Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePooja Ke Phool (1964)
HomePooja Ke Phool (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa haa haaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aa haa haaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa ab do dilon ki mushkil aasaan ho gayi hai duniyaa ko muhabbat ki pehchaan ho gayi hai ab pyaar ki har manzil aasaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil iss raaste se guzraa ik dil koi bechaara naa jaane kiss adaa se tumne use pukara aisa kiya ishara kuchh soch kar bechara wo ho gaya tumhara duniyaa bhi dekh kar ye hairaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil aaaa haaa haaaa haaa haaaa aaaa haaaa haaa haaaa ooo hoo hooo hooo hooo aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kab se tumhari khaatir hum raah mein pade the ik roz phir ye dekha tum saamne khade the aisi nazar milaayi duniyaa mujhe bhulaayi kuchh soch bhi naa paaye jaise ke ruh meri bejaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil milna tha jinko ab wo deewane mil gaye hain teri daastaan se mere afsaane mil gaye hain
meow meow meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi bol mere balma ki surat hai kaisi bol mere balma ki surat hai kaisi meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi dil to pehchaan liya hai bada pyaar bhara ankh jisse na hate aankhen aisi hain kya dil to pehchaan liya hai bada pyaar bhara ankh jisse na hate aankhen aisi hain kya chaal kaisi hai bata hogi dariya ki tarah chaal kaisi hai bata hogi dariya ki tarah honth honge aise jaise pankhudi gulaab ki meow meow meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi bol mere balma ki surat hai kaisi bol mere balma ki rat hai kaisi meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi dekh kar unko kahin chaand jalta to nahin unke aangan mein khada haath malta to nahin dekh kar unko kahin chaand jalta to nahin unke aangan mein khada haath malta to nahin unke baalon se hawa roz chhu jaati hai kya unke baalon se hawa roz chhu jaati hai kya jaan gayi main wo kyun khushbuon se
meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam aankh jhapke naa kabhi chaand taaron ki kasam dil mera aaj ye iqraar kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai baat jo unse chali wo idhar aake ruki baat jo unse chali wo idhar aake ruki naam jab unka liya ek khushboo si udi ik tasavvur hai jo madhosh kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai
zara thehar zara thehar tujhe samjhaun zindagi kya hai jo aaj tak naa mili tujhko wo khushi kya hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai ghum doosre ka le le kya ye khushi nahin hai chal iss tarah ke jaise chalti hain ye hawaayen chal iss tarah ke jaise chalti hain ye hawaayen phoolon ko ye khilaayen baaghon ko ye hasayen apne liye jiyen jo wo aadmi nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai jiss par udaasiyaan hon uss honth ko hansi de jiss par udaasiyaan hon uss honth ko hansi de de kar qaraar apnaaa badle mein bekali le tera dil hai ik khazaana tujhe kuchh kami nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai wo chaand ho yaa shola donon mein noor dekha wo chaand ho yaa shola donon mein noor dekha lekin jise bhi dekha shole se door dekha jo phoonk de kisi ko wo roshni nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai ghum doosre ka le le kya ye khushi nahin hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Do Dilon Ki Mushkil Pooja Ke Phool (1964) 05:18 13964
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 05:18   Song Number : 13964   

Meow Meow Meri Sakhi Pooja Ke Phool (1964) 03:28 20314
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:28   Song Number : 20314   

Meri Aankhon Se Koi Pooja Ke Phool (1964) 03:30 20938
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:30   Song Number : 20938   

Zara Thehar Tujhe Pooja Ke Phool (1964) 03:39 13965
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:39   Song Number : 13965