Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKismat (1968)
HomeKismat (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein qayaamat ke kaajal aankhon mein qayaamat ke kaajal honthon pe gazab ki laali hai banda parvar kahiye kis ki banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal honthon pe gazab ki laali hai banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal sadke sadke main tumhaari baahon ke jo aag lagaa di paani mein sadke main tumhaari baahon ke jo aag lagaa di paani mein qurbaan tumhaari aankhon ke jo bhar de rang jawaani mein marr jaaoon tumhaare gaalon par marr jaaoon tumhaare gaalon par jin mein ke gulon ki laali hai banda parvar kahiye kis ki banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal o ho ho ye aapki masti kaa aalam ye behke huye jazbaat mere ye aapki masti kaa aalam ye behke huye jazbaat mere kuchh keh na sakaa main deewaana kehte hain magar haalat mere yaa aap nashe mein doobe hain yaa aap nashe mein doobe hain yaa meri nazar matwaali hai banda
hum se roshan hai chaand aur taare hum ko daaman samajhayie gairat ka uth gaye hum agar zamaane se naam mit jaayega muhabbat ka dil hai naazuk kali se phoolon se ye na toote khayaal rakhiyega aur agar aapse ye toot gaya jaaneja itna hi samjhiyega phir koi baanwari muhabbat ki apni zulfein nahin sanwaaregi aarti phir kisi kanhaiya ki koi raadha nahin utaaregi aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano aa haa haa aa aa oo oo o o o o haa haa aa ha ha aa haa haa chaahat ke ujle ujle nazaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao likh do likh do kitaabe dil pe koi aisi daastaan jiski misaal de na sake saaton aasmaan likh do
kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke chadti jawaani ki ye pehli bahaar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala jhumke ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun dil ko jalaane waale dil ka qaraar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun kismat bana de meri duniyaa basaa de meri
lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta mehfil mehfil jaa dekha har dil mein sama kar dekha har saaz pe gaa kar dekha mehfil mehfil jaa dekha har dil mein sama kar dekha har saaz pe gaa kar dekha dil ko kahin chain na mila arre dil ko kahin chain na mila main to duniya mein pyare akela hi raha lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta iss dil ko kahan le jaayen kuchh aap agar farmaayen to aap ke hum ho jaayen iss dil ko kahan le jaayen kuchh aap agar farmaayen to aap ke hum ho jaayen keh do humen hanske zara arre keh do humen hanske zara aji jo kuchh bhi dil ne tumhare hai kaha lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka iqraar nahin milta lakhon hain yahan dil waale aur pyaar nahin milta aankhon mein kisi ki wafa ka
one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa kahaan phir kahaan ye muhabbat ki baaten ye madhosh raaten kahaan oye oye oye oye kahaan phir kahaan ye muhabbat ki baaten ye madhosh raaten kahaan one two one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa zara chhed do aisa nagma koi ke saari fazaa gungunaane lage wo dil jo ke ulfat se anjaan hai wafaa ke taraane sunaane lage ho mere dil ki dhadkan suno to sunaaun ajab hai meri daastaan oye oye oye oye mere dil ki dhadkan suno to sunaaun ajab hai meri daastaan one two one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa one two three baby yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa yaa yaa yi yaa ye duniyaa hai pyaare yahaan har jagah hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Qayaamat Ke Kismat (1968) 04:24 20057
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Babita
Duration : 04:24   Song Number : 20057   

Aao Huzoor Tum Ko Kismat (1968) 05:38 11923
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:38   Song Number : 11923   

Kajraa Mohabbat Waala Kismat (1968) 06:28 11940
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Babita, Uma Dutt
Duration : 06:28   Song Number : 11940   

Lakhon Hain Yahan Dil Waale Kismat (1968) 04:17 20815
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 04:17   Song Number : 20815   

One Two Three Baby Kismat (1968) 07:02 13553
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Helen
Duration : 07:02   Song Number : 13553