon ki aarzu mein phoolon ki aarzu mein kaante gale lagaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye aansu baha ke dekha rone se faayda kya aansu baha ke dekha rone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya khushiyon ki hasraton mein khushiyon ki hasraton mein kya kya fareb khaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye
main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya are masti bhari aankhon se do jaam chura laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya masti meri aankhon ne botal se nahin li hai saaki se nahin maangi chullu se nahin pee hai behosh nahin phir bhi main hosh ganwaa aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha peene ka mazaa kya hai pee kar bhi nahin samjha pyaala mere honthon tak aa kar bhi nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai toote huye ik dil se paimana banaya hai saawan ki ghataaon ko aankhon mein chhupa laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya
tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai aane se tere pehle aata hai ek ishara aane se tere pehle aata hai ek ishara suraj ke pehle jaise ik roshani ki dhara aane se tere pehle aata hai ek ishara suraj ke pehle jaise ik roshani ki dhara humne wahi ishara dil mein basa liya hai humne wahi ishara dil mein basa liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai tere ghar se door kyun ho meri zindagi ki raahen mere dil ki dhadkanon mein tere geet teri aahen tere ghar se door kyun ho meri zindagi ki raahen mere dil ki dhadkanon mein tere geet teri aahen teri roshani se dil ka deepak jala liya hai teri roshani se dil ka deepak jala liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai teri payalon ki chham chham mere geet mein samaayi teri payalon ki chham chham mere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhoti Si Zindagi Mein Kavi (1954) 03:23 39723
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 39723   

Main Pee Ke Nahin Aaya Kavi (1954) 03:14 15611
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:14   Song Number : 15611   

Tere Raste Pe Humne Kavi (1954) 03:10 32103
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Bharat Bhushan
Duration : 03:10   Song Number : 32103