Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalat Aziz
HomeTalat Aziz
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aapne aise dekha humen aapne aise dekha humen khoobsurat khata ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi hum gaye dil gaya jaan gayi hum gaye dil gaya jaan gayi hum gaye dil gaya jaan gayi aapki to adaa ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi sakiyaa jaam la jaam la sakiyaa jaam la jaam la zulf uski ghata ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa tujhsa pehle na kabhi koi bhi humdum dekhaaaaaaa udd gaye hosh jawaani ka wo aalam dekha aaaaa hasraten mitati nahin dekh loon jitna bhi tujhe maine dekha hai bahut phir bhi bahut kam dekha kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad mat poochh intehaa mere deedar e shouk ki mat poochh mat poochh intehaaaaa mat poochh intehaa mere deedar e shouk ki tujhko tujhko na dekh paaun tujhe dekhne ke baad tujhko na dekh paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaabe ka ehtraam bhi hooooo kaabe ka ehtraam bhi meri nazar mein hai kaabe ka kaabe ka ehtraam kaabe ka ehtraam bhi meri nazar meri nazar meri hooooo kaabe ka ehtraam bhi meri
kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe jaaun main yaa naa jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai sar kiss taraf jhukaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya kya maikade ko jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe kiss se nazar milaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad aaye bhulate bhulate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad bhulane ki tumko nikalenge surat bhulane ki tumko bhulane ki tumko nikalenge surat bahane banenge banate banate bahane banenge banate banate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad na ban jaye nasoor dil rafta raftaaaa na ban jaye nasoor dil rafta rafta na ban jaye nasoor dil rafta rafta aaaa aaaa aaaa aaaa na ban jaye nasoor dil rafta rafta koi zakhm gehra chhupate chhupate koi zakhm gehra chhupate chhupate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad sikhaya tha jisne humein muskuraana sikhaya tha jisne humein muskurana usi ne rulaya hansate hansate usi ne rulaya hansate hansate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aayi jo rut suhaani aaayi jo rut suhaani teri yaad aa gayi mehki jo raat raani teri yaad aa gayi aaaaa aaaaa aaa khud ko sambhaale rakha tha yaadon ki bheed meinn kal aisa barsa paani teri yaad aa gayi barsaat ki bheegi raaton mein barsaat ki bheegi raaton mein phir koi kahaani yaad aayi barsaat ki bheegi raaton mein phir koi kahaani yaad aayi kuchh apna zamana yaad aaya kuchh apna zamana yaad aaya kuchh unki jawaani yaad aayi barsaat ki bheegi raaton mein hum bhool chuke the kisne humein duniyan mein akela chhod diya aaa hum bhool chuke the hummm hum bhool chuke the kisne humein duniyan mein akela chhod diya jab gaur kiya to ek soorat jab gaur kiya to ek soorat jaani pehchaani yaad aayi jab gaur kiya to ek soorat jaani pehchaani yaad aayi kuchh apna zamana yaad aayaa kuchh paanv ke chhaale kuchh aansuuuu kuchh tanhaayi kuchh gard e safar aaaaa kuchh paanv ke chhaale kuchh aansuu kuchh tanhaayi kuchh gard e safar
chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori logon ka kya samjhaane do logon ka kya samjhaane do unki apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori maine dil ki baat rakhi aur toone duniya waalon ki maine dil ki baat rakhi aur toone duniya waalon ki meri garj ki majboori thi unka huqm bhi majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori rok sako to pehli baarish ki boondon ko tum roko rok sako toooooo rok sako to pehli baarish ki boondon ko tum roko kachchi mitti to mehkegi mitti ki ye majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori jab tak hansta gaata hai sab apna hai sab apne hain jab tak hansta gaata hai sab apna hai sab apne hain waqt pade to yaad aa jaati hai sab ko apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori logon ka kya samjhaane do logon ka kya samjhaane do unki apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi
chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge poochhenge hawaaon se ghataaon se tera haal poochhenge hawaaon se ghataaon se tera haal milne ko tere waaste aaya naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge tu mil bhi gaya raah mein bhoole se jo mujhko tu mil bhi gaya raah mein bhoole se jo mujhko milne ka dubaara kabhi waada naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge jiss naam ki taazim kiya karte hain parde jiss naam ki taazim kiya karte hain parde uss naam ko deewar pe likha naa karenge saaye se bhi apne tera shikwaa naa karenge chaahenge tujhe par kabhi ruswaa naa karenge
