Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSasural (1961)
HomeSasural (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe meri raahon mein naa uljhan ka andhera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye apni manzil ko jo kaanton ne naa ghera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota ajab sulagti huyi lakdiyaan hain
ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo pyaar ki belaa saath sajan ka phir kyon dil ghabaraaye nayhar se ghar jaati dulhan kyon naina chhalakaaye hain maalum ki jaana hoga duniya ek saraay phir kyon jaate waqt musaafir roye aur rulaaye ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ga ga ga re sa re sa sa sa gaa pa pa pa ni dha dha sa ni re sa ni pa ma pa ga ga ga ga re sa re sa sa sa gaa pa pa pa ni dha dha sa ni re sa ni ma pa ga chaand ke maathe daag hai phir kyon chaand ko laaj na aaye uska ghatta badhataa cheharaa kyun sundar kehlaaye kaajal se naino ki shobha kyon duguni ho jaaye gore gore gaal pe kaalaa til kyon mann ko bhaaye ek sawaal main karoon ek sawaal tum
jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein hum to deewane hain tere naam ke dil luta baithe hain jigar thaam ke hum to deewane hain tere naam ke dil luta baithe hain jigar thaam ke ishq ne humko nikkamma kar diya warna hum bhi aadmi the kaam ke kitna main gir chuka hoon ke haiwaan ban gayaa hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein ab to bas pathar ki ek tasveer hoon yaa samajh lo ek uday be peer hoon ab to bas pathar ki ek tasveer hoon yaa samajh lo ek uday be peer hoon apne pairon bandh gayi jo pyaar mein aisi ek uljhi huyi zanjeer hoon haalat ko apni dekh ke hairaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana
kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya hum kho gaye haay tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya oye hoye hum kho gaye aji tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya yeh khushiyon ke pyaale chalakte chalenge hawaaon ke aanchal mehakte chalenge hoy naye raaste khud ba khud khul chalenge jidhar se bhi hum tum behakte chalenge ho behakte chalenge aa aa aa aa kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya hum kho gaye aji tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya jahaan se safar yeh shuru ho raha hai naye ik zamaane ki woh ibtida hai kahin tum kabhi tum bhula toh na doge dhadakta huwa dil mera puchhta hai dil mera puchhta hai aa aa aa ae hum kho gaye haay tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya har ik baat geeton mein dhalne lagi hai har ek aarzu phir machalne
sata le aye jahaan naa kholenge jubaan sitam tere kabhi to beasar ho jaayenge pukaaro laakh tum naa phir lautenge hum ke hum bhi raah ki iss dhool mein kho jaayenge sata le aye jahaan jalan dil ki to kehti hai ke main uth jaaun mehfil se jalan dil ki to kehti hai ke main uth jaaun mehfil se magar ummeed daaman ko mere chhodegi mushkil se are chhodegi mushkil se thake haare hain hum jahaan tootega dam bichha ke sej angaaron ki chup so jaayenge sata le aye jahaan kisi ke pyaar ka chanchal ishaara yaad aata hai kisi ke pyaar ka chanchal ishaara yaad aata hai hai kal ki baat wo har har nazaara yaad aata hai nazaara yaad aata hai mera dil tod kar wo honge bekhabar thi kisko ye khabar wo kya se kya ho jaayenge sata le aye jahaan naa kholenge jubaan sitam tere kabhi to beasar ho jaayenge sata le aye jahaan
sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re wo haseen chand raat yaad kar tune jo kahi thi baat yaad kar wo haseen chand raat yaad kar tune jo kahi thi baat yaad kar wada wo pyaar ka kaise doon main bhula tu bhi pehli mulaqat yaad kar sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re jo bhi shaam aayi dil dukha gayi kitni baar chandani jala gayi jo bhi shaam aayi dil dukha gayi kitni baar chandani jala gayi kar ke koi jatan ab to aaja sajan mora mane na mann main ghabara gayi sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re kya bahar jab talak na aaye tu chand kya agar na muskuraye tu kya bahar jab talak na aaye tu chand kya agar na muskuraye tu mori khoyi nazar tujhe dhunde sajan jab talak laut kar aa na jaye tu sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri
teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage chashme baddoor yoon na akele phira karo sabki nazar se darra karo yoon na akele phira karo sabki nazar se darra karo phool se zyaada nazuk ho tum chaal sambhal kar chala karo zulfon ko gira lo gaalon par mausam ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai dekh ke tera roop salona chaand bhi sar ko jhukaata hai dekha na karo tum aaina kahin khud ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage chashme baddoor
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Ulfat Pe Sasural (1961) 04:29 14157
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Mehmood
Duration : 04:29   Song Number : 14157   

Ek Sawaal Main Karoon Sasural (1961) 06:05 14155
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, B Saroja Devi
Duration : 06:05   Song Number : 14155   

Jaana Tumhare Pyar Sasural (1961) 03:26 14158
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mahamood, Shobha Khote
Duration : 03:26   Song Number : 14158   

Kya Mil Gaya Haaye Sasural (1961) 03:30 36849
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, B Saroja Devi
Duration : 03:30   Song Number : 36849   

Sata Le Aye Jahaan Sasural (1961) 03:35 12478
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:35   Song Number : 12478   

Sunle Mere Payalon Ke Sasural (1961) 04:14 12479
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri Gadkar
Duration : 04:14   Song Number : 12479   

Teri Pyari Pyari Soorat Sasural (1961) 05:12 14156
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:12   Song Number : 14156