Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRahgir (1969)
HomeRahgir (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun aankh chooke to harjaayi ud jaaye re aankh chooke to harjaayi ud jaaye re chhod ke mera solah singaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re mere bhanwre ke kaliyaan hazaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar
janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara jahaan kahin thehar gaya dil humne daale dere raat kahin namkeen mili to meethe saanjh savere ho jahaan kahin thehar gaya dil humne daale dere raat kahin namkeen mili to meethe saanjh savere kabhi nagari chhodi saahil chhoda liya majdhaara bandhu re ye ye ye nagari chhodi saahil chhoda liya majdhaara bandhu kahin koi ghar na ghaat na angnaara janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara soch ne jab karwat badli shauk ne par phelaaye ho soch ne jab karwat badli shauk ne par phelaaye maine aashiyan ke tinke saare daal se udaaye ho daal se udaaye kabhi rishte tode naate tode chhoda kul kinaara bandhu
Kabhi Ruk Gaye Hain
mitwaaaaa re bhool gaye the raahein mitwa mitwaaaa re bhool gaye the raahein mitwa ek musafir laakhon raste ek musafir laakhon raste jaane kahan thi teri raahein mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa lambe soone veeranon mein kitni baar ruke dilwaale lambe soone veeranon mein kitni baar ruke dilwaale dhoop mein dekhi chhaon ki chotein dhoop mein dekhi chhaon ki chotein chhaon mein dekhe dhoop ke chhale honthon par hi rok li humne honthon par hi rok li humne ek hansi mein saari aahein mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa ek se ek juda tha raahi paas the saare sang na koi ek se ek juda tha raahi paas the saare sang na koi sab rangon ke dekhe chehre sab rangon ke dekhe chehre un aankhon ka rang na koi jin baahon mein neend aa jaaye jin baahon mein neend aa jaaye dhundh rahe the wohi baahein mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa
tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke kisi ki aass gayi kisi ki pyass gayi kisi ko jaan mili hamari saans gayi tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke do neeli aankhen do neeli aankhen neeli aankhen jaise sapnon mein khoyi huyi hain ye neeli aankhen ye neeli aankhen neeli aankhen jaise ratein do soyi huyi hain kisi ko saath mila kisi ki baat chali kisi ka din beeta hamari raat chali tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke ho oo log kahte hain kahte hain in aankhon mein sahil behte hain hoo log kehte hain in jhilon mein shayad pyase dil rehte hain tumhari aankh lage toh raat soti hai tumhare jagte hi saver hoti hai tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bairi Aanchal Pag Pag Rahgir (1969) 03:08 32736
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padma Devi
Duration : 03:08   Song Number : 32736   

Janam Se Banjaara Rahgir (1969) 03:46 14038
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shashi Kala, Vishwajeet
Duration : 03:46   Song Number : 14038   

Kabhi Ruk Gaye Hain Rahgir (1969) 05:17 17265
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:17   Song Number : 17265   

Mitwaa Re Bhool Gaye Rahgir (1969) 04:04 38289
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:04   Song Number : 38289   

Tumhare Nain Dekh Ke Rahgir (1969) 03:34 36185
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Sandhya
Duration : 03:34   Song Number : 36185