MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaaz Aur Sanam (1971)
HomeSaaz Aur Sanam (1971)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


na rootho humein paas aane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do nahin tum nahin dil deewana hua hai nahin tum nahin dil deewana hua hai tumhein pyaar karte zamaana hua hai zamaana hua hai lagi dil ki lagi dil ki kabhi tum bujhaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do kahaan ye kahaa hum zyaadaa haseen hain kahaan ye kahaa hum zyaadaa haseen hain naa dekho ab aise bure bhi nahin hai bure bhi nahin hai nigaahon seee nigaahon se nigaahein milaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi doo jawaan roop ka hum khazaana luta dein jawaan roop ka hum khazaana luta dein tumhaare kadam par zamaana luta dein zamaana luta dein yeh dil kya hai yeh dil kya hai humein dil gawaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane click here
laaa lala la la la la lala la ye meri bala jaane hain kitne yahaan ghum mere dil ki haseen duniyaa saaz aur sanam saaz aur sanam ye meri bala jaane hain kitne yahaan ghum mere dil ki haseen duniyaa saaz aur sanam saaz aur sanam nagma wahi nagma ghum ko jo mita de dilbar wahi dilbar sitam jiska maza de nagma wahi nagma ghum ko jo mita de dilbar wahi dilbar sitam jiska maza de mile kaatil kahaan kahaan hua ghayal kahaan kahaan wahi manzil wahi mehfil jahaan rakh doon kadam ye meri bala jaane hain kitne yahaan ghum mere dil ki haseen duniyaa saaz aur sanam saaz aur sanam oye mehki huyi zulfen behki si nigaahen tum ko nazar waale bhala kaise na chahen mehki huyi zulfen behki si nigaahen tum ko nazar waale bhala kaise na chahen mili aankhein jhuki jhuki chale saansein ruki ruki zara chalke zara dhalke abhi masti hai kam ye meri bala jaane hain kitne yahaan ghum mere dil ki haseen duniyaa saaz aur sanam saaz aur sanam click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Rootho saaz aur sanam (1971) 03:26 40357
 
Poster of Saaz Aur Sanam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha, Premendra
Duration : 03:26   Song Number : 40357   

Ye Meri Bala Jaane Hain saaz aur sanam (1971) 03:33 21063
 
Poster of Saaz Aur Sanam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 21063