Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShart (1954)
HomeShart (1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi meri neendiya se bhojhal ye ankhiyaan kahen paas baitho zara kuchh kahen kuchh sune thandi thandi hawaa ab to chalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi raat jaati hai jholi mein taare liye raah takte hai par hum tumhare liye soyi soyi kali aankh malne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi deep taaron ke bhujhne se pehle sanam aaj kehna hai jo kuchh bhi keh le sanam aag sulgi huyi dekh jalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo
dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho shaayad ye keh raha hai hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare hum ho gaye tumhaare ho gaye tumhaare dekho ulfat ka aaj humne iqraar kar liya hai lekin ye kaun jaane kismat mein kya likha hai manzil ko chal pade hain taqdeer ke sahaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aisa na ho ki humko raste mein chhod jaao jaa kar kahin kisi ki duniyaa nayi basaao majhdhaar mein rahe hum lag jaao tum kinaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho dil mein siwaa tumhaare koi nahin humaare ye apne dil se poochho kya dil mein hai tumhaare denge meri gawaahi kudrat ke yeh nazaare ho gaye tumhaare dekho wo chaand chhup ke karta hai kya ishaare dekho aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm
kahaan seeee leke aayin hain kahaan majbooriyaan meri zubaan khaamosh aankhen keh rahi hain daastaan meri meri taqdeer ke maalik mera kuchh faisla kar de bura chaahe bura kar de bhala chaahe bhala kar de meri taqdeer ke maalik mujhe itna bata de main kahaan jaaun kidhar jaaun kahin jaane se achchha hai tere kadmon mein marr jaaun sahaara de nahin sakta to phir beaasraa kar de meri taqdeer ke maalik nahin duniyaa mein mera doosra koi thikana hai mujhe to bas yahin apna muqaddar aazmaana hai liya hai dil to meri jaan bhi tann se juda kar de meri taqdeer ke maalik mujhe barbaad karne mein jo hota ho bhala tera bhujha de apne haathon se charaag e zindagi mera nahin koi gila tujhse agar chaahe fanaah kar de meri taqdeer ke maalik
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga bichhad kar chale jaayen tum se kahin to ye naa samajhna mohabbat nahin jahan bhi rahen hum tumhaare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga zamaanaa agar kuchh kahe bhi to kya magar tum naa kehnaa humen bewafaa tumhaare liye hain tumhaare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga ye hoga sitam humne pehle naa jaana banaa bhi naa tha jal gaya aashiyaanaa kahan ab mohabbat ke maare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga
na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga bichhad kar chale jaayen tumse kahin to ye na samajhna mohabbat nahin jahan bhi rahein hum tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga zamaana agar kuchh kahe bhi to kya magar tum na kehna humein bewafaa tumhaare liye hain tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga ye hoga sitam humne pehle na jaana banaa bhi na tha jal gaya aashiyaanaa kahan ab mohabbat ke maare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga nazar dhundhati thi kise paa liya hai umeedon ke phoolon se daaman bhara hai ye din hum ko sab din se pyaare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga kahun kya mere dil ka armaan kya hai tumhen har ghadi chumna chahta hai kahaan tak bhala jee ko maare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga sahaara mile jo tumhari hansi ka bhula denge hum saara ghum zindagi ka tumhare liye hain tumhare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Ghatne Laga Shart (1954) 03:10 14238
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:10   Song Number : 14238   

Dekho Wo Chaand Shart (1954) 03:17 14235
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama, Deepak
Raag- 
Dani
Duration : 03:17   Song Number : 14235   

Meri Taqdeer Ke Maalik Shart (1954) 03:12 14239
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:12   Song Number : 14239   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:18 12164
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:18   Song Number : 12164   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:53 14236
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Deepak
Raag- 
Asavari
Duration : 03:53   Song Number : 14236   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:24 14237
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:24   Song Number : 14237