Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePatang (1960)
HomePatang (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale huye paida gareeb hain yeh kis ki khata huye paida gareeb hain yeh kis ki khata humko duniya mein kyun tune laaya bata kyun hai chup kuchh bata kuchh bata kuchh bata dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chheen li har khushi aur kaha ke naa ro chheen li har khushi aur kaha ke naa ro ghum hazaaron diye dil bhi dene the sau kar ke hum pe sitam khush naa ho khush naa ho dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan chhod kar yeh jahaan bol jaayen kahaan koi ghumkhaar hai naa koyi meherbaan khud kahe khud sune daastaan daastaan dene waale dene waale kisi ko gareebi naa de maut de de magar badnaseebi naa de dene waale
dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar dil se bana hai dilli jabhi to karta hai dil se sabhi ko yeh pyaar pyaara hai roos inglistaan ka bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan hogi kashish kuchh maati mein iski baapu ne tyaage yahin par to praan kya kehna hai iski shaan ka charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj shobha hai is taaj ki wo jawahar jiska humaare dilon par hai raaj rakshak wo bhaarat ki aan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka
rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi oooooooo oooo ooooo pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se chhoo ke unke daaman ko aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo ye bahaaren ye samaa sab uske dam se hai wo piya kuchh kuchh khafaa rehta jo humse hai jaan kuchh kuchh uski bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana tu wahaan par waise bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi
teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile tum saath ho to kismat pe apni shikwe kahan ke kahan ke gile hoo ji hooooo teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin hum to ye jaane sach hai ya sapna jo tum nahin ho to hum bhi nahin hoo ji hooooo teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara
yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai sab apni udaayen ye jaan na paayen kab kis ki chadhe kis ki kat jaaye ye hai kisko pata rukh badle hawa aur dor idhar se udhar hat jaaye ho wo dor ya kamaan ya zameen aasmaan koi jaane na banane wala kaun hai ude akad akad dhan walon ki patang sada dekha hai gareeb se hi pench lade hai guroor ka huzoor sar niche sada jo bhi jitna uthaaye use utne pade kis baat ka gumaan bhala kare insaan jab jaane na banane wala kaun hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dene Waale Kisi Ko Patang (1960) 03:25 39277
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:25   Song Number : 39277   

Dilli Hai Dil Hindustan Patang (1960) 04:04 18469
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 18469   

Rang Dil Ki Dhadkan Patang (1960) 03:23 12422
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 12422   

Teri Shokh Nazar Ka Patang (1960) 03:30 13931
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 13931   

Yeh Duniyaa Patang Patang (1960) 03:09 32738
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 03:09   Song Number : 32738