Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKohinoor (1960)
HomeKohinoor (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ka afsaana sunaate hain sunaane waale haaan aaaaaa aaaaaa kaash samjhe naa muhabbat ko mitaane waale pyaar ka naam bhi lete huye darr lagta hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa teer khinche huye baithe hain zamaane waale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa cha
dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam ik nayi subah duniyaan mein aane ko hai pyaar sajne laga saaz bajne laga zindagi dil ke taaron pe gaane ko hai dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam aaj paayal bhi hai nagmaa e dil bhi hai rang e ulfat bahaaron mein shaamil bhi hai aaj paayal bhi hai aaj paayal bhi hai nagmaa e dil bhi hai rang e ulfat bahaaron mein shaamil bhi hai aa gayi hai milan ki suhaani ghadi waqt ki taal par naachati hai khushi naachati hai khushi ghungharuon ki sadaa rang laane ko hai dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam ik nayi subah duniyaan mein aane ko hai jhumte aa rahe hain zamaane naye hasraten gaa rahi hai taraane naye jhumte aa rahe hain zamaane naye hasraten gaa rahi hai taraane naye aaj dil ki tamanna nikal jaayegi geet hoga yahi lai badal jaayegi lai badal jaayegi ik naya raag kismat sunaane ko hai pyaar sajne laga saaz bajne laga zindagi dil ke taaron pe gaane ko hai dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam
dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan aa gaye wooo aa gaye wo mit gayin tanhaaiyan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan door hua ghum ka nasha mujhko khushi mil gayi aa aa aa aa jhoom uthi duniyaan meri dil ki kali khil gayi dil mera lene laga angdaaiyan angdaaiyaan aa gaye wooo aa gaye wo mit gayin tanhaaiyan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan aane laga dil ko maza unse mulaaqaat ka aane laga dil ko maza unse mulaaqaat ka aa aa din bhi mere raaten meri dar mujhe kis baat ka din bhi mere raaten meri dar mujhe kis baat ka raat hai meri meri parchhaaiyan parchhaiyaan aa gaye wooo aa gaye wo mit gayi tanhaaiyan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan dil mein baji pyaar ki shehnaaiyaan pyaar bhare geet mere lab pe hain aaye huye pyaar bhare geet mere lab pe hain aaye huye ek naya bhed mera dil hai chhupaaye huye ek naya bhed mera dil hai chhupaaye huye koi na samjhega
do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat muskuraata hai umeedon kaa chaman aaj ki raat aaaaaa rang laayi hai mere dil ki lagan aaj ki raat saari duniyaa nazar aathi hai dulhan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat husn waale teri duniyaa mein koi aaya hai tere deedar ki hasrat bhi koi laaya hai tod de tod de parde ka chalan aaj ki raat muskuraata hai umeedon kaa chaman aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat jinse milne ki tamnna thi wohi aate hain chaand taare meri raahon mein bichhe jaate hain chumtaa hai mere kadamon ko gagan aaj ki raat saari duniyaa nazar aathi hai dulhan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat
aaaa aaaa aaaa aa jadugar qaatil haazir hai mera dil tu dil mein bhar de pyaar bhala ho tera tujhko teri naujawani ki kasam haye jadugar qaatil haazir hai mera dil tu dil mein bhar de pyaar bhala ho tera tujhko teri naujawani ki kasam aaaa aaaa aaaa aaaa aa dil ka sitaar hai nagma hai pyaar hai fasal e bahaar hai mere liye dil ka sitaar hai nagma hai pyaar hai fasal e bahaar hai mere liye jaadu jagaaungi nachungi gaaungi duniya lutaungi tere liye jaadu jagaaungi nachungi gaaungi duniya lutaungi tere liye haye jadugar qaatil haazir hai mera dil tu dil mein bhar de pyaar bhala ho tera tujhko teri naujawani ki kasam aa aa aa aa jeevan ki raagini chanda ki chaandani main hoon suhagini teri balam jeevan ki raagini chanda ki chaandani main hoon suhagini teri balam jaadu jagaaungi nachungi gaaungi duniya lutaungi mere sanam jaadu jagaaungi nachungi gaaungi duniya lutaungi mere sanam haye jadugar qaatil haazir hai mera dil tu dil mein bhar de pyaar bhala ho tera tujhko
koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa hai humari pyaar bhari duniyaa hai humari pyaar bhari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane aaaa aaaaa aa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaa aaaa nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re pag mein ghungar bandh ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pag mein ghungar bandh ke ghunghta mukh par daar ke nainan mein kajara laga ke re madhuban mein radhika naache re dolat chham chham kamini aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dolat chham chham kamini chamkat jaise damini chanchal pyari chhab lage re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re mirdang baaje tirikit dhum tirikit dhum ta ta mirdang baaje tirikit dhum tiri kit dhum ta ta nachak chum chum ta thai tathai tak chum chum chnana na chum chum chnana na kraathe kraathe dha dha dha dhadhaa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika ni sa re sa ga re ma ga pa ma dha pa ni dha
tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaj nagri mein rang hai bahaar hai gali gali dekho ras ki phuhaar hai ho gali gali dekho ras ki phuhaar hai hoooo oooo pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai issi rang mein jeevan rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umar bhar rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo naacho naacho ri sakhi ri holi aayi re sakhi ri holi aayi re ghar ghar mein rangeeli rutt chhaayi re aaj duniyaa ne masti lootaayi re aashaaon ka daaman rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa
ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai kahin hai kaphas mein kisi ka basera kahin hai nigaahon mein ghum ka andhera kahin dil ka lutta huya kaarwaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai yahaan aadmi aadmi ka hai dushman yahaan chaak insaaniyat ka hai daaman mohabbat ka ujda huya aashiyaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye beraham duniya samajh mein na aaye yahaan kar rahe hain sitamgar khudayi na jaane tu aye duniya waale kahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai
zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade birha ki raina birha ki rain teri galiyon ke phere teri galiyon ke phere jogi ka roop liya pritam ne tere jogi ka roop liya pritam ne tere gori sunle balam ke bol saiyaan tore dwaare khade haan saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade hooooo oooo oooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se hoooo ooooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se jaane na bhed koiiii tere jiya ke jaane na bhed koi tere jiya ke mann mann mein sajaniyaa dol saiyaan tore dwaare khade hooo hooo hooo saiyaan tore dwaare o balma tore dwaare khade bigde naa baat kahin dheeraj naa khona bigde naa baat kahin dheeraj naa khona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona tera jeevan bada anmol saiyaan tore dwaare khade o zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade o saiyaan tore dwaare o balma
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chalenge Teer Jab Dil Par Kohinoor (1960) 06:34 13563
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:34   Song Number : 13563   

Dhal Chuki Shaam E Ghum Kohinoor (1960) 03:19 13556
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:19   Song Number : 13556   

Dil Mein Baji Pyaar Kohinoor (1960) 05:59 13562
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:59   Song Number : 13562   

Do Sitaaron Ka Zameen Kohinoor (1960) 03:32 13557
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13557   

Jadugar Qaatil Haazir Hai Kohinoor (1960) 04:35 36014
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 36014   

Koi Pyaar Ki Dekhe Kohinoor (1960) 03:20 16264
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 16264   

Madhuban Mein Radhika Nache Re Kohinoor (1960) 06:16 12094
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Others
Raag- 
Hamir
Taal- 
Tintal
Duration : 06:16   Song Number : 12094   

Tan Rang Lo Ji Kohinoor (1960) 03:40 13559
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13559   

Yeh Kya Zindagi Hai Kohinoor (1960) 03:02 19907
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:02   Song Number : 19907   

Zara Mann Ki Kewadiya Kohinoor (1960) 03:28 13561
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari, Others
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:28   Song Number : 13561