chanda teri chandani ko kar de thoda kam chanda teri chandani ko kar de thoda kam kab tak chhatt par pyaar karenge chhup chhup ke ab hum chanda teri chandani ko kar de thoda kam kab tak chhatt par pyaar karenge chhup chhup ke ab hum chanda teri chandani ko kar de thoda kam tu badri mein jab jaayega mera pyaar bhi khul ke aayega wo laaj kaa ghunghat todegaa mere dil se naata jodega chhup jaa tujhko bhi mere pyaar ki kasam chanda teri chandani ko kar de thoda kam kab tak chhatt par pyaar karenge chhup chhup ke ab hum chanda teri chandani ko kar de thoda kam tu pyaar mein pehredaar naa ban yun to zaalim deewaar naa ban saajan mere dil ki dhadkan bin saajan ab naa maane ye mann karde tu chanda mujh pe itna karam chanda teri chandani ko kar de thoda kam kab tak chhatt par pyaar karenge chhup chhup ke ab hum chanda teri chandani ko kar de thoda kam haal humare dil ka tu jaane ik duje ke hum hain deewane guzar naa jaaye pal ye suhaane baat ye chanda tu kyun naa maane
aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa chehra subah banaras zulfen avadh ki shaam chehra subah banaras zulfen avadh ki shaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam chehra subah banaras zulfen avadh ki shaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam tu mere saamne hai mere kareeb hai kya itna khoobsurat mera naseeb hai tu mere saamne hai mere kareeb hai kya itna khoobsurat mera naseeb hai jee chaahe jee chaahe apne dil pe likh loon main tera naaaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam jaadu hai jaadu hai nasha hai tere shabab ka paani pe ho raha hai dhoka sharab ka jaadu hai nasha hai tere shabab ka paani pe ho raha hai dhoka sharab ka shabnam se bhar gaye hain phoolon ke khali jaam kitni haseen hai tu tujhko mera salaam ladki nahin hai koi khilta kanwal hai tu jaan e chaman hai tu haan jaan e ghazal hai tu ladki nahin hai koi khilta kanwal hai tu jaan e chaman hai tu haan jaan e ghazal hai tu ghalib ki ghalib ki shaayari hai tu meer ka kalaam kitni haseen hai tu tujhko mera
humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho tumhen dekh kar hum bhi zinda rahein tumhen dekh kar hum bhi zinda rahein tumhen dekh kar hum bhi zinda rahein taras hum gareebon pe khate raho taras hum gareebon pe khate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho tabiyat mein shokhi agar chahiye tabiyat mein shokhi agar chahiye tabiyat mein shokhi agar chahiye gazal ko meri gungunaate raho gazal ko meri gungunaate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho yehi fursaton ka takaaza hai ab yehi fursaton ka takaaza hai ab yehi fursaton ka takaaza hai ab lakeeren banaate mitaate raho lakeeren banaate mitaate raho humein bhi jagaate sulaate raho humaari gali mein bhi aate raho humaari gali mein bhi aate raho
kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya koi dard
khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri aankhon se kaliyaan khili tere aanchal se baadal udeeee teri aankhon se kaliyaan khili tere aanchal se baadal udeeee dekh le jo teri chaal koooo mor bhi naachnaa chhod de dekh le jo teri chaal koooo mor bhi naachnaa chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri angdaaiyon se mili zehn o dil ko nayi roshni teri angdaaiyon se mili zehn o dil ko nayi roshni tere jalwon se meri nazar kiss tarah khelna chhod de tere jalwon se meri nazar kiss tarah khelna chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri aankhon se chhalki
khushk hi sahi aankhen kuchh na kuchh to ro lenge khushk hi sahi aankhen kuchh na kuchh to ro lenge woh zubaan na tar hogi woh zubaan na tar hogi honth hi bhigo lenge khushk hi sahi aankhen kuchh na kuchh to ro lenge gar na mil sake moti dard ke samandar se gar na mil sake moti dard ke samandar se apne rishta e jaam e apne rishta e jaam e sang hi piro lenge woh zubaan na tar hogi woh zubaan na tar hogi honth hi bhigo lenge khushk hi sahi aankhen kuchh na kuchh to ro lenge ye samajh ke maana hai sach tumhaari baaton ko ye samajh ke maana hai sach tumhaari baaton ko itne khubsoorat lab itne khubsoorat lab jhoot kaise bolenge woh zubaan na tar hogi woh zubaan na tar hogi honth hi bhigo lenge khushk hi sahi aankhen kuchh na kuchh to ro lenge
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai mere labon ko uss ke andaaz mil rahe hain mere labon ko uss ke andaaz mil rahe hain uss ke suron ko mere alfaaz mil rahe hain main geet likh raha hoon wo geet gaa rahi hai main geet likh raha hoon wo geet gaa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai ye meri zindagi ki sabse haseen ghadi hai nazron ke saamne wo chhup kar kahin khadi hai ye meri zindagi ki sabse haseen ghadi hai nazron ke saamne wo chhup kar kahin khadi hai naa paas aa rahi hai naa door jaa rahi hai naa paas aa rahi hai naa door jaa rahi
aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa raa aaaaa aaaaaaa aaaa kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhariiii ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh tumhare na khuda hummm hmm mmm na khuda hum jisse samajh baithe na khudaaaa aaa aaaaaa na khuda hum jisse samajh baithe ussi kambakht ne dubona tha ussi kambakht ne dubona tha kuchh tumhare ada ka rona tha kuchh tumhariiiiiiiiiii iiiiii kuchh tumhari ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh tumhare kab talak khelte zamane se kab talak kheee eeee eeeee kab talak khelte zamane se ek toota hua khilona tha ek toota hua khiloooonaaa tha ek toota hua khilona tha kuchh tumhari ada ka rona tha kuchh tumhariiiii ada ka rona tha kuchh humen bhi kharaab hona tha kuchh humen bhi eee ee ee
kya milega kisi ko kisi se kya milega kisi ko kisi se aadmi hai juda aadmi se aadmi hai juda aadmi se kya milega kisi ko kisi se hamne sikha andheron mein jeena hamne sikha andheron mein jeena hamne sikha andheron mein jeena aap ghabra gaye roshani se aap ghabra gaye roshani se aap ghabra gaye roshani se aap ghabra gaye roshani se kya milega kisi ko kisi se dil milao to milta hai dil bhi dil milao to milta hai dil bhi dil ko nisbat nahin dillagi se dil ko nisbat nahin dillagi se kya khushi hai kabhi unse puchho kya khushi hai kabhi unse puchho kya khushi hai kabhi unse puchho ghum mila hai jinhen har khushi se ghum mila hai jinhen har khushi se ghum mila hai jinhen har khushi se ghum mila hai jinhen har khushi se kya milega kisi ko kisi se door tak dard hai aasman par door tak dard hai aasman par kaun gujra hamari gali se kaun gujra hamari gali se kaun gujra hamari gali se kaun gujra hamari gali se kya milega kisi ko kisi se kya milega kisi ko kisi se
kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain inn makaanon mein ajab log raha karte the inn makaanon mein ajab log raha karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaanaaaaaaaaaa
kyun humse khafa ho gaye kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ye raa aa aa aat barsaa aa aa aat ye raat ye barsaat ye saawan ka mahina aise mein to sholon ko bhi aata hai paseena ye raat ye barsaat ye saawan ka mahina aise mein to sholon ko bhi aata hai paseena is rut mein gareebon ki dua kyun nahin lete bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa dekho to zara jhank ke baahar ki faza aa aa aan haan aan mein dekho to zara jhank ke baahar ki faza mein barsaat ne ek aag laga di hai hawa mein dekho to zara jhank ke baahar ki faza mein barsaat ne ek aag laga di hai hawa mein is aag ko seene mein basa kyun nahin lete bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam
mausam ne jab li angdaayi mausam ne jab li angdaayi daur chala paimaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi daur chala paimaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi dil ke rishton ne todi hain duniya ki sab deewaaren dil ke rishton ne todi hain duniya ki sab deewaaren duniya ki sab deewaaren dil jo mile to fark nahin hai apnon ka begaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi unke ghum bhi hans kar jhele aur sitam se pyaar kiya pyaar pyaaar pyaaar pyaaaar unke ghum bhi hans kar jhele aur sitam se pyaar kiya aur sitam se pyaar kiya humne kitna naaz uthaya ghar aaye mehmaanon ka mehfil mehfil raks hua hai hum jaise deewaanon ka hum jaise deewaanon ka mausam ne jab li angdaayi aaj ke lamhe feeke hain to kal ke dukh ko kyun dohraayen aaj ke lamhe feeke hain to kal ke dukh ko
chaand nikla tha magar raat na thi pehli si ye mulaqaat mulaqaat na thi pehle si ranj kuchh kam to hua aaj tere milne se ye alag baat ke wo baat na thi pehle si meri to ek baat ka itna gila huaa meri to ek baat ka itna gila huaa kuchh aapko bhi yaad hai kuchh aapko bhi yaad hai apna kaha huaa meri to ek baat ka itna gila huaa meri to ek baat kaa tere gale ke haar se aayi wafa ki boo tere gale ke haar se aayi wafa ki boo tere gale ke haar se aayi wafa ki boo phoolon mein koi dil to nahin hai gundha hua phoolon mein koi dil to nahin hai gundha hua kuchh aapko bhi yaad hai kuchh aapko bhi yaad hai apna kaha huaa meri to ek baat ka itna gila huaa meri to ek baat ka aye chaara saaz ye to bata iska kya ilaaj aye chaara saaz ye to bata iska kya ilaaj aye chaara saaz ye to bata iska kya ilaaj aansoo thame to dard jigar mein siva hua aansoo thame to dard jigar mein siva hua kuchh aapko bhi yaad hai kuchh aapko bhi yaad hai apna kaha huaa meri to ek baat ka itna gila huaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Se Jo Wafa Ho Gayi Talat Aziz 04:59 20135
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:59   Song Number : 20135   

