Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeParvarish (1958)
HomeParvarish (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain waade bhula de kasam tod de wo waade bhula de kasam tod de wo halat pe apni humen chhod de wo aise jahan se kyun hum dil lagaye koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain barbadiyon ki ajab dastaan hoon barbadiyon ki ajab dastaan hoon shabnam bhi roye main wo aasman hoon unhe ghar mubarak humen apni aahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain
belia belia belia belia belia belia belia belia bheegi si bahaaron mein tumne ishaaron se dil mera dil mera le liya femiya femiya femiya femiya femiya femiya femiya femiya dekho ji hazaaron mein tumne ishaaron se dil mera dil mera le liya belia belia belia belia hoo hoo hoo hoo la la la la la la aa ha ha ha ha ha chaand ka chhalke paimana chaal meri mastaana pyaar ka jaam pilaana jal na jaaye zamaana jhoom ke raat kahe haath mein haath rahein neele gagan tale aaaa jhoom ke raat kahe haath mein haath rahein neele gagan tale aa belia belia belia belia belia belia belia belia bheegi si bahaaron se tumne ishaaron se dil mera dil mera le liya le liya femiya femiya femiya femiya ho ho ho ho ho ho ho ho la la la la la la aa ha ha ha ha ha main toh chanda si gori baat suno zara chhori pyaar karun chori chori daal ke naino ki dori hamne to jaan liya tumko pehchaan liya duniya jale to jale yaar hamne to jaan liya tumko pehchaan liya duniya jale to jale yaar femiya femiya
jahaan waale tere ghar charaag jalte hain humaare dil mein magar dil ke daag jalte hain luti zindagi aur ghum muskuraaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi aur ghum muskuraaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi gale humse milkar khushi ro rahi hai gale humse milkar khushi ro rahi hai chaman hans raha hai kali ro rahi hai chaman hans raha hai kali ro rahi hai haay dhale ek pal mein bahaaron ke saaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi girin biliyaan ghar banaane se pehle girin biliyaan ghar banaane se pehle jala aashiyaanaa sajaane se pehle jala aashiyaanaa sajaane se pehle haay ajab hai zamaana banaa kar mitaaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi aur ghum muskuraaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi
maama o maama o maama maama maama yaahu ki yaahu ki yaahu burrr maama o maama o maama maama maama gharwaale khaayen chakkar aisa hai apna chakkar chakkar mein tum nahin aana pyaare maama o maama maama o maama o maama maama maama dhage nati naka dhin dhage nati naka dhin dhitta kradhitta kradhitta maama o maama o maama maama maama sa re ga ma pa dha ni sa ni ni pa pa ma ma o maama o ma ga re sa maama o maama o maama maama maama gharwaale khaayen chakkar aisa hai apna chakkar chakkar mein tum nahin aana pyaare maama o maama jo asli hai kabhi usse khataayen ho nahin sakti jo nakli hai kabhi usse wafaayein ho nahin sakti are nahin bhai nahin haaan bura ho waqt to saaya bhi apna door rehta hai hey hey ohooooo wafaadaari ka shikwa kya zamaana yehi kehta hai zamaana yehi kehta hai zamaana yehi kehta hai oooooo ooo asli hai kaun bhaiya nakli hai kaun bhaiya nakli hai kaun ho maama maama o maama o maama maama maama yaahu ki yaahu ki yahuu burrr maama o maama o maama maama
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ansoo Bhari Hain Parvarish (1958) 03:28 13926
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:28   Song Number : 13926   

Belia Belia Belia Parvarish (1958) 03:40 36128
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:40   Song Number : 36128   

Luti Zindagi Aur Ghum Muskuraye Parvarish (1958) 03:41 20322
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:41   Song Number : 20322   

Mama O Mama Parvarish (1958) 03:51 40177
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Dattaram Wadkar
On Screen Actors- 
Mehmood, Raj Kapoor
Duration : 03:51   Song Number : 40177   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866