Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSon Of India (1962)
HomeSon Of India (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj chhedo mohabbat ki shehnaiyaan aaj chhedo mohabbat ki shehnaiyaan dil ke tukde huye aur jigar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya ghum kisi ko mila aur kisi ko khushi ghum kisi ko mila aur kisi ko khushi ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya ek taraf apne dube sitaron ka ghum ek taraf apni lutti baharon ka ghum dil ke lutne ki kisse shikayat karun dil ke lutne ki kisse shikayat karun kuchh idhar lut gaya kuchh udhar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya kisko apna kahun ab main jaun kahan koi dekhe mohabbat ki majburiyaan dil lagaya to dil ki khushi mit gayi dil lagaya to dil ki khushi mit gayi sar jhukaya jo maine to sar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya bujh gaya dil to ab roshani kya karun lekin ujdi huyi zindagi kya karun dil ki kismat mein likhi thi nakamiyaan dil ki kismat mein likhi thi nakamiyaan lakh maine bachaya magar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya ghum kisi ko mila aur
aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar main tumhare liye dukh aur khushi bhi laaya main tumhare liye aansun bhi hansi bhi laaya dekh lo aaj ke insaan ki haalat kya hai aaj ki duniyaa mein imaan ki keemat kya hai log jeete hain yahaan duniyaa ko dhoka de kar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar aaj ek bhakht ne bhagwaan ka mandir loota ek beimaan ne masjid mein churaaya joota kaale baazar ki ek toli police ne dhar li ek bhude ne jawaan ladki se shaadi kar li ek ladka uda ek mem ka batuwaa le kar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar ek dhanwaan ne aaj apna dharm chhod diya aaj ek bhookhe ne footpaath pe dam tod diya aaj tankhaah badi hai to hain majdoor magan kal se ho
chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge aisi manzil pe chhoda hai tumne humen ab sahaara naa doge to marr jaayenge bijliyon ka naa dar tha naa aandhi ka ghum kho gaye the muhabbat ki duniyaan mein hum kya khabar thi ke loot jaayega aashiaan kya khabar thi ke tinke bikhar jayenge chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge yaad kar ke tumhen royenge umr bhar chain aayega dil ko naa shaam o sehar zindagi mein rahegi tumhari kami din guzarne ko yun bhi guzar jaayenge chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge aisi manzil pe chhoda hai tumne humen ab sahaara naa doge to marr jaayenge
dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai aawaaz de tu kaun si nagri mein chhupaa hai dil todne waale tu humko jo mil jaaye to haal apna sunaaye khud roye kabhi aur kabhi tujhko rulaayen kabhi tujhko rulaayen wo daag dikhaaye jo humen tune diyaa hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai seene mein teri yaad ka toofan utha hai aye dil ke sahaare dil mein to ye hasrat hai tere paas main aaun nazron se gira hoon to nazar kaise milaaun nazar kaise milaaun badnaam hoon naakaam hoon kya mujh mein raha hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai dikhlaa ke kanaara mujhe mallaah ne loota kashti bhi gayi haath se patwaar bhi chhuta patwaar bhi chhuta ab aur naa jaane meri taqdeer mein kya hai dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai bechain udhar tu hai to majboor idhar hum baithe hai chhupaaye huye ashqon mein tera ghum ashqon mein tera ghum har chot ubhar
diya na bujhe ri aaj humara chale re pawan sananan sanan thar thar kaampe jeeyara aaaaa aasita jagmag roop nikhaare aaaa aa aa aaaaa aaaaa preet mein khoye nain humaare dhoonde pee ka dwaaraa aaaa aaaa aaaa ek to badraa ghan ghan garje aaaa aa aa aaaaa aaaaa duje bijariyaa cham cham chamke jal thal hai jag saaraa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaaaaaa deep ki jyoti dagmag dole aaaa aa aa aaaaa aaaaa humraa karajwaa haaye chakole raam na ho andhiyaraa aaaa aaaa aaaa ni sa ga ma pa ma pa ga ma pa ga ma ga ma ga ma ga re sa sa ni sa ga ma dha dha ga ma dha ni sa sa ni pa pa dha ni ni pa dha sa ma dha ni sa ma dha ni sa ma dha ni sa teri aaj humaara diya na bujhe ri
mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mere kareeb aa ke dekh lo mujhe gale laga ke dekh lo huzoor aazmaa ke dekh lo nazar ka teer dil ke paar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai idhar ye raat ki jawaaniyaan udhar tumhari meharbaaniyaan bani hai pyaar ki kahaaniya ye raat ek yaadgaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai
nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind raste pe chalungaa na darr darr ke chaahe mujhe jeenaa pade marr marr ke manzil se pehle na lungaa kahin dum aage hi aage badhaaungaa kadam dehine baaen dehine baaen tham nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind dhoop mein paseenaa main bahaaungaa jahaan hare hare khet lehraaenge wahaan dharati pe faake na paaenge janam aage hi aage badhaaungaa kadam dehine baaen dehine baaen tham nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hoon bolo mere sang jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind nayaa hai zamaanaa meri nayi hai dagar desh ko banaaungaa masheenon ka nagar bhaarat kisi se rahegaa nahin kam aage hi aage badhaaungaa kadam dehine baaen dehine baaen tham nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa
zindagi aaj mere naam se sharmaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek uljhan hai jo aksar mujhe tadpaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil jaise hasrat koi seene se nikal jaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon har kadam par koi bhuli huyi yaad aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Chhedo Mohabbat Ki Son of India (1962) 04:03 32981
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:03   Song Number : 32981   

Aaj Ki Taaza Khabar Son of India (1962) 04:03 14274
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shanti Mathur
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:03   Song Number : 14274   

Chal Diye De ke Ghum Son of India (1962) 03:11 14279
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:11   Song Number : 14279   

Dil Todne Waale Tujhe Dil Son of India (1962) 04:34 14275
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kamal Jeet, Kumkum
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:34   Song Number : 14275   

Diya Na Bujhe Ri Son of India (1962) 03:19 15168
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Todi
Taal- 
Tintal
Duration : 03:19   Song Number : 15168   

Mujhe Huzoor Tumse Pyaar Son of India (1962) 02:20 14277
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 02:20   Song Number : 14277   

Nanha Munna Rahi Hoon Son of India (1962) 04:57 21029
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shanti Mathur
On Screen Actors- 
Master Shaahid
Duration : 04:57   Song Number : 21029   

Zindagi Aaj Mere Naam Son of India (1962) 03:54 14278
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:54   Song Number : 14278