Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Huzoor (1968)
HomeMere Huzoor (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa tera chehra kanwal samjhta hoon chandani ka badal samjhta hoon teri aankhen nahin do misre hain teri aankhen ghazal samjhata hoon aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa tera chehra suhab ka sooraj hai tujhse milne ki aas rehti hai tere jalve kahin bhi roshan hon roshni dil ke paas rehti hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir
allah allah allah wo le gaya chaandi chhalla allah allah allah wo le gaya chaandi chhalla main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah haath ko jo thama to kaanpne lagi main haath ko jo thama to kaanpne lagi main aag lagi tan mein aur hanfne lagi main uui mere saanson ke taar jhanjhanaaye jaane ab kya hoga ye sochne lagi main allah allah allah allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah haaye re sharam se phir laal hua chehra haaye re sharam se phir laal hua chehra laal bhi kuchh aisa gulaal hua chehra ban gayi musibat ye phool si jawaani haal kya bataaun jo haal hua mera allah allah allah allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah jaanta hai jisko is baag ka nazaara jaanta hai jisko is baag ka nazaara jaanta hai jisko har shaakh ka ishara kaliyaan kunwaari pehchaanti hain jisko phool bhi kahenge wo chor hai humaara allah allah allah allah main bhi uska dil le lungi kal ko insha allah
phalak pe jitne sitaare hain wo bhi sharmaaye o dene wale mujhe itni zindagi de de yahi sazaa hai meri maut hi na aaye mujhe kisi ko chain mile mujh ko be kali de de ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga saans ki lay pe tera naam liye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga haai tune mujhe ulphat ke siva kuchh na diya aur maine tujhe nafrat ke siva kuchh na diya haai tune mujhe ulphat ke siva kuchh na diya aur maine tujhe nafrat ke siva kuchh na diya tujhse sharminda hoon ae meri wafa ki devi tera mujrim hoon musibat ke siva kuchh na diya ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga saans ki lay pe tera naam liye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga tu khayalon mein mere ab bhi chali aati hai apne palkon pe un ashkon ka janaza lekar tu khayalon mein mere ab bhi chali aati hai apne palkon pe un ashkon ka janaza lekar tune neendein kari kurbaan meri raahon mein mein nashe mein raha gairon ka sahaara
hmm hmm hmm aa aa aa re ye jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa preet ke geet sunaaye paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa preet ke geet sunaaye paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa aa aa aa rang mahal aur rain suhaani aa aa aa aa aa aa aa rang mahal aur rain suhaani chham chham naache mast jawaani main leharon mein khoyaa jaaon main leharon mein khoyaa jaaon aisi dhoom machaaye paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa aa aa aa ye kajraari chanchal ankhiyaan ankhiyaan ankhiyaan chanchal ankhiyaan ankhiyaan ye kajraari chanchal ankhiyaan honth gulaabi phool ki patiyaan lat bikhare to gaal pe thahare lat bikhare to gaal pe thahare hosh jiyaa ke udaaye paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa jhanak jhanak tori baaje paayaliyaa aa aa aa indradhanush ka loch kamariyaa ma pa dha ni dha ni dha re dha ni ma pa dha ni sa re re re re re
aa aaaaaa aa aa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun mere dil ki dhadkanon ka ye payaam tumko pahunche main tumhara hum nasheen hoon ye salaam tumko pahunche usse bandagi main samjhun jo tumhare kaam aaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun meri zindagi mein humdum kabhi ghum na tum uthana kabhi aaye jo andhere mujhe pyaar se bulaana main charaag hoon wafa ka main agar dagmagaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun mere dil ki mehfilon mein wo maqaam hai tumhara ke khuda ke baad lub par bas naam hai tumhara meri aarzoo yahi hai main tumhare geet gaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun
aaaaaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaaaaaaaaa jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun mere dil ki dhadkanon ka ye paiyaam tumko pahunche main tumhara humnashin hoon ye salaam tumko pahunche usse bandagi main samjhun jo tumhare kaam aaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haan jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun mere dil ki mehfilon mein wo makaam hai tumhara ke khuda ke baad lab par bus naam hai tumhara meri aarzoo yahi hai main tumhare geet gaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haan jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun
meri jaan meri jaan meri jaan apne aashiq ko sataana kisse seekha hai jo tum par jaan de usko mitaana kisse seekha hai suno ji sunaoo suno ji suno ji peechhe peechhe roz aana kisse seekha hai meri galiyon ke chakkar roz lagaana kisse seekha hai meri jaan hatt meri jaan chal chal meri jaan apne aashiq ko sataana kisse seekha hai jo tum par jaan de usko mitaana kisse seekha hai ek din majnu mila tha mujhko peepal gaon mein haath pakda aur bithaya mujhko thandi chhaanw mein ahaaaa wahhh wahhhh ek din majnu mila tha mujhko peepal gaon mein haath pakda aur bithaya mujhko thandi chhaanw mein bhar ke thandi saans bola yaar ke peechhe raho mom ho jaayega patthar roz jo milte raho tumhaare tumhaare tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana usse seekha hai tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana usse seekha hai suno ji kya suno ji wahh suno ji peechhe peechhe roz aana kisse seekha hai meri galiyon ke chakkar roz lagaana kisse seekha hai ek din laila mili mujhko ameena baad mein
apne rukh par nigaah karne do khoobsoorat gunaah karne do rukh se parda hataao jaan e hayaa aaj dil ko tabaah karne do rukh se zara naqaab utha do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor wo marmari se haath wo mehka hua badan wo marmari se haath wo mehka hua badan takraaya mere dil se mohabbat ka ek chaman mere bhi dil ka phool khila do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor husn o jamaal aapka sheeshe mein dekh kar husn o jamaal aapka sheeshe mein dekh kar madhosh ho chuka hoon main jalwon ki raah par gar ho sake to hosh mein laa do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor tum humsafar mile ho mujhe is hayaat mein tum humsafar mile ho mujhe is hayaat mein mil jaaye jaise chand koyi sooni raat mein jaaoge tum kahaan ye bata do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Khatir Mere Huzoor (1968) 09:11 13719
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Mala Sinha
Duration : 09:11   Song Number : 13719   

Allah Allah Wo Le Gaya Chandi Chhalla Mere Huzoor (1968) 05:27 18258
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:27   Song Number : 18258   

Ghum Uthaane Ke Mere Huzoor (1968) 05:08 13720
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:08   Song Number : 13720   

Jhanak Jhanak Tori Baaje Paayaliyaa Mere Huzoor (1968) 06:35 12096
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha, Jeetendra
Taal- 
Tintal
Duration : 06:35   Song Number : 12096   

Jo Guzar Rahi Hai Mujh Par (Long Version) Mere Huzoor (1968) 04:39 13721
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Raag- 
Gara
Duration : 04:39   Song Number : 13721   

Jo Guzar Rahi Hai Mujh Par (Short Version) Mere Huzoor (1968) 04:09 36639
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:09   Song Number : 36639   

Meri Jaan Meri Jaan Mere Huzoor (1968) 03:35 40809
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Zeb Rahman, Johnny Walker
Duration : 03:35   Song Number : 40809   

Rukh Se Zara Naqaab Mere Huzoor (1968) 04:48 21184
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra, Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 21184