Ab Kaise Sukoon Paoon (Talat Aziz) Talat Aziz 11:16 18815
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 11:16   Song Number : 18815   

Ab Kya Ghazal Sunaun Talat Aziz 05:54 18387
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:54   Song Number : 18387   

Bahut Yaad Aaye Bhulate Bhulate Talat Aziz 07:21 37984
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rupa
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 07:21   Song Number : 37984   

Barsaat Ki Bheegi Raaton Mein Talat Aziz 08:17 18814
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 08:17   Song Number : 18814   

Chaahat Mein Kya Talat Aziz 05:58 40081
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Year- 
2000
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:58   Song Number : 40081   

Chahenge Tujhe Par Kabhi Talat Aziz 05:35 18388
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:35   Song Number : 18388   

Chanda Teri Chandani Ko Talat Aziz 05:21 18759
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Indipop
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:21   Song Number : 18759   

Chehra Subah Banaras Talat Aziz 05:58 35945
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:58   Song Number : 35945   

Hamari Gali Mein Bhi Aate Raho Talat Aziz 04:48 19753
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saeed Rahi
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:48   Song Number : 19753   

Kahin Chaand Raahon Mein Talat Aziz 07:13 16006
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 07:13   Song Number : 16006   

Khoobsurat Hain Aankhen Teri Talat Aziz 06:17 18755
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Hasan Kazmi
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Talat Aziz
Duration : 06:17   Song Number : 18755   

Khushk Hi Sahi Aankhen Talat Aziz 04:14 20123
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shahzaad
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:14   Song Number : 20123   

Koi Nahin Hai Talat Aziz 06:27 18817
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:27   Song Number : 18817   

Kuchh Tumhari Ada Ka Rona Tha Talat Aziz 06:20 36989
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:20   Song Number : 36989   

Kya Milega Kisi Ko Kisi Se Talat Aziz 04:21 36261
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:21   Song Number : 36261   

Kya Zamaana Tha Talat Aziz 05:26 18326
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:26   Song Number : 18326   

Kyun Humse Khafa Ho Gaye Talat Aziz 04:26 19935
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:26   Song Number : 19935   

Mausam Ne Jab Lee Angdai Talat Aziz 07:14 40231
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Asad Ali
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 07:14   Song Number : 40231   

Meri To Ek Baat Ka Talat Aziz 10:23 40483
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 10:23   Song Number : 40483