Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNagina (1951)
HomeNagina (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum ko apniiii zindagi kaa aasraa samjhe the hum bewafaa nikle ho tum kab bewafaa samjhe the hum dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai samjhe huye the hum jise ulfat ki chaand raat ulfat ki chaand raat hum ko jala rahi hai uss bewafaa ki baat bigde huye bigde huye naseeb pe kya ikhtiyaar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai duniyaa ke saath saath ab wo bhi badal gaye wo bhi badal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye taqdeer ki taqdeer ki nazar lagi har phool haar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai
Ek Sitara Hai Akash Mein
ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re kar ke singaar aayi saath bahaar laayi kar ke singaar aayi saath bahaar laayi nainon mein tere liye laayi main pyaar laayi nainon mein tere liye laayi main pyaar laayi ho laayi main pyaar laayi ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re dheere se naam liya dil ne salaam kiya dheere se naam liya dil ne salaam kiya aankhon mein baatein huyin haay re maar diya aankhon mein baatain huyin haay re maar diya o haay re maar diya ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re yahi fasaanaa mera dil kaa taraanaa mera yahi fasaanaa mera dil kaa taraanaa mera honthon pe naache hansi aaj
roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye kyaa jaane ye chanchal laharen kyaa jaane ye chanchal laharen main hoon aag chhupaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare main bhi itana doob chuka hoon main bhi itana doob chuka hoon kya teri gehraai kaahe hod lagaaye mose kaahe hod lagaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya armaanon ki chita saja keee armaanon ki chita saja ke maine aag lagaayi ab kya aag bujhaaye meri ab kya aag bujhaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare
tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya door hoon main teri duniyaa se door hoon main teri duniyaa se kyun chhuaa tha mann mera tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo main pyaar ki chandani raat hoon main pyaar ki chandani raat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo soona tha ghar koi rehne laga soona tha ghar koi rehne laga darr ke magar dil ye kehne laga darr ke magar dil ye kehne laga tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo
hmmm hmmm hmmm yaad aayi hai bekasi chhayi hai ro rahi hai khushi aankh bhar aayi hai yaad aayi hai bekasi chhayi hai ro rahi hai khushi aankh bhar aayi hai aansu bhi piye teri yaad mein hardam mar mar ke jiyen ab kisse kahen ham haay kya ho gaya wo kahaan kho gaya dil mera so gaya zalim zamaane na itna sata wo hain kahaan tu bata de pata zalim zamaane na itna sata wo hain kahaan tu bata de pata aas miti mera chain luta chain luta mit gaya hai nishan lut gaya aashiyaan maut ka hai sama tufaan mein hai ulfat ka safeenaa khoya hai mere is dil ka nageenaa pyaar soona hua dard door naa hua saath tu na hua yaad aayi hai bekasi chhayi hai ro rahi hai khushi aankh bhar aayi hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Beqarar Hai Nagina (1951) 03:04 31558
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nutan, Hira Lal
Duration : 03:04   Song Number : 31558   

Ek Sitaara Hai Akaash Mein Nagina (1951) 02:29 37660
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:29   Song Number : 37660   

Ho Kaisi Khushi Ki Hai Raat Nagina (1951) 03:13 40748
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:13   Song Number : 40748   

Roun Main Saagar Ke Kinare Nagina (1951) 04:49 16458
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 04:49   Song Number : 16458   

Tune Haaye Mere Zakhm E Jigar Ko Nagina (1951) 03:46 15638
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Asavari
Duration : 03:46   Song Number : 15638   

Yaad Aayi Hai Bekasi Chhayi Hai Nagina (1951) 03:57 38063
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:57   Song Number : 